Top 5 indicators aur un ke baray main quick information.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    Bhai Fibonacci ko sahi explain nai kia ap ne agar sahih explain karte tou samaj aati is ki k yeh kese kam karta ha or kab karta ha, fibonacci boht acha tool ha forex k liye ma khud use karta hu.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      aapnay tu kafi achi thread post ki hain or umeed hay kay yah eshi tar hay say kaam karti hain kyun kay indicator bi tu hamasha hi aak tarha nahi rahtay un pay hi trust bulkul bi had say zayad nahi kiya ja sakta hay.
      • #108 Collapse

        well......... indicators is verey helpfull for us but i don,t need to indicators becaouse me and my knowldge can make earn mony with the handsome profit but we try to indicators becaouse indicators tell us to our mistakes .......
        • #109 Collapse

          bhai jaan main in indicator per believenahi karta keun ke mera manana hai ke bohat se indicator feak hote hai aur ap ki trading ko nuqsaan pohancha saktey hain.
          • #110 Collapse

            thanks dear apka indicators k baray mein achi rai paisah krny k liey lakin mein indicators ki badolat trade kerny ko bewakoofi samjhti hun kyunki humny jis andaz say trading kerni hai yeh sirf hum log he janty hain meine kafi bar indicators say help li but mujhy kuch faida nhi hua
            • #111 Collapse

              Yeh tamam indicators technical analysis main use hote hain jin ka apne zikr kia hai. Forex main indicator kam to krte hain lekin yeh pata nahi chalta k kab yeh apko galat signal de de or ap order place krden.
              • #112 Collapse

                Demo account ko create ccount per aapnaa account banain and jis tarhaan ap real use kartay hain same waisay hi karen mai khud new ho forex mai mujhay bhi itnaa khas use nahi karnaa aataa hay is kay i thnk 4 platform hain jin mai aapko kaam karnaa hay Complete ki hai or ma aaj kal free hoti ho or ma tu her waqt forex k bhara ma study or research karti rahti ho janab g ab tum kitna deta ho ye tu tum ko pata ho ga na.
                • #113 Collapse

                  I appreciate your thread ye aik bohat informative thread hai jo k new traders k liye bohat useful saabit ho sakti hai
                  • #114 Collapse

                    Fibonacci Retracement tool: Ye tool iss liye hota hai ke agar koi trader trading karnay main late ho jata hai ya phir wo start main profit kama kar dobara trade main in hona chahta hai to wo iss tool ko use karta hai. Is ke kuch specific points hotay hain jo table main aa rahay hotay hain jo ke 23.6%, 32.8%, 50%, 61.8% aur 100%.
                    • #115 Collapse

                      g han bahai jo ap pochna chaty hn wo mery ilam se baher hn ku k me forex me new ho mujy forex me zada ilam nh hn aur forex jane k ly ap k pas ak acha ustad hna bhat zorrri hn
                      { Maa Ap ko Slam by R.A.B }
                      • #116 Collapse

                        assalm o alaikum dear ap ney buhat zabrdast information di hai main is per zaror kam karon ga mujey indicater buhat hi achey lagtey hai lakan mujey istimal nahi kerny atey hai mujey to indicater sey buhat hi help hoti hai
                        • #117 Collapse

                          Yhe indicators bhot achy hin mein ny yhe indicators apni demo account ki practice mein use keye hin acha result mela hy forex mein without indicators working krna possible nhi hy indicators sy easily profit earn keya ja skta hy orr yhe five indicators acha profit dety hin
                          • #118 Collapse

                            All indicators are needed for successful business. Every indicator have some speciality for several situation. We should analyse the indicators for successful business.
                            • #119 Collapse

                              han dear ye aik real kaam hai is ko krne k liye ap kafi indicator pao gy aur bahut sy fail hain kuch hain jo help krty hain lekin un ki bhi koi gurantee nahi hai ye aik acha buiness hai is ko kahin bhi kiajksta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #120 Collapse

                                Re: Top 5 indicators aur un ke baray main quick information.

                                yeh ap pay depend karta hai kay ap nay kon sa pair use karna hai or kon sa ap us kay leye indicators use karna chahty hain.Lekin koshish karian jo be ap indicators ko use karty hain us ki values ap ko pata ho or ap ko sahi sy us trade ko manage karna ata ho. ap ki trades ko behtar manage karny kay leye ap indicators kay pattern b find karain or pattern ki madad sy he trend line ko draw karain or apni trades ko open kar kay profit hasil kary.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X