hum indicator ka istmal kun karty hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    hum indicator ka istmal kun karty hein
    kia koi bta sakta hai k hum indicator ka istmal kun karty hein is ki bari waja loss hai ya profit
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    hum forex trading kerty hoey indicator ka istimaal iss leay kerty hain ta k hum apni trading ko samjh sagain market ko analysis kernay k leay indicators use kerty hain our pher hum acha profit easily bna lety hain
    • #3 Collapse

      gee bhai hm apne trading mein indicators ke istemal se apne trading market ke trend ko smjhte hien aur hmein apne trading mein in ko smjhna he aur in ko smjh kr jb hm apne trading mein order lagate hien to hmein apne trading se acha profit asane se hota he
      • #4 Collapse

        Hum dost analysis kerny k leay indicator ka istimaal kerty hian ye humean market ki condition btaty haen normal hai over sold hai ya over bought hai sell kerna hai ya buy ye indicator say pata chalta hay
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: hum indicator ka istmal kun karty hein

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
          hum forex trading kerty hoey indicator ka istimaal iss leay kerty hain ta k hum apni trading ko samjh sagain market ko analysis kernay k leay indicators use kerty hain our pher hum acha profit easily bna lety hain
          Dear ko trading ko samajny kay leye zarori hai kay ap ko pata ho kay ap nay learning kaisy karni hai or us ko phir practically use karna hia tu ap ko pata ho kay trade jo open ki hai us ka lot size kiya hai. us mai risk management howi hai ya nahi. ap asa nahi karty hain tu ap apny experience zaida karna hai tu ap ko sab chezain jo trade mai use hoti hai. us mai technical, fundamental analysis, risk manageement, etc yeh sub trading mai shamil hogy jo ap ko acha profit ap ko dain gy.

          اب آن لائن

          Working...
          X