bas log chart per indicator lagaty rehty hein bad me unein pta nahi chlta k indicator ko chart se delete kasy karna hai asan tariqa hai chart per ja kar right click karo to option ho ga indicator list usy click kar k wahan se indicator ko delete kar do
dear mai ne abi tak koi b indicator forex trading mai use nhn kiya mai simple trading karna janta hon aur ayse he simple trading karta hon jab ap es business mai apnii life ko set karne k liye mehnat karte ho tu ap ko es mai reward b osii hisaab se ho jaye ga soo ap aage chal kar mazeed update hasil karo.. aur acha earn karo...
Ya to bohat he asaan hay dear huum chart k oper down main ager rsi indicator lagatay hain pher app us ko dlete ker k koi our indicator lagana chahtay hain to pher right click us k oper kr k us ko ap delete ker sagtay hain
G ap theak keh rahay hain chart per lagay indicators ki madad say ham apni trading ko boaht had takl behter kr skte hain kio k ye market ki achi prtediction krte hain in par amal kr k acha bna ja skta hai trader is main as well.
gee haan bhai hemin apne trading mein lage howe indicator ko khtm krne ke jo tareeqa bta dia he use trah se hm apne chart se us indicators ko delete kr skte hien aur phr koi aur indicators apne chart pr laga skte hien to is mein koi mushkl hmein nhe hote he
Easa he hai chart k oper indicator to asani k sath lag jata hai liken ys ko delete kernay ka masla ban jata hai wo chart k oper ja ker right click us indicator k oper ker k delete ker sagty hain