Jinab , maire khayal Mai ap advise bohot he useful hain aur har new forum member aur new trader ko chaiye ke app ke suggestion per aml Kary , ap naay demo account open kar Kay practice ka mashwara diya Jo Mai samjhta hon k kafi useful hai new traders ko iss ko zaroor follow karna chiye . Mujhy start Mai account openning kafi mushkil lagi teh Ager Mai naay yeh pehlay parh liya hota tu kam problem Hoti . Thanks
Bhai aap ne bhut achi information share ki hai New account banane k bad
aksar user ko samaj nahi lagta k ab kaam kiya krna hai aap ki is post se new user ko buhat faida ho ga.
apki advice buhut achi hain or jo log forex trading main new hain agar ain sab advice pe amal karain tu kamyab forex trader ban saktay hain .kamyab trader wohi hota hain jo learn karay or phir earning ki taraf aye ta kay aus koa acha experience ho har bat ka.
Very good. Bohat achi post hai newbies k lea. Mera sab newbies ko yeh he suggestion hai k wo is post ko parh lain aur is pr aml krain kabhi fail nahi hoon gay trading main. Lakin time lagta hai hr cheez ko seekhny main jesy jesy waqt guzrta jay ga wesy wesy sab kuch samajh ata jy ga.
Thank you so much sir apk is thread se new beginners ki bht help ho gi kyun k jo b new comer hota hai usko trading ka koi knowledge nahi hota or wo knowledge na honay ki waja se apna nuqsan kr bethta hai ap ne jo demo account k bary mn btaya wo new comers ki bht help kre ga or unko thora bht knowledge miley ga or wo ahista ahista bht achay or kamyab traders bn skte hain.
good very informative h main nay b aik friend say yah hee question kiyee and us nay b achy answer diyee hain laken ap k yeh main pint say aur b zayada kam ki samj aye h Demo account k apna hee maza h zaroori h kam ko kam saj kar karain ghay ti asan hoo ga and fruit ful b ho ga
ap ko her tarf problem ko face karna pary ga lakne aik achy businessman ko apni trade and business k liyee acha kam karna parta h and who h time mamagement h ap ko zayada say zayda time apni kam per sarf karni chyee LAZMI H Ap ki advice b achi hain un per sub ko amal karna chye
Tips for all new comers, like me. If you are new in this field than you should know the risk management, in this stance you can't get something every time, you can loose if didn't manage your margin to use, first start with lower percentage and use stop loss but not too much closer, stay calm and keep an eye on news.