forex trading k analysis
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    NDAMENTAL ANALYSIS
    2.TECHNICAL ANALYSIS
    3.SENTIMENTAL ANALYSIS
    without learning of them a trader can
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dear apnay nay jo 3 baatain bayan ki hain kiss bhi learner ko is baaton ko samjhna zrori hay in ko smjhay baghair hum market ko nhi smjha saktay ager hum real trade krtay hain to humay is baton ka samna krna ho ga or in baton per ghor kr kay trade krna chahye
      • #18 Collapse

        Thanks a lot for the nice sharing. I think fundamental, technical and sentimental analysis is so important for every forex trader, Thanks a lot for the post.
        • #19 Collapse

          yes gee haan my dear friend app ney sahi kaha agar hum in sab ko follow kar kay chaley gey to humein kabhi bhi loss nai hoga forex mein aur agar huwa to bohat micro sa hoga wase to main zeyada analysis karta hoon aur daily mein acha profit earn karta hoon
          • #20 Collapse

            iss business mein agar kase ko success full hona hai aur achy trader bana hai aur bhut ziada earning karni hai tu us ko analysis karna para ga aur iss per ziada se ziada depend bhi karni para ga kyun k jo bhi trading se pehla analysis karta hain aur tu un ki trading loss mein nahi hoti hai aur un ko profit he deti hai.
            • #21 Collapse

              Kuch analysis ha jin main app ko market kafi movement karti ha aur app ko kuch acha earn karne ka muqa milta ha aur app ne achi post ki haa ur dosto ko kuch na kuch knowledge mila ha aur is ko dosre dost bi share kare is post ko .
              • #22 Collapse

                g han me bhi apko ye hi kahuga ke jab tak ap forex trading me uski analysis ko fpllow nai karo ge to to apke liye ye acha nai hoga agar ap ek ache trader banna chate ho to apko forex ke tamam analysis ko follow karna chaiye jab hi ap acha profit earn kar sakte hai to mere dost ap forex pe kisi ache expert se analysis hasil kare
                • #23 Collapse

                  bilkul ain fundamental ko seekhna zarori hai. main sirf charts par dhayan daita hon. tab trading karta hoon. Charts say kafi seeekh laita hon. pata chal jata ab kiya condition hai market ki.
                  • #24 Collapse

                    That is the truth it is very good for you to make good analysis when you are in this business because that is the best place that you will be able to take good decision and be able to make good money at all times
                     
                    • #25 Collapse

                      This is the best way for you to make good money in trading when you can be able to make good analysis at all times so always take your time and concentrate so that you will make good profit
                       
                      • #26 Collapse

                        Ak achay trader banay k liya hamay en 3 analysis ko bohat achi tarha learn and read karna bohat zarori han bzc es ko use kar k ham bohat ach tarha forex ko use kar sakaty han......
                        • #27 Collapse

                          G han bilkul thek analyst kia hy. waqai ye sary analysis ap ko aik acha or successful trader bnaty hain. es liy mari koshish hy k trading ko achi tarha sy hr angle sy dekhun or usy sekhny ki koshish kr raha hun. or wo sb daily practice sy wo sb apply kr raha hun.
                          • #28 Collapse

                            yes bhi ap ne boht acha sawaal kia he kia forex k 3 analiseyes he or me to to fundamental analysis per hi zada ter kaam kerta ho or ye boht hi achi he or is per kam bhi asan hota he he bhi g.
                            • #29 Collapse

                              jee balkul thek kha ha bro ap na ya 3 ky 3 analysis bhot important ha zayda ter fundamental our techincal analysis ka use hota ha trading ky douran our is analysis ke base par trading karty ha hum our ya analysis bh bhot zarory ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear forex trading business me analysis ki bohat hi zayada importance hay aur hum forex kay analysis se market kay trend ko judge kar sakte hain kyu kay har business me analysis ki bohat hi importance hoti hay aur forex me bhi analysis ki zarorat hay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X