InstaForex ki taraf se tazyati jaizay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1126 Collapse

    3 January, 2019 ke liye EUR/USD ka takniki tajziyah



    Overview:
    EUR/USD jori ka 1.1342 ki satah se ooper ki taraf badhna jari hai. Aaj, pahli support ki satah 1.1342 par dekhi gayi hai, aur qimat ek bullish channel men badh rahi hai. Iske alawa, qimat 1.1342 ki satah par mazbut support se ooper set kiya gaya hai, jo 61.8% Fibonacci retracement satah ke jaisa hai. Uptrend ki tasdiq karne ke liye is support ko tin bar kharij kiya gaya hai. Guzishta waqeaat ke mutabiq, ham ummid karte hain keh EUR/USD jori 1.1342 aur 1.1550 ke darmiyan trade karegi. Lehaza, support 1.1342 par hai, jabkeh yaumiyah resistance 1.1550 par mila hai. Lehaza, market men 1.1342 ki spot ke ird gird bullish trend dikahi dene ka imkan hai. Dusre alfaz men, buy order 1.1550 ki satah par pahle hadaf ke sath 1.1342 ki spot se ooper aur fir 1.1603 ki taraf rahkhne ki shifarish ki jati hai. Halankeh, agar EUR/USD joti aaj 1.1550 ki muzahmat ki satah se ttotne men nakam hoti hai, to market men 1.1257 tak girawat aayegi.

    *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1127 Collapse

      Takniki tajziyah: January 04, 2019 ke liye EUR/USD ka Intraday Level



      European market ke khulne par, jari hone wali aham Eqtesadi data me, Italian Prelim CPI m/m, PPI m/m, Core CPI Flash Estimate y/y, CPI Flash Estimate y/y, Final Services PMI, German Unemployment Change, German Final Services PMI, French Final Services PMI, Italian Services PMI, Spanish Services PMI, aur French Prelim CPI m/m, ki reports shamil hain. America bhi Kham tail ki inventories, Qudrati gas ka zakhirah, Final Services PMI, Berozgari ki sherah, Ghair-farm rozgar ki tabdili, aur Ausat fi ghanta amdani m/m, data jari karega. Lehaza is bunyad par yeh kaha ja sakta hai keh, EUR/USD aaj medium se high volatility me kaam karega.

      Aaj ki technical satah:

      Breakout BUY Level: 1.1461.
      Strong Resistance:1.1454.
      Original Resistance: 1.1443.
      Inner Sell Area: 1.1432.
      Target Inner Area: 1.1405.
      Inner Buy Area: 1.1378.
      Original Support: 1.1367.
      Strong Support: 1.1356.
      Breakout SELL Level: 1.1349.

      Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

      *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
         
      • #1128 Collapse

        Takniki tajziyah: January 04, 2019 ke liye USD/JPY ka Intraday Level



        Asia me, Japan Final Manufacturing PMI data jari karega. America ki janib se kuch eqtesadi data jaise keh Kham tail ki inventories, Qudrati gas ka zakhirah, Final Services PMI, Berozgari ki sherah, Ghair-farm rozgar ki tabdili, aur Ausat fi ghanta amdani m/m, jari kiya jayega. Lehaza imkan hai keh USD/JPY aaj medium se high volatility me kaam karega.

        Aaj ki technical satah:

        Resistance 3: 108.57
        Resistance 2: 108.36
        Resistance 1: 108.14
        Support 1: 107.89
        Support 2: 107.67
        Support 3: 107.46

        Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

        *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
           
        • #1129 Collapse

          4 January, 2019 ke liye EUR/USD ka takniki tajziyah

          EUR/USD 1.1475 aur 1.1290 ke trading range ke andar fansa hua hai. Ghuzishtah chand mahinon se koi haqiqi peshraft nahin hui hai. Mera khayal hai keh upward break out ki zyada imkanat hain aur agar higher nahin to kam az kam 1.17 ki taraf iqdamat ho sakta hai.



          Red dots - major strength resistance
          Blue dots - medium strength support
          EUR/USD guzishta chand hafton se thore zyada high ya kam low utar-chadhaw ke sath ghalat signal de raha hai, aur sab kuch kar raha hai jo yah short-term traders ko bahar karne ke liye kar sakta hai. Haqiqat men yah bilkul bhi move nahin hua hai jaisa keh chart men ooper dekha ja sakta hai. 1.1475 se ooper ek wazeh break aur ikhtetam 1.17 ke liye rasta khol dega. 1.1290 se niche ek wazeh breakdown aur 1.11 ke liye rasta khol dega. Daily chart men RSI men bullish divergence mujhe bullish scenario ke mazun banata hai.


          *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
             
          • #1130 Collapse

            4 January, 2019 ke liye USD/CAD ka takniki tajziyah



            Overview:
            USD/CAD jori ka 1.3665 aur 1.3600 ke zone se niche badhna jari hai. Is hafte yah jori 1.3665 se kam ho kar 1.3455 ho gayi jo daily chart par 61.18% Fibonacci ke tanasub ke sath coincides karti hai. Aaj resistance 1.3525 aur 1.3450 ki satah par dekhi gayi. Lehaza ham 1.13665 aur 1.3600 ki satah par mazbut resistance ke niche qimat set karne ki ummid karte hain; kiyonkeh qimat ab bearish channel men hai. RSI downward trend ka ishara karne lagta hai. Natijatan, market men bearish trend ki alamat zahir ki ja sakti ja sakti hai. Lehaza, haftawar support ka test karne ke liye pahle hadaf ke sath 1.13488 ki satah se niche aur fir aage 1.3200 par farokht karna accha hoga. Agar USD/CAD jori 1.3435 par daily support ko todne men kamyab ho to, market aaj support 1 par pahunchne ke liye 1.3288 par mazid girawat karega. Halankeh, 1.3665 aur 1.3600ka price spot aham muzahmat zone bna hua hai. Is tarah, trend abhi bhi bearish hai jab tak keh 1.3435 ki satah breach nahin ki jati hai.

            *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
               
            • #1131 Collapse

              Takniki tajziyah: January 07, 2019 ke liye USD/JPY ka Intraday Level



              Asia me, Japan Final Manufacturing PMI data jari karega. America ki janib se kuch eqtesadi data jaise keh ISM Non-Manufacturing PMI, jari kiya jayega. Lehaza imkan hai keh USD/JPY aaj low se medium volatility me kaam karega.

              Aaj ki technical satah:

              Resistance 3: 108.88
              Resistance 2: 108.67
              Resistance 1: 108.46
              Support 1: 108.19
              Support 2: 107.98
              Support 3: 107.77

              Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

              *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                 
              • #1132 Collapse

                Takniki tajziyah: January 07, 2019 ke liye EUR/USD ka Intraday Level



                European market ke khulne par, jari hone wali aham Eqtesadi data me, Retail Sales m/m, Sentix Investor Confidence, German Retail Sales m/m, aur German Factory Orders m/m, ki reports shamil hain. America bhi ISM Non-Manufacturing PMI, data jari karega. Lehaza is bunyad par yeh kaha ja sakta hai keh, EUR/USD aaj low se medium volatility me kaam karega.

                Aaj ki technical satah:

                Breakout BUY Level: 1.1465
                Strong Resistance:1.1458
                Original Resistance: 1.1447
                Inner Sell Area: 1.1436
                Target Inner Area: 1.1409
                Inner Buy Area: 1.1382
                Original Support: 1.1371
                Strong Support: 1.1360
                Breakout SELL Level: 1.1353

                Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

                *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                   
                • #1133 Collapse

                  Indicator analysis. January 7, 2019 ke liye EUR / USD pair ka Daily review

                  Trend analysis (Fig. 1).
                  Peer ke roz, qimat pahli hadaf 1.1471 - resistance line (the red bold line) ke sath aage badhega.



                  Fig. 1 (daily schedule).
                  Comprehensive analysis:
                  - indicator analysis - up;
                  - Fibonacci levels - neutral;
                  - volumes - up;
                  - candlestick analysis - up;
                  - trend analysis - down;
                  - Bollinger lines - up;
                  - weekly schedule - down.
                  General conclusion:
                  Peer ke roz, qimat pahli hadaf 1.1471 - resistance line (the red bold line) ke sath aage badhega.

                  *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                     
                  • #1134 Collapse

                    Indicator analysis. January 7, 2019 ke liye GBP/USD pair ka Daily review

                    Peer ke roz, pahle oopri hadaf 1.2815 - upper fractal ke sath ooper ki taraf kam karna mumkin hai.



                    Fig. 1 (daily schedule).
                    Comprehensive analysis:
                    - indicator analysis - up;
                    - Fibonacci levels - neutral;
                    - volumes - up;
                    - candlestick analysis - up;
                    - trend analysis - up;
                    - Bollinger lines - down;
                    - weekly schedule - up.
                    General conclusion:
                    Peer ke roz, pahle oopri hadaf 1.2815 - upper fractal ke sath ooper ki taraf kam karna mumkin hai.

                    *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                       
                    • #1135 Collapse

                      07 January, 2019 ke liye EUR/USD ka takniki tajziyah



                      Overview:
                      Pivot: 1.1421.
                      EUR/USD jori ka 1.1342 ki satah se ooper ki taraf badhna jari hai. Aaj, pahli support ki satah 1.1342 par dekhi gayi hai, aur ab qimat bullish cahnnel neb badh rahi hai. Iske alawa, qimat ko 1.1342 ki satah par mazbut support se ooper set kiya gaya hai, jo keh 61.8% Fibonacci retracement satah ke math milta hai. Uptrend ki tasdiq karte hue is support ko tin bar kharij kar diya gaya. Guzishtah waqeaat ke mutabiq, hamen ummid hai keh EUR/USD jori 1.1342 aur 1.1550 ke darmiyan trade karegi. Lehaza, support 1.1342 par hai, jabkeh yaumiyah muzahmat 1.1550 par mila hai. Lehaza, market men 1.1342 ki satah ke ird gird tezi ka rujhan dilkhne ka imkan hai. Dusre alfaz men, buy orders ko 1.1550 ki satah par pahle hadaf ke sath 1.1342 ke spot se ooper aur fir 1.1603 ki taraf rakhne ki sifarish ki jati hai. Halankeh, agar EUR/USD jori aaj 1.1550 ki muzahmat satah se todne men nakam ho to, market men 1.1257 tak ki girawat hogi.

                      *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                         
                      • #1136 Collapse

                        Takniki tajziyah: January 08, 2019 ke liye EUR/USD ka Intraday Level


                        European market ke khulne par, jari hone wali aham Eqtesadi data me, French Trade Balance aur German Industrial Production m/m, ki reports shamil hain. America bhi Consumer Credit m/m, JOLTS Job Openings, trade balance, aur the NFIB Small Business Index Auction, data jari karega. Lehaza is bunyad par yeh kaha ja sakta hai keh, EUR/USD aaj low se medium volatility me kaam karega.

                        Aaj ki technical satah:

                        Breakout BUY Level: 1.1526.
                        Strong Resistance:1.1519.
                        Original Resistance: 1.1508.
                        Inner Sell Area: 1.1497.
                        Target Inner Area: 1.1469.
                        Inner Buy Area: 1.1441.
                        Original Support: 1.1430.
                        Strong Support: 1.1419.
                        Breakout SELL Level: 1.1412.

                        Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

                        *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                           
                        • #1137 Collapse

                          Takniki tajziyah: January 08, 2019 ke liye USD/JPY ka Intraday Level



                          Asia me, Japan Consumer Confidence survey aur 10-y Bond Auction data jari karega. America ki janib se kuch eqtesadi data jaise keh Consumer Credit m/m, JOLTS Job Openings, trade balance, aur the NFIB Small Business Index Auction, jari kiya jayega. Lehaza imkan hai keh USD/JPY aaj low se medium volatility me kaam karega.

                          Aaj ki technical satah:

                          Resistance 3: 109.21
                          Resistance 2: 109.00
                          Resistance 1: 108.79
                          Support 1: 108.51
                          Support 2: 108.30
                          Support 3: 108.09

                          Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

                          *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                             
                          • #1138 Collapse

                            08 January, 2019 ke liye GBP/USD ka takniki tajziyah


                            Overview:
                            GBP/USD jori ka 1.2728 ki satah se ooper ki taraf badhna jari hai. Kal, yah jori 1.12728 ki satah se badhkar 1.12780 ke qarib pahunch gayi. Aaj, pahli muzahmat ki satah 1.2814 aur uske bad 1.2888 par dekha gaya hai, jabkeh yaumiyah support 1 ko 1.2728 par dekha gaya hai. Guzishtah waqeaat ke mutabiq, GBP/USD jori abhi bhi 1.2728 aur 1.2888 ki satahon ke darmiyan aage badh rahi hai; lehaza ham 160 pips ki range ki tawaqqo rakhte hain.

                            Iskealawa, agar trend 1.2814 par pahli muzahmat satah se bahar nikalne men kamyab hai, to ham jori ko iske test ke liye double top (1.2888) ki taraf chadhte hue dekhenge.

                            Lehaza, yaumiyah resistance 1 aur aage 1.2888 ka test karne ke liye 1.2814 par pahle hadaf ke sath 1.2728 ki satah se ooper khariden. Iske alawa, yah gaur kiya jana chahiye keh 1.2888 ki satah munafa lene ke liye ek acchi hai kiyonkeh yah aaj bade muzahmat ki taskil karega. Dusri taraf, agar koi reversal hota hai aur GBP/USD jori 1.2728 ki himayat ki satah se toot jati hai, to aage 1.12670 tak ki kami ho sakti hai jo bearish market ki nishandahi karegi.

                            *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                               
                            • #1139 Collapse

                              Takniki tajziyah: January 09, 2019 ke liye EUR/USD ka Intraday Level



                              European market ke khulne par, jari hone wali aham Eqtesadi data me, German 10-y Bond nilami, Berozgari ki sherah, Itlawi mahana berozgari ki sherah, aur German Trade Balance, ki reports shamil hain. America bhi 10-y Bond nilami, aur Kham tail ka zakhira, data jari karega. Lehaza is bunyad par yeh kaha ja sakta hai keh, EUR/USD aaj low se medium volatility me kaam karega.

                              Aaj ki technical satah:

                              Breakout BUY Level: 1.1513.
                              Strong Resistance: 1.1506.
                              Original Resistance: 1.1495.
                              Inner Sell Area: 1.1484.
                              Target Inner Area: 1.1457.
                              Inner Buy Area: 1.1430.
                              Original Support: 1.1419.
                              Strong Support: 1.1408.
                              Breakout SELL Level: 1.1401.

                              Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

                              *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi.
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1140 Collapse

                                Takniki tajziyah: January 09, 2019 ke liye USD/JPY ka Intraday Level



                                Asia me, Japan Ausat naqad amdani y/y, data jari karega aur America ki janib se kuch eqtesadi data jaise keh 10-y Bond nilami, aur Kham tail ka zakhira, jari kiya jayega. Lehaza imkan hai keh USD/JPY aaj low se medium volatility me kaam karega.

                                Aaj ki technical satah:

                                Resistance. 3: 109.46.
                                Resistance. 2: 109.25.
                                Resistance. 1: 109.04.
                                Support. 1: 108.75.
                                Support. 2: 108.55.
                                Support. 3: 108.34.

                                Disclaimer: Forex me trading (foreign exchange) margin par kisi bhi trah nuqsan ke ehtemal se khali nhi hai, aur ho sakta hai keh har investor ke liye yaksan mufid bhi na ho. Leverage ka zyada hona jhan aap ke haq mein ho sakta hai whan aap ke mukhalif bhi ho sakta hai. Forex exchange me sarmayah kari se qabl aap ko sarmaya kari ka maqsad, apna tajarbah aur nuqsan ke bardast ki sakt se bakhubi waqif hona zaruri hai. Is bat ka imkan hai keh aap ko apni ibtedai sarmayah kari ka kuch hissa ya tamam sarmayah kari ka nuqsan bardasht karna pade, lehaza utni ki sarmayakari ki jani chahiye keh jitna nuqsan bardasht ho sake. Aap ko forex exchange mein hone wale nuqsan se baharhal waquif hona chahiye aur kisi bhi doubt ya rehnumai ke liye kisi mahir tajir / independent financial advisor ki rahnumai hasil karni chahiye.

                                *Yahan par kiye gye market analysis ka maqsad aapki awareness badhana hai, trade ke liye hidayat dena nhi
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X