G han bhai ap ne bilkul thk kha ha.
Forex business se hum achi monthly earning kr sakte hain q k this is very good online business expect any other business.
forex trading mai earning jo hai woh weekly monthly basis per count hote hai. ziyada tar log jo hai woh monthly basis ko preper kerte hai market mai, kuin ke market mai track and record acha mil jata hai ous ka.
ji hume monthly earning krni chahiy aur woh bhi kam se kam mery khiyaal se hume 10000 lazmi earn krny chahiye jo k sahi hai so hume har waqat profi k baray mein suchna chahiye jo k achi baat hai
bhai kam to thek ha lakin pehli cheez ye ha ky humy ana b chahye aur forex ko bgair learn kiye kbhi b nhe krna chhaye kyu kay zyada tar traders yaha pe loss esi wja se kr lete hain kay unhy ye kam achi trah se nhe ata aur wo bgair sochey smjhy market ma entry lete rhty hain to pehly to forex ko learn kry aur us kay baad esy ap kehi b kar skty hain bs aik internet aur laptop hona chahye.
dear jaha tak mujh ko pata hai k ais market mai kaaam karty hai to hum ko apna aik target bana lena chaye agar hum apna target pora kar lety hai to hum ko trading stop kar deni chaye kun k ais market mai jab hum lalch karty hai to hum lot bari use kar lety hai jis se hum ko agar loss ho to humra account bhi wash ho sakta hai.
Dear ye ap p depend karta ha k ap monthly base p tarding karty hain ya daily base p apko aik target set karna chahye aur us ko follow karna chahye agar ap monthly base p karty hain tu apko long term trading karni cahye aur daily k liye ap short term trading karyn
Bilkul hum ko chahaiye weekly ya monthly terget rak le ye hamare liye bhot acha hoga agar hum weekly terget rak lete hain tu vo jaaab pora ho jy tu hum ko chahuye k hum or trading na kare or sabar say kaaaam le ziyda lalach account wash kar skta hain is liye hum ko chahiye k hum ziyda lalach na kare
jee ha sir sahi kaha ha forex ma agar ham daily earning krty ha to hamay loss bhi ho sakta ha islay hamay target monthly rakna chahiye qk hamay tarde long term laga deni chahiye takay aek month ma hamay aek acha profit bhi ho sakya islay bs apko dakh kr tarding krni chahiye
G dear agar ap trading main target rakh kay trading karna best ha because is se ap apnay greed ko control kar saktay hain and overtrading se bach saktay hain. yahi 2 cheezain loss ki sab se bari waja hain. daily. weekly and mothly ka aik target set kar lein (apnay skills kay mutabiq ) and jab wo target achieve ho jaye. to trading stop kar dein unless ap ko koi confurmed potential opportunity na milay. tab tak trade open na karain.