Forex news from InstaForex
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    Eurozone ki berozgari ki sherah 2008 ke bad se sabse kam


    Monday ko Eurostat ke figures ne dikhaya ki late 2008 ke bad se euro ilaqe ki barezgari ki sherah kam tareen satah par mustahkam rahi.

    May me 8.4 fisad par berozgari ki sherah mustahkam bani rahi, December 2008 ke bad se kamtareen hai. Motawaqqe sherah 8.5 fisad thi.

    May me berozgar logon ki taidad 13.656 million me guzishta mah 125,000 ki kami aayi.

    April me 17.1fisad ke muqable May me youth unemployment rate 16.8 fisad thi.

    European Union 28 me majmui berozgari ki sherah May me 7 fisad thi, jo April ke muqable mustahkam thi. Yah August 2008 ke baad se sab se kam tha.



    https://goo.gl/svSzTP
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      June me Americi niji shobe ke mulazmat me 177,000 naukriyon ka izafa


      June me Americi niji shobe ke mulazmat me 177,000 naukriyon ka izafa



      https://goo.gl/7eS1zm
      https://goo.gl/CHBGzU
         
      • #198 Collapse

        Platinum ki qimaten gir rahi hain



        Platinum ki qimaten gir rahi hain

        https://goo.gl/uiex7n

        https://goo.gl/JkW67n
           
        • #199 Collapse

          June me China ki CPI badhkar 1.9% ho gayi


          June me China me sarfin ki qimaten 19 fisad thin, National Bureau of Statistics ne Mangal ko kaha keh - ummidon ke mutabiq hai aur May me 1.8 fisad se zyada hai.

          Mahana buniyad par, sarfin ki qimaton me pichle mah 0.2 fisad fisalne ke bad 0.1 fisad ki kami aayi.

          Bureau ne yah bhi kaha keh producer prices me 4.5 fisad ki ummid ke muqable aur ek mahine 4.1 fisad se salana 4.7 fisad ka izafa hua.

             
          • #200 Collapse

            Malaysia ke Central Bank ne aham sherah ko 3.25% par rakha




            Malaysia ke Central Bank ne aham sherah ko 3.25% par rakha


            https://goo.gl/xHJncS
            https://goo.gl/JkW67n
               
            • #201 Collapse

              ECB Minutes ke bad Euro me thori tabdili

              European Central Bank ne June ko 13-14 ko subah 7:30 baje ET par Thursday ko munaqid Governing Council ki monetary policy meeting ke accounts ko jari kiya hai. Release ke bad, euro apne aham muqabill ke khilaf thora badal gya.


              Subah taqriban 7:34 baje ET par euro yen ke muqble 131.20 par karobar kar raha tha, franc ke muqble 1.1654, pound ke muqable 0.8834 aur greenback ke muqable 1.1640 par karobar kar raha tha.
                 
              • #202 Collapse

                China ke export me peshgoi se zyada izafa

                General Administration of Customs ki taraf se jari data se zahir hota hai keh, June me China ke exports me ummid se zyada tez raftar se izafa hua.

                Dollar ke terms me, June me exports year-over-year 11.3 fisad badh gya, jo keh 9.5 fisad ke mutawaqqe izafe se tez hai.

                Es sal pahle ke muqable June me imports 14.1 fisad badh gya, jo economist ke peshgoi 21.3 fisad ke izafe se kam hai.

                June me $27.72 billion ke mutawaqqe surplus ke muqable trade surplus $41.61 billion tha.
                   
                • #203 Collapse

                  June me India ke Wholesale qimaton me 1.1% ka izafa



                  June me India ke Wholesale qimaton me 1.1% ka izafa

                  https://goo.gl/auqZHS
                  https://goo.gl/6519Qc
                     
                  • #204 Collapse

                    Australian Dollar U.S. Dollar ke muqable 0.7438 par pahuncha



                    Australian Dollar U.S. Dollar ke muqable 0.7438 par pahuncha

                    https://goo.gl/ucTJSs
                    https://goo.gl/6UGKUQ
                       
                    • #205 Collapse

                      Bartaniya ke CPI, PPI ke bad pound me mazid girawat


                      U.K ka May ke liye house price index, June ke liye CPI aur PPI Budh ko subah 4:30 am ET par jari kiya gya. In data ke bad, pound apne aham muqabil ke khilaf gir gya.

                      Subah taqriban 4:34 baje ET par pound yen ke muqble 147.12, franc ke muqble 1.3059, euro ke muqable 0.8917 aur greenback ke muqable 1.3020 par tha.

                         
                      • #206 Collapse

                        June me Czech Republic ke PPI me 0.6% ka mahana izafa



                        June me Czech Republic ke PPI me 0.6% ka mahana izafa

                        https://goo.gl/FNcXsc
                        https://goo.gl/VL53MB
                           
                        • #207 Collapse

                          June me Estonia ke Producer Prices me salana 2.9% ka izafa



                          June me Estonia ke Producer Prices me salana 2.9% ka izafa

                          https://goo.gl/6i82Nr
                          https://goo.gl/4jv7Do
                             
                          • #208 Collapse

                            Singapore ki CPI May me 0.6% ke muqable June me 0.1% badhi




                            June me Singapore ke CPI main 0.1 fisad ka izafa hua, jo keh May me 0.6 fisad tha


                            https://goo.gl/1HiXv9
                            https://goo.gl/QefT7G
                               
                            • #209 Collapse





                              https://goo.gl/yPFQgt
                              https://goo.gl/Vo3DzP
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                May me Germany ke Construction Orders me 4.6% ka mahana izafa


                                May me Germany ke Construction Orders me 4.6% ka mahana izafa

                                https://goo.gl/MMzy8L
                                https://goo.gl/bMx3Pb
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X