money management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    money management
    Forex main kamiyabi ki sab se barri key money management hai aur app trade kerte waqt apna mind set pehle hi ker lia krain k kitna apne profit gain kerna hai aur kitna loss afford ker sakte hain aur iske leye ya app pending orders use krain ya stop losses and trade according price actions judge best by going back and see previouse movements and practice and more practice
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jee han apko apni tred mange kar k chalana hoti hai apko apni tred main apna tred volume apne blanc k mutabiq rakhna chahiay uar aapnko apne blance ko Increse kar k chalna chahiay ta k apko iss se ziada se ziada profit ho aap iss main mehmat karen uar demo pe khub prctice karen INSHAALLAH p
    Kamyabi mile gi
    • #3 Collapse

      moneymagement buhat zarori hut hain aap k account mein ager 50 doller hun tu iss mein se hum n 2 percent or 3 perceint risk lena chahiye means 50 mein se 2 percent 1 doller risk lena paray ga other wise mangenmet shi nhi huti.
      • #4 Collapse

        Apne thek kaha money managment aik big key hy mgr dunia me 100% traders es bat ko sirf krte hen jin me se 30% traders b amal nhi krte yehi waja hy k forex me loss zyada or profit kam hota a traders ko unko money managment ko bar bar dekhna or dimagh me dal lena chiye k bagair eske forex ko krna na mumkin a
        • #5 Collapse

          Yes dear brother forex trading mein kamyabi hasul krny ke lye money management aghr shi use ki jaye tu profit bhi acha hota hai aur account wash honey se bhi bacha reh skta hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Nadeem Trader پيغام ديکھيے
            Yes dear brother forex trading mein kamyabi hasul krny ke lye money management aghr shi use ki jaye tu profit bhi acha hota hai aur account wash honey se bhi bacha reh skta hai
            ge han bhai yeh bat to he keh forex trading mein money management se he hmein acha fiada hota he aur hm apne account ko wash hone se bacha skte hien es lie hmein apne trading mein money management ke rules ko smjh kr apne trading mein istemal krna he aur hm apne trading mein ziada risk na lein phr hmein apne trading mein kamaybe hasil hote he
            • #7 Collapse

              g han money management trading me karna zarori hota hay agar ham apny take profit or stop loss ka hi khayal raken gey to ye b money management me ata hay
              • #8 Collapse

                Haan g bhae forex main money management kerna boht zarori hai pher he us man app aik kamyaab trader ban pain gay main money management nahe kerta hooon bare bare lots gold main lagta hoon to trade k first week main he account wash ker dita hoon to plz app log easa na karein our us main lot size ko kabo main rakh k trading karen
                • #9 Collapse

                  Kee han jis ko forex nain money mange ment atti hai wohi mastar hota hai iss kam ka iss main apko apne account main paise k hisab se trede kagani hoti hai aapko pata hona chahiau kis volume ki tred se apko.nuksan ka samana nahi ho ga kis se ho ga apko iss main apni tred ko soch samjh k karna.hota hai uar koshish karen low se hi kam karen ahista ahisat ziad ki tref aien ek hi din main ameer na banne ki koshish karen
                  • #10 Collapse

                    kisi bhi business main money management bohot ahemiat ki hamil hoti hai aur forex trading business bhi aik big business hai agar ap iss main achi money management k sath kam karo gay achi planing kar k tou ap ko acha result mile ga.
                    • #11 Collapse

                      ap pehle he se agr apnay mind mein set kar lein ky apne kahan trade ko rokna hai nd strict to plan rahein toh ap loss se bach sktay hain and acha profit gain kch log lalach kar jatay hain nd earn kiye hua paisa b dooba detay hain
                      • #12 Collapse

                        Ap nay forexmarket mai loss say bachna hai tou es ky lye ap ko forexmarket mai money management ky rules ko zaroor follow krna hai. tou ap forex market mai achay tareeqay say trading kr sakty ho. es tarah say ap loss say bach sakty ho. acha profit earn kr sakty ho.
                        • #13 Collapse

                          Forex market mai money management ki bhe zaroorat hai. Es ky sath forexmarket ky knowledge ki bhe tab ap forexmarket mai zada behatr trading kr sakty ho. Es tarah say ap ki earning bhe zada ho gy.
                          • #14 Collapse

                            Dear money management main hamain chaiay hota hai kay ham thora thora kar kay achay say trading kartay jain or thora thora profit side per kartay rahain ta kay in case agar koi trade phas jay to bnda deposit kar sakay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              dear agar hum apna mind bana ly k hum ne ais mai kaisy kam karna hai to aus mai ye hota hai k hum jab bhi trade lagany lagty hai to hum ko wo lot lagani chaye jo humry account k lehaz se thik ho ais liay moneymangement k lehaz se hi kam karna chaye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X