Bitcoin digital currency
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Aslam o alikum dear brothr Bitcoin digital currency ya akk forex trading main ak pear hain jis per hamray kafi doest as per trading krtay hain aur as say profit earn krty hain............... ya ak acha pear hai as ko friends used krtay hain..........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Bitcoin na yakdam asman ko chu liya ha, is year kay start mein ye $500 se bhi nechay tha aur currectly $4000+ ki range mein ha. Bitcoin ko forex mein bhi trade kar saktay hain, Instaforex mein bhi ye included ha. Bitcoin ko safe currency khayal kiya jata ha because koi bhi ap ko trace nahi kar sakta. Block chain me ap ka wallet banta ha, agar ap ko apnay wallet ka password bhool gaya to ap kabhi apna account recover nahi kar saktay. Bitcoin ko low levels par buy kar kay bohot acha profit kamaya ja sakta ha, zara tasawar karain, jinhon nay isay $500-$1000 range mein buy kiya, un ko kitna profit hua hoga.
      • #18 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: asad6803 پيغام ديکھيے
        Bitcoin na yakdam asman ko chu liya ha, is year kay start mein ye $500 se bhi nechay tha aur currectly $4000+ ki range mein ha. Bitcoin ko forex mein bhi trade kar saktay hain, Instaforex mein bhi ye included ha. Bitcoin ko safe currency khayal kiya jata ha because koi bhi ap ko trace nahi kar sakta. Block chain me ap ka wallet banta ha, agar ap ko apnay wallet ka password bhool gaya to ap kabhi apna account recover nahi kar saktay. Bitcoin ko low levels par buy kar kay bohot acha profit kamaya ja sakta ha, zara tasawar karain, jinhon nay isay $500-$1000 range mein buy kiya, un ko kitna profit hua hoga.
        hanji bitcoin ke price ab down ho rhe he aur bitcoin ke price abhe tk $8000 aur $9000 ke price pe chl rhe he aur bitcoin ka target abhe down ka complete na howa he aur abhe bhe mazeed girne ke chance mein he bitcoin aur hmein bitcoin ko buy es wqt nhe krna he aur bitcoin ko humein $6000 ya $3000 se buy krna hmein acha profitable sabit ho ga es lie abhe bitcoin sell mein he es ko sell kr skte hien
        • #19 Collapse

          Bitcoin pakistan main ban hai but still pakistan main log bitcoin trade kartay hain. or bitcoin main mining bhi kartay hain lakin aj kal log dosaray coins main zeyda kama rahay hain... lehaza hamain dosaray coins bhi try karnay chayen.
           
          • #20 Collapse

            Acha Doston Pakistan men to Bitcoin blocked hena . kuch time pahly waqar zaqa ne koshish ke the k es ko pakistan men pass kia jaye magar mahiren k mutabik ye ek bara dhoka he jis men sada log phans jaty hn. hamary mazhab ke mutalik ase chezeen haram hen hum in chezon se door rahina chahiye.
             
            • #21 Collapse

              G han Bhai ne buhat achi post key he really Bitcoin very fast growth kar raha he or buhat he acha sevice he jis men action bhe kam lagta he or earning bhe ziyadh hoti he. or es ki ek baat buhat achi he k ye buhat secoure bhe he.
               
              • #22 Collapse

                Anay walay time mai Bitcoin nay mazeed popular ho jana hai last 1.5 Years mai Bitcoin bhout he zaida maqbool ho geya hai or bout se log Bitcoin mai trade kar rahy hain or jaisa ky or Analysis tu yeh he bata rahy hain anay walay time mai bhout zaida value ho jaye gi
                • #23 Collapse

                  jesa k ham sub jante hen k forexnonien trading business ak worldwide online trading business ne jis me ham bobt se countries ki currency me trade kr sakte hen aor en currencies me crippto currency bhi shamal ha jo bitcoin kehlati ha es currency ka madi tor pr to koi wajood ni ha ye electronic currency ha.
                  • #24 Collapse

                    Re: Bitcoin digital currency

                    Dear friends Bitcoin is a digital currency which is used for high level trading.bitcoin duniya ki mehangi tareen currency hai.is ke bare main jo kaha jata hai ke yeh waqt waqt ke sath is main difference ata rehta hai.kisi ko is main loss hota hai aur kisi ko faida.laken humen is ke bare main maloom hona chahye.thanks
                    • #25 Collapse

                      Re: Bitcoin digital currency

                      yes my friend apny bhut hi achi bat ki hai9 man ap ki post sy agree karta hu my friend bit coin aik bhut hi bari digital currency hai jis ko crypto currency k name sy bhi jana hai ye dunia bhar mainuse ho rahi hai mane khusd bhi is ko use kiya hai i like this currency
                      • #26 Collapse

                        Re: Bitcoin digital currency

                        Bitcoin es time top digial currency mai count ho rahi ha or anay walay time mai es ki vLue bht zaida ho jaye gi es mai logo nau bht sara paisa invest kar diya ha or ab tikafi countries es ko use b kar rahi haun
                         
                        • #27 Collapse

                          Re: Bitcoin digital currency

                          bit coin aik digital currency hay laekin iss ko pakistan main state bank recognize nahi krta hy or iss currency kay baray state bank koi gurantee nahi daita hy so iss currency main kaam krna meray khayal kay mutabik thora nahi kafi risky hy or iss ki trading main bhi utar charhao kafi tezi se atay hain jis ki wja se bhi losses kay chances ziada ho jatay hain kyo kay hum log iss kay expert nahi hotay hain or iss ko smjhtay loss kr laitay hain
                          • #28 Collapse

                            Re: Bitcoin digital currency

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Mohsin al
                            Bitcoin bahut he zabar dast iksam ke currency hai is ke movment kafi nice hai is trade karna bhe acha amal hai
                            Dear Bitcoin anay walay time mai power full currency hai. es ko ap apny analysis ki base pay kafi kuch es se earn kar sakty ain or p ny jaisa es ka likha hai kafi nice movement hai tu main ap ko bata do jb tak ap ko es ka trend nahi pata hoga or ap trade karaingy tu ap kamyab nahi hogy because ap ki lagai howi trade against trend chaly gi tu ap ko kfi loss ka samna ho jaye ga.
                               
                            • #29 Collapse

                              Re: Bitcoin digital currency

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Julia پيغام ديکھيے
                              Bitcoin digital currency key aik shakal hai, jo electronic tor par paida hota hai. Koi bhi isay control nahen karta, Bitcoins chapaye hoye printed nahen hain jaisa kay dollar ya euro. Wo logon key taraf say teyar ke jatin hain or tezi say karobari idaron dunya bhar main computers chalaye jatay hain. Jo software ka istemal kar kay mathemematical masayal ko hal kartay hain.
                              Ya aik barhti hoye kisam kay paisay ka pahli mesal hai jisay crypotocurrency kaha jata hai.

                              Ya khyal kisi bhi markazi authority, electronic tor par muntaqali say mutalik say kam ya kamaz kam aik boht kam transaction fees kay sath aik currency key paidawar karta hai.

                              Chalain is kay baray main mazeed batcheet kartay hain.
                              Bitcoin vaqe hi men digital curuncy hai isko buy karke hum kafi faida le sakte ye bhi isi tarhan ka karobaar hai jo ke hum koi cheez ko khareed kar rakh lete han aor jab vo menhngi ho jati hai to usko sell kar dete han to bitcoin bhi buhat faida da sabit hoti hai is se aap bhi faida le sakte han aaj kal to vese bhi bitcoin ki price high low ho rhi hai jab bitcoin ki 10000 $ taq ajae to buy kar len kion news hai ke ye ab aor upar price taq jae gi.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Bitcoin digital currency

                                Bitcoin es time achi tarha se dollar k against high rate pay ja raha hai or anay walay time mai bitcoin ki kafi zaida value ho jaey gi achy traders jo economies ko samajty hian or anay walay time mai woh yeh he daikh rahy hain kay Bitcoin ik future currency k toor pay aye gi es ko ap apny daily online shoping or online money k toor pay use kar sakain gay.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X