Lose vs profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lose vs profit
    Mujhy koi bata skta ha k forex may hamen zayda lose hota ha ya hamen zayda is say lose hasil hota ha ???
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother forex trading online risky market hai agr ap luck ky sahary tuky lgaty ho to apko loss hota hai agr ap.proper market ka analysis krty hain trend dekh ky trade open krty hain stop loss aor take profit use krty hain to apko loss nhi hota profit hota hai.
     
    • #3 Collapse

      Mery bhai forex trading ma apko market ka acha analysis krna chye forex trading ma apko proper planning ky sath strategy aor goal bna ky trading start krni ho gi is ky leay ap insta ka demo account bnao aor practice ky bad knowledge ky sath trading start kro.
       
      • #4 Collapse

        no dost easi baat nahe hai jinhoun nay to forex ko phealy siekha hai our pher us main demo practice ki hai our pher he us k bad real account main aey hain our forex ko time deaya hai to us ko profit zeada our loss kam hota hai
        • #5 Collapse

          dear app ki trading par hi depend karta hay k app ko zeyda profit hota hay ya zeyda loss hota hay, agar sahi time me sahi trade app ne open ki ho gi to trading me loss hony ka sawal hi peda nahi hota hay.
          • #6 Collapse

            Bhai ye online bohat best business hai jahan hamain profit hota hai wahin loss bhi mumkin hai is liye trading karnay se pehle is ki sari knowledge zaror hasil karain q k hum is business se bohat achhi earning kar saktay hain lekin agar hamari ghalat hikamate amli or proper knowledge na honay ki wajah se hum loss hi karain gay is liye bohat dhiyan se trading karni chahiye
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              dear app ki trading par hi depend karta hay k app ko zeyda profit hota hay ya zeyda loss hota hay, agar sahi time me sahi trade app ne open ki ho gi to trading me loss hony ka sawal hi peda nahi hota hay.
              ge bhai yeh bat to he keh trader ke apne experience pr depend krta he keh trader kes tareeqe se apne forex market mein kam kr rha he aur jb trader forex trading mein ache experience se kam krta he aur trader apne forex trading mein ache planing kr ke apne trading krta he phr trader ko kabhe loss nhe hota he aur trader apne trading se acha profit asanse se hasil kr leta he
              • #8 Collapse

                Der profit hasil krna hai to mehnat kro aor aysta aysta apny target brhaty jao shuru ma he aa ky tuly na lgao balky maturity ky sath slow slow kam start kro apna tjaruba hasil krny ky bad trading ki taruf ajao. Losssy bachny ky leay khoob time do market ko.
                Acha kaam achy daam
                • #9 Collapse

                  forex mai zayada loss usi ko ho sakta hai jo zayada lalach karta hai. ham ko is mai profit kamanay aur loss sy bachnay k liye achi trha sy demo account py practice ka experience hasil karna chahiye aur phir real account py trading karni chahiye.
                  • #10 Collapse

                    ya sab mhnat pr depend krta hy k ap ny kitna ap ny is forex my taiem diya howa hy our apny kitni paractis krni hoti hy agr ap ny zeada mhnat ki hoti hy to phr ap ko phr forex my loss nai hota hy ap koprofit hota y agr ap ny forex my mhnat nai ki hoti hy taime acha nai diya hota hy to phr ap ko loss hota hy ap ko profit phr nai hota hy
                    • #11 Collapse

                      dear ham janty hai k forex aik risky kam hai to is main profit b ho sakta hai or loss b ho sakt hai or agr ham ko loss zyda raha hai to ham ko forex ko samjny ki zroorat hai taky ham apny loss ko cover kar sakain , or agr ham aisa nahe kar sakty to bahter hai k forex ko chore dain
                      • #12 Collapse

                        profit and loss per hi forex trading business depend karta hai kisi trader ko profit hai tou kisi ko loss aur ziayda tar new traders ko loss hi hota hai ous ki waja ye hai k forex trading business main agar koi new trader aata hai tou woh properly learn nahi karta bas earning ka hi sochta hai aur phir loss ho jata hai.
                        • #13 Collapse

                          Forexmarket ak hard business hai es business mai loss aur profit bhe hai. Agr ap ky pass knowledge nahi hai tou phr ap ko forexmarket mai loss zada aur profit kam ho gy. Es lye ap learning kay bad trade kray.
                          • #14 Collapse

                            foprex market mai jab ap koi order sell ya buy krtay ho tou ap ko loss ya profit ho gy. likan agr ap nay planning banay ky bad trade open ki hai tou ap ko profit he ho gy. kyu k planning ki madad say profit ho gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              forex mein profit gain karna and loss gain karna kisi kay bas mein nahe hota ap apnay analysis pe and market news pe bharosa kartay huay trade kartay zarori nahe apko loss ho aur yeh b zarori nahe ky apko har bar profit ho han yeh zarur hai apki efforts jitni achi hogi profit earn karny ky chance utnay zyada hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X