about forex learning
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    about forex learning
    forex ki achi learning kesy ho sakti hay, ham proper forex ki learning kaha se hasil kar sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Usman0348
    Bahi forex trading ko proper tareeky se learn ke lye bahot zaida practice aur forex forum pr posting ko read krna bahot zaida zarori hota hai is lye ap ko trade save krni chahiye
    ge han bhai forex apne forex trading ko learn krne ke lie forum mein posting se learning milte he aur hm apne forex trading ke learning apne pak forex forum mein asane se hasil kr skte hein aur hm apne forex trading ko sekhne ke lie demo account bna kr us mein apne trading ke live practice krein aur apne forex trading mein ache knowledge aur experience se apne trading kr ke successful trader bnein
    • #3 Collapse

      Forex market mai kam krna hai tou es ky lye learning ki bhe zaroorat hai kyu k forexmarket mai begar learning ky hum kamyabi nahi hasil kr sakty. Es lye forex market mai trade krnay ky lye learning ki bhe zaroorat hai.
      • #4 Collapse

        forex market mai kamyabi hasil krna hai tou es kay lye zaroori hai k ap forexmarket kilearning kray. kyu kay learning ki waja say ap forex market mai kamyabi hasil kr sakty ho. learning kay bad ap apni stratgy ko strong kr sakty ho.
        • #5 Collapse

          ap ak aysi jagah hain jahan apko almost har trha ki info mil skti hai about forex because yahan sb apna experiences share kartay hain is kay ilwa agr ap extra learning karna chahtay hain toh kitco news dekha karein and google se top forex analysist k analysis parh ky unko demo account pe practice kea karein
          • #6 Collapse

            forex trading business main learn k siwa tou earning nahi ho sakti agar ap forex trading business main learn hi nahi karo gay tou phir iss business main earn kese karo gay forex trading business main hum just luck per depend kar k success hasil nahi kar sakte.
            • #7 Collapse

              hum forex ki learning different site say jo k internet pay available hain un say ker sagty hain ager to teacher mil jaey to pher to best hai par nahe milta hai to pher app us ko khud bhe babypips our google our youtube say forex education gain ker sagty hain
              • #8 Collapse

                Dear forex ki learning ka lay ap ko online boht se site mal jayn gi aur un say bi learning kar sakty hy aur agher kasi traning center pay chaly jay to boht ascha ho ga aaj kal pakistan mein main boht say center ban gay hy to trading ki learning karwaty hy
                • #9 Collapse

                  Jee forex learning sab se pehle apko iss k lia apne seniors se help leni chahiay jis ka sab se bara zaria pak forex forum hai iss main posting k sath sath apki learning b hoti jati hai apko bas iss ko sekhne main interest hona chahiay yeh koi mushkil kam nahi hai.iss ko har koi asani se kar skata hai bas aapko internet se iss main.bohat muwad mil jaya karta hai aap iss ko prectice se b sekhte hain demo account ki surat main
                  • #10 Collapse

                    Bahi Jan humein forex trading ki shi tarah learning krni chahiye taqe humein acha profit ho saky humein forex trading ko learn krna hai Pakistan forex forum pr humein bahot achi learning kr skty hain yahan se achi tarah learn krein
                    • #11 Collapse

                      dear forex mai boht say log sekha rahy hain jin say app proper sekh sakty hain ager mai bhi boht achi teaching krwata hn forex ki aur 1 sall say krwa rha hn ager app muj say sekhna chhaty hain tu mai app ko free guid kar dunga.
                      • #12 Collapse

                        Forex market ya forex trading mai kam krny aur kamyabi hasil karnay ke liye forex trading ke learning ki kafi zarorat hoti hai iss ke waja yeh hai ke forex market mai without learning kaay traders kamyabi hasil nai kar sakty hain . Forex trading ke learning kay liye traders internet per majood materials say he faida laay sakty hain.
                        • #13 Collapse

                          forex ki learning online hi ho sakti hi aor main aap ko kuch sites batati hoo aap waha se forex seekh sakte hain www.forexustaad.com and www.babypips.com aor is k elawa bhi bohat si sites hain jaha pe forex learn kia jaa saakta hai aap google pe search kar sakte hain
                          • #14 Collapse

                            agara p achi lerning is my hasil kr lyty hy to ap ko is my bhot zead pasy miltyhy forex kam ehs ahy k is my agr koi banda achi earning krta hy to is my bhot zead pasy milty hy our is my agr koi lerningk bina hi us mnykoi trading shoro kr dyta hy to is my bhot zeada loss hota hy our pasy nai milty hy
                            https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              forex ki achi learning kesy ho sakti hay, ham proper forex ki learning kaha se hasil kar sakty hey?
                              Forex market ko ur Forex ka bary may learn karna,,,Boht asan ha magar aap ko as ko samajhne ka liye ak professional traders ki zaroorat ha jo apko Forex basic to advance seekh gya uske bad ap Forex market ki practice ka liye demo account use karen ga phir agar ya sub apne mehnat ka saath ur dil laga kar kya hoga tu ap as qabil ban jaye ga ka ap Forex market say money earn kar sakha...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X