trading me loss ka dar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading me loss ka dar
    trading me agar kesi trader ko loss ka dar ho ga to wo kabi b achi trading nahi kar saky ga, traders ko chaye k wo esi strategy use kar k trading karen k us ko loss kam se kam ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee janab ma apki bat say agree krta hun humen proper knowledge practice aor strategies aor skills ko istemal kr ky trading krni chye pakistan forex forum best jaga hai learning ky leay isky elawa market ka analysis krna bhi zarori hai.
    Acha kaam achy daam
    • #3 Collapse

      Bhai dar ky bina kam kro gy to confidence ay ga ma ny abi demo py trading start ki to loss ka dar lg raha hai lkn me is ko control kr lon ga dar kr trading krny sy loss he ho ga jo bhi kam kro ful confidence sy kro
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: tabiraja پيغام ديکھيے
        Bhai dar ky bina kam kro gy to confidence ay ga ma ny abi demo py trading start ki to loss ka dar lg raha hai lkn me is ko control kr lon ga dar kr trading krny sy loss he ho ga jo bhi kam kro ful confidence sy kro
        ge han bhai hmein apne forex trading mein confidence se kam krna he aur hm apne trading mein loss ka dr zhn pr na laein aur hm apne forex trading mein ihtiat se kam krein aur apne forex trading mein ache experience aur knowledge se apne trading krein ge to hmein kabhe loss nhe hota he aur hm apne trading se acha profit asane se hasil kr lete hien
        • #5 Collapse

          Dear bro agar aap samaj ray hain kay dar trading ka to ye dar aap ko tab he pata lagay ga jis din real money invest karo gay bonus amount kay uper dar to nahi laikin hota laikin stupid trading hamara account aik din wash kar daiti hai
          • #6 Collapse

            Profit and loss busniss ka ak hissa hai koe b buniss aysa nahi hota jis mein risk na ho agr apki managment achi hai aur ap risk managment jaan jaein toh kch b muskil nahe because sb se bara risk he risk na lena hai apna khoof ko katam kijiye and risk lijiye agr loss hota b hai toh b koe masla nahe atleast ap experience gain kar lein gy.
            • #7 Collapse

              dekhen jahan hamri trading main profit hai tou wahan humen loss ko bhi face karna parh sakta hai agar ap forex trading business main dar dar k work karo gay tou phir ap kamyab nahi ho sako gay woh iss liye k ap k dil main phele hi dar betha howa hai tou ap trading main sahi faisla kese karo gay.
               
              • #8 Collapse

                G bhae forex main loss ka dar hota hai par bonus money real hoti hai par us pay utna dar us wja say nahe lagta hai koiin k us main hum khud say investment nahe ker rahy hoty hain par loss ka dar zaror hota hai humery lalauch ki wja say humera account wash ho jta hai
                • #9 Collapse

                  Dear ap ka exprince ap ka trading ka dar ko khtam kar dyta hy trading kartay wqt agher ap ko dar laga rahta hy ka ap ko loss ho jay ga to ap jan lay ka ap ki trading skill aschi ni surf knowledge hi ap ko asch trader ni bana sakta exprince say ap ki trdaing skill improve hoti hy
                  • #10 Collapse

                    Yeh aik haqeeqat hai ke jan apna real paisa laga hoga to tab he pata chalay ga ke ham kitne pani main hain. kiunke us waqt pressure boht hota hai aur pressure main ghaltian bhi ho jati hain. Is lie main samajhta hon ke trading boht ehtiat se aur full confidence ke sath karni chahie.
                    • #11 Collapse

                      forex trading main loss ka and profit ka chances equal hota hay so agr soch samaj kar and proper training hasil kar kay trading start ki jaye to phir zyada chance hoty hain kay ap loss kaye bagheer acha profit kar lain nd wo bhe short time period main so achy treqy say trading karna chaye soch samaj kar
                      • #12 Collapse

                        Jee han treding main aapko.koss se na chne ki triks ana chahiay hote hain aghar ap loss k dar se stress main reh k kam karen gay tu aap na tu sahi se earn ksr saken gay uar dosra aapko iss main loss b ziada ho ga iss lia loss se drne ki bajay aap market analysis karen uar iss kam main apna knowledge barhaien.uar apni skills ko improve kren
                        • #13 Collapse

                          jee han trading mani loss ka dar tou hota hai lekin ap iss dar ko kam kar sakte hain learning kar k aur apne andar confidence peda kar sakte hain agar ap k andar confidence hoga tou ap forex trading business main zaroor success hasil karo gay.
                           
                          • #14 Collapse

                            yar yah bat to hai k jab ham trading karty hai to hamain yah dar hota hia k kahin ham ko loss na a jain per ham apny is dar ko kam zaroor kar sakty hai yah or bat hai kahm is ko khatam nahe kar skty . is lai dear hamain chahian k fully training k bad he trading main enter ho taky ham confident se trading kar skain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forexmarket mai ap jab trading shoro krtay ho tou es waqat ap ko loss bhe hotay hai aur profit bhe. Likan agr ap greedy ko control kr ky trading kray gy tou ap forexmarket mai kamyabi hasil kro gy. Es tarah ap kay lossbhe kam ho gy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X