International Stock Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
    Hamary Meta Trader me International Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ki markets bhi show ho rahi hoti hain aap kay khayal me kia in me trading karna acha hai kia ye ziada faida de sakti hain, kia ye bhi 24 Hours run rehti hain ya inki koi timing hoti hai starting or ending.
    Main forex trading main new hun aur main stocks ky bary main nahi janta mery khyal main ye stocks ki option bhi forex trading main hoti hay agar hum ye bhi lena chahy to lay sakty hay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      i don't know about this aur mene is in ki taraf kabhi bhi tawajoh nahin ki hey main just jo main main big pair hain forex main un par hi main trade karti hun aur in par kabhi bhi trade nahin ki hey.
      • #33 Collapse

        je ha friend may ap ki bat say kerta hu kay forex kay meta trade 4 may dell ,ibm,hp our google kay market be tradding kertay hain mager un ka work process slow hota hay is leyi kam use hotay hain
        • #34 Collapse

          yes dear forex trading business aur international stock market me bohat hi zayada difference hay aur hum asani se forex market me trading kar kay profit earn kar sakte hain aur forex aik asan online aur profitable business hay aur yeah aik asan online business hay.
          • #35 Collapse

            g bhai ye tokeyo time pe chalti hain our in me trading karna b bohat faida daita hay koi b trading ho jab ap usko samj k analysis kar k trad karty hain to bohat kam chance hoty hain ap k loss k ic liye ap bina fikar kiye kisi pair ki trading karain
            • #36 Collapse

              brother faida to koi bhi pair dy sakta hy jo is mein sb sy ziayada important hy woh ap ka knowledge ager ap pass is ka experience hy to ap ko achi earning ho sakti hey ap chahye jis mein bhi trade karty hen to hum ko knowledge hasil karna chahye pehly.
              • #37 Collapse

                I also see this in my MT4 trading platform. But I think it is risky to trade in International stock market sio I have no interest in here. I am happy to trade with currency pairs.
                • #38 Collapse

                  I think ap in mei bhi trading kar sakty hyn or ye meta trader 4 k platform mei hoti hyn or wesy bhi ap kisi bhi currency pair se benefit ly sakty ho agar uski market value high hoti hai lakin in sab k lie ap k pas bht sa knowledge hona chahye taky ap successfully trading kar saken.
                  • #39 Collapse

                    bhai agar to ap new ho in ma trading kar skatey ho to kar lo.lekin in main trading karne k liye bari investment chahiye hoti hain.jitni bari investment hogi utna acha apko profit hasil hoga...
                    • #40 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: plusbizgroup پيغام ديکھيے
                      Hamary Meta Trader me International Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ki markets bhi show ho rahi hoti hain aap kay khayal me kia in me trading karna acha hai kia ye ziada faida de sakti hain, kia ye bhi 24 Hours run rehti hain ya inki koi timing hoti hai starting or ending.
                      market main ye jo companies ka business hota hai ye 24 hours khula nahi rehta balkey in main kuch aisey hain jo k sirf sham ko khley rehtey hai.
                       
                      • #41 Collapse

                        kar to sakty hian lakin i guess yah share main trade karti hain , our agar yah forex trade b karti hon k i think in ka spread bohat zayada ho ga , well thses compaines are not well renowned in forex market ,
                        • #42 Collapse

                          Han jee in per bhi ap trading kr sakty hain aur yeh alag baat hai k in per trading main tezi nhe hoti kyonk overall world econoy per inka asar ziada nhe hota k poray poray mulk hi disturb ho jayn, trading tu is wwajha sy inki trading raftar bahut slow hoti hai aur profit bhi usi hisab sy slow hi milta hai trader ko jab wo trade krta hai.
                           
                          • #43 Collapse

                            g han is main bohat see inetrnation companies keh sahres bhe hotey hain lkein zrori ni he keh sub he slow move kerti hain ya sub he fast her ke ka apna apna husab hey aur yeh us main trdaers bhe tey kertey hian keh kitney loog us mian trading kertye hain
                            • #44 Collapse

                              G han hum in se profit hasil kar sakty hai Meta Trader me international Companies (IBM, Microsoft, Dell, HP etc) ko forex ki language me cdf kehtya or hum in par trading kar k kafi profit hasil kar sakty hai lekin in ki market par fluctuation bohat kam hoti hai jis ki waja se hum in par ziada profit nhi hasil kar sakty hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Invest in international companies that may offer significant growth potential, while gaining both geographical and currency diversification................Exchange between 16 different currencies, offering you the potential to capitalize on foreign exchange fluctuations.Trade domestic and international stocks in a single account.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X