Forex Trading Islam Mein Kaisy Halal Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear, bht sara log kahta hain ka trading islam ma halal ha ya nai . Asal ma teading halal ha q ka asa koi business jis ma apko loss aur profit hota ha wo halal ha agr apko sirf profit he ho aur loss na ho wo islam ma halal nai ha es liya tradung ma dono condition complete hoti hain profit and loss dono ek sth hain es liya islam ma halal ha trading.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      AssalamoAlaikum wa rehmatullahi wabarakatuh! Bhai jan forex trading halaal hy ya haram ye to ulema kram e behter rai opinion de sakty hain ha magar swap free account pe trade krain to behtr q k is sood ninhy
      • #18 Collapse

        Bhai ziada to mujhe nai pata kion k me koi aalim to nai. Lekin itna mujhe pat he k jis halal kam me fiyda or nuksaan dono k chance ho. Yani fayda bhi ho sakta he or nuksaan bhi to wo kam acha hi hota he. Ab ye aap ki apni kabliyat he k is me aap kese istimal karte ho.
        • #19 Collapse

          Assalam o alaikum bhai jan mare khayal se ap ka question bht acha hy per agr me apni bat keun to meri nazar me jahan hum mehnat krty han or apna maximum time serve krty han to me nhe smjhta k ye ghalt hy or baki ap apne religious teacher se contact kren or un se is k bary me discus kren
          • #20 Collapse

            G bahut saray log kahtai hai kh trading islam mai halal hai ya nai . Asal mai trading halal hai q kh asa koi business jis mai apko loss aor profit hota hay wo halal hay agr apko sirf profit he ho aor loss na ho wo islam ma halal nai hai es lai trading may dono condition complete hoti hai profit and loss dono aik ssth hai es lai islam may halal hay trading.
            • #21 Collapse

              bhai agar ap aisa smjh rahay hain to ye apki glt soch hai q k forex main kam mehnat sy krna prta hai or soch smjh kr apni trade laganin prti hai ye kam mehnat sy kia hata hai is liye mere khayal main to ye jua nahi hai or na he haram hai
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #22 Collapse

                bhai mry khayal ma yah kam halaal ha ku ky ap is par posting kr ky phr he paisy hasil krty ho naw jis sy par ap trading krty ho r agar us profit hota ha tau loss be tau hota ha is liy mjy lagta ha yah kaam halaal ha
                • #23 Collapse

                  dear jaha tak mujhe illam hai forex ek mind business hai or ap forex main apne knowledge ke base per profit earn kr paye gyen without knowledge or experience ke koie bhe trader forex main kamiyab nahe ho paye ga or rahe bat helal ya haram ki tu forex main investment bhe hai or daily ka work bhe jis kam main investment bhe ho or daily ka work bhe wo helal hai baki seniors ko ziyadeh illam hai
                  • #24 Collapse

                    forex bilkul halal hain main ne b kafi suna tha s k bare main aaab mujhy bilkul confrim ho gya hain k ye bilkul halal hain qk hum yaha apna pesa invest karte hain fore wale free mian humhain pesy nhe dete hum apne pesy invest kare k currancy buy sell karte hain or us say humhain loss or profit dono hote hain qk har karobar main hain ye halal hain
                     
                    • #25 Collapse

                      Jha tk mujay knowledge hai to Forex trading halal business hai q k ye koi game nhi hai blkay traders live market rates k sath trades krtay hai or apna capital,apni efforts or apna time is business mai spend krtay hai jinsay unhay profit or loss hota hai.
                      • #26 Collapse

                        dear forex trading 1 business hai or hm islam main business kr sakty hain Q k es main hm online sale purchase krty hain currency or commodities ki.agr to ye betting hoti to ya haram hoti mgr es business main hm dekh sakty hain k learning achi ho to es business se life time earning ki jati hai.
                        • #27 Collapse

                          ji Forex trading halal hai es main hota kia ha k ap ne apni money daini hai aur wo international market ma istamal ho gi aur apko us hisab se profit ya loss ho ga us ma se broker apna commission le la ga es ma haram wali kia bat hai
                          • #28 Collapse

                            Dear , mene boht tehkeek ki hy me 2009 se hun forex me mgr abi tk confirmation nhi hui k forex halal hy k haram qk kuch ulma esko shaq per haram kehte hen or kuch esko makroh kehte hen but halal puri tarhan kisi ne nhi kaha ulma ka kehna hy k jo cheaz apne khareedi hy uske malik ap ho to tb he sale kr skte ho aik cheaz apne khareedi or apko pta he nhi wo kia cheaz hy or ap uske malik ho b k nhi to apne usko aisy he sale krdia numbers me khareda or numbers me he sale krdia to esme shaq hy k apko koi haram cheaz na di gai ho qk apky samny nhi kuch
                            • #29 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: zeeshanawan پيغام ديکھيے
                              Dear , mene boht tehkeek ki hy me 2009 se hun forex me mgr abi tk confirmation nhi hui k forex halal hy k haram qk kuch ulma esko shaq per haram kehte hen or kuch esko makroh kehte hen but halal puri tarhan kisi ne nhi kaha ulma ka kehna hy k jo cheaz apne khareedi hy uske malik ap ho to tb he sale kr skte ho aik cheaz apne khareedi or apko pta he nhi wo kia cheaz hy or ap uske malik ho b k nhi to apne usko aisy he sale krdia numbers me khareda or numbers me he sale krdia to esme shaq hy k apko koi haram cheaz na di gai ho qk apky samny nhi kuch
                              ge bhai hmein apne forex trading mein kam krne se koi rukawat nhe he aur Islam mein bhe trading krna jaiz he kion keh es business mein hm mhnt krte hien aur hmein apne forex trading mein experience se kam krna hota he aur es mein hmein profit hota he aur loss bhe hota he es lie Islam mein jaiz he jahan tk mere knowledge mein he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Kafi saray log is ko halal kaitay hain or kafi nahi bhi kaitay kiun kay aap ko pata hona chaiay kay forex trading aik reliable business hai or ham exchange market say paisa kamatay hain broker say loan lay kar high leverage per kam kartay hain jis ki wja say haamin profit or loss zada hota hai is liay ye halal hai or majority people ko agar loss hota hai to wo bad main fatway jari kar daitay hain kay ye haram hai ye halal hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X