Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)
    Well, now we will share some lines here about mistakes we intentionally or unintentionally make when it comes to doing trading.

    Yhan hum un ghaltion k baray may baat karen gay jo profit say taluk rakhti hen.

    1. Kabhi bhee apnay profit ko umeed per na chalnay den. (Matlab k ager aap ka $10 ka profit aarha hay or aap k pass koi logic ya trading signal mojud nahee hay profit k aaya k profit aagay bhee jaye ga ya nahee tou is soort may aap ko $10 etc. profit lay ker trade saay bahar aajana chhaye.

    2.Kabhi bhee profit levels ko itna high mat rakhyeee k market us tak pohnch he na paye, means k unrealistic targets set na karen kyn k esa kernay saay aap baar baar losses ki trf barhen gay.

    3.Profit saay zyada apny capital/investment ko importance den, kyn kaay aap ko isay save ker kay trading kerni hay, (NO CAPITAL NO TRADING)

    Yeh theen woh ehm baten jinka hmen khayal rakhna chhaye jub bhee hum trading karen.

    Kindly aap saab say request hay k mature or sahee reply karen threads ya topics ka.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex main talauk rakhny wali ghaltiya us waqat app karty hai jab app same ek hi jaga par ek se zahid trade laga daity hai or dono ek hi simatt main loss k taraf chali jati hai es liye please becarefull evertime in forex.
    • #3 Collapse

      1.. jab aap ki trade profit me ha to koshish ker close ker dain
      2 daily apna profit ka target rukhain ore target poora honay per trade close kerain .
      3... trading kertay greed se bechain ore ziaada profit ki laalech na kerain
      4... with drawel 50$ ki agr ben rahi ha to ker lain
      • #4 Collapse

        profit se taluk rakhne wali galtiyan tu kafi hai sb se bari galti ye bhi hoti hai km knowledge hota hia aur hum profit k leye trade lagate hain aur hamari galti se loss ho jata hai bar bar same trdae lagane se bhi loss hota hai profit ni
        • #5 Collapse

          jis taran ke mere doston ne zikar kia hay takriban aisihi ghaltian karte hain trader yani ke jab aap ki trade profit main ati hay to hum zaida lalch ki waja se wose chor dete hain jo ke baad main hamain lose main close karna parti hay aur apne profit ko invest nahi karna chahye bal jad az jald withdrawl karwa lain chahye
          • #6 Collapse

            Agar aap forex trading mein new hain too phr too app koo bohat zyada careful rehna chaiyee agar aap kee order mein profit aa raha hai too phir aap kaam profit lee kar bhi order band kar lein too bura nahien hai, agar strategy aap kee pass hai aur logic mojood hai phir order koo continue bhi rakh sakti hain
            • #7 Collapse

              dost aksar trader yahai galtiyaan kartay hain kay un ko acha profit mil raha hota ha lakin aur zaida kay lalich main loss kara laitay hain aur targrt ko hamasha haqeeqaat kay qareeb rakhna chaiya aur har trade ko profit main nikalnay ki zid nai karain
              • #8 Collapse

                sir aap ki bat buhat achi hai aagar ap k pass capital hi nahi hoga tu ap trading kasay karo gay main samajhta hon k aagar aap ka desired profit aap ko mil gya hai tu trader ko greed nahi karni chahia aur aapni trading close kar dani chahia is k alawa itna proit margin set na karay k jahan tak trade pochay bhi nahi
                • #9 Collapse

                  yes i agree with it.if your trade is going very well and you are getting high profit then you must not greed for more rather you must take out your profit at that time.and yes without capital how can we do trading?use a perfect margin so that you may get profit and avoid loss.
                  • #10 Collapse

                    hum, ko gb tading karn any gy to hum ko pratice chore danty oer hum ko bhoit bnherb loss hoty hain hum ko pratice nhe chron cheny per hum ko tarding ke pratice nhe choren cheny
                    • #11 Collapse

                      Ver informative post brother mera bhi yehi khayal ha aksar log jub unki trade profit ma ja rahi hoti ha tu wo or lalach kerty han k abhi rehne do thora or profit ho jay is tarah kertey kertey unki profit wali trade loss ma aa jati ha
                      • #12 Collapse

                        dear respected sir ap ne bht achi tips the hy us k lya bht bht surkya or ma b apne sb dostn ko kaho k ap take profite tora he raka karn kam se kam 20 to 25 pips ka tak ap k profit ko tuch kara or ap ka order close ho jay or profit ap k account ma a jay thanks sir for your kindness
                        • #13 Collapse

                          Well, thanks k aapny apni information share ki. mostly people ye sochty hain k agr unhun ny 10$ ya us sy oper earn krliy hain tu wo phr koi or new trade open krlyty hain or us sy ye huta hy k ju profit unhun ny gain kia huta hy wo wapis hujata hy. esliy best ye he hy k agr aapny acha profit gain krlia hy tu us trade ko close krden.
                          • #14 Collapse

                            Jee bilkul may ap say he agree kerta hu ager ap kay pass profit a raha. Hay aur ap greed kertay ho t o yahe ap ki mistake hay is kay bad ager aisa moka milay kay ap lay profit kay chances zyada hay aur ap apnay ap ko luck per chor daitay ho to yi be mistake hay to greed na karain aur patiance say kam lain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              g han janab me apko is ki sahi se wazahat karta hu ke hum forex trading me profit se rakhne wali galtiya kaha karte hai to wo me apko ye bata ta hu ap ko forex me bhari hi dekh bhal ke trading karni hoti hai wo is liye ke jab ap apni trading ko start karte hai to pir apko kahi bhi koi bhi ek jesi trade nahi karni chaiye warna apko loss hi hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X