Profit saay taluk rakhnay wali ghaltian (Mistakes)
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mere khayal mein boht sare traders trade karte hue faida dekh kar target achieve karne k bad bhi trade close nahin karte or loss ka shikar hojate hain jiska reason sirf or sirf greed hota hai to koshish karen apna target achieve kar k trade close kar den.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      salma to all
      dost appnay boht achi bat share ki hay,
      yaha ma aik bat or share kar duin k ager market condition ghaer yaqeeni ho to usss soorat may hedging ki strategy best rahti hay,or phaly hon saka to asi condition ma small lots sa trade start karain.
      • #18 Collapse

        Aisi bohat si galtiyan hain jo profit se taluk rakhti hain. Jaise k aap ka apna profit margin bohat zyada high rakhna. Is k liye ap ko investment bhi zyada bari kerni ho gi or iss kaam ko time bhi acha dena hoga. Mazeed galty ye ho sakti hai k aap ko apni investment bachane se zyada profit earn kerne ki kwahish ho.
        • #19 Collapse

          mery hisab se tu agar hum market kay support and resistence levels ko samjh jaen tu humen pata chal jay ga automatically kay humen apne take profit or stop loss kay targets kaha tak deny chahaiy. Kiun kay market support se ressistence ki taraf jaati hai or ressistence se support ki taraf jaati hai in me se jisko bhi break kar de tu next level ki taraf jaati hai.
          • #20 Collapse

            Well as you wrote that traders should close profitable trades if there're no surity about the next movement of the price. It seems that you're talking about newbies if it is so I would suggest newbies to learn the things first they can't rely on 50-50 trading.
            • #21 Collapse

              i think first time hum ko profit nahi lena chahye and i think we do not ever considered Currency trading as being a bane and not may, It's my job to look at to secure your positive connected with Currency trading organization, being frank I've got never ever seen a downside connected with Currency trading.
               
              • #22 Collapse

                Bohat si galtiya hai jo profit se taluk rakhti hai. Jase k lalach, Extra volume, extra lots and robot system ye wo cheezien hai jo profit se taluk to rakhti hai lekin in me risk bohat ziada barh jata hai or loss kafi ziada ho jata hai. Is liye humein chahiyek k hum trading me in galtio ko khtam kar k dicipline k sath trading kary or thora thora profit earn kare.
                • #23 Collapse

                  jis taran ke mere doston ne zikar kia hay takriban aisihi ghaltian karte hain trader yani ke jab aap ki trade profit main ati hay to hum zaida lalch ki waja se wose chor dete hain jo ke baad main hamain lose main close karna parti hay aur apne profit ko invest nahi karna chahye bal jad az jald withdrawl karwa l
                  • #24 Collapse

                    janab ap ki batan bikul sahi hane khas toor p k ager ham 10$ earn ker rahay hane lakin sochtay hane k ho sakta ha ya 20 ho jayan wait kertay hane lakin kabhi kabhi trend hamaray mukhalif chala jata ha , so please haman is sorat mane 10$ per hi trad close ker dani chahiay
                    • #25 Collapse

                      mere khayl main bht c aise ghaltiyan hain jo hum kr jaty hain jaise k agar profit ziada aa rha hai tu hum os ko close krne ki bajaye lalach main ziada profit chakro main close nhi krty jis sy hum profit nhi lose ki taraf barh jaty hain
                      • #26 Collapse

                        yeh bth sahi k kuch traders take profit ko buhat high lgaty hy yane high level ke profit gain krny k ley lakin yeh zarure nahi k market msut usko hit kryga. so humy situation k mutabiq oor har time me signal ya level k kch pips kam me he roder close krni chahey..
                        • #27 Collapse

                          jee bikul apko chaiye ke ap ko agar certain amount ka profit ho jata hai tou apko chaiye ke ap apne trade se exit kerde kyun ke aksaar aisa hota hai ke apko pata nahi hota market ke bare main aur apke profits loss main convert hojate hai.
                          • #28 Collapse

                            Achy key points btaye hain ap nay. Signal or knowledge kay baghair trade karnay pay bhi agar apko profit a raha hay to samajh lain kay apki luck bohat hay. Lekin luck pay zayada depend nahi karna chahye or jitna profit a jaye osay lay kay trade say bahir a jayn. Investment zayada karain ta kay loss kay chances kam hon.
                            Proud To Be a Pakistani ..
                            • #29 Collapse

                              ji ap thek keh rahe hai kafi log profit zyada kamana chahte hai aur agr kisi ka profit 5 dollars araha hai tu wo yeh chahta hai ke bhai 15 dollars pe band kro ga, is trha yeh hota hai market hamari marzi se nhn chalti, kbi aisa hota hai ap ne sell ka order place kya hai aur market jb support tk jaati hai tu return back krti aur agr ap ne order apna close nhn kya support tk tu ap ko loss hojata hai is mein
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                profit sy taluk raknay wali ghaltian hum sirf demo account mai karsahtay hai q k wo account seeknay ky leay hota hai hum live account mai asay galtey nahe kar saktay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X