Patience ka sath trading karna zaruri ha traders,,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Patience ka sath trading karna zaruri ha traders,,,,
    Forex trading ak bohat he risky business ha jisko hum bina sabar ka hasil nahi kar sakta kyu ka as business may 99.9% log apni fist trade loss may close karta hai yehni loss hota ha ur ak dam besabar ho jata hai ya cheez avoid karni chahiye agar aapka sath be hua ha fist time to comment zarur karna as waja say hum kya sikhaya jata ha ka BE PATIENCE give success easily....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han jesy ky kabhi kabhi aesa hota hai ky ham jo bhi trade open kerty hain tou market hamari trade ki reverse direction main move kerna shuru ho jati hai so agar ham bar bar loss main hi trades close kerty rehain tou balance khatam ho jaey ga so thora wait ker lena chahiay ky market hamari trade ki favour main movement start kery aur hamain profit ho saky
    • #3 Collapse

      Bahi Jan forex trading mein practice bahot hi zarori hai aghr ap NY practice ki ho tu apko baho acha profit ho ga is lye humein zaida she ,Aida earning krni chahiye aur long trade krein
      • #4 Collapse

        Yes dear ap ki bat thek ha hume is ma sab se phaly is ma practice krni chaiye ye hamre lite important ha practice se hume acha experience mil jata ha hum is ma bohat kuch kma sakte hein
        • #5 Collapse

          Yes of course hamain patience kay sat apni trades lagana zarori hai kiun kay for example hamara bonus account loss main chal raha hai to phir hamain chiay kay soch samj kar trades lagain ta kay haamin loss zada mazeed na ho bonus account per
           
          • #6 Collapse

            Gee janab ap ny theak kaha Hai trading ma emotional control bht zarori Hai forex trading aik online business Hai is ma apko risk Lena prta Hai sabar krna prta Hai is ky bad he profit hota hai so forex trading ma planning bhi sekhen.
            Acha kaam achy daam
            • #7 Collapse

              koin nahe dost hum jab tak patients k sath trading nahe karein gay tab tak hum us market main kabhe bhe successful trader nahe ban sagty hain to humean sabar kaerna ho ga jald bazi say bachna ho ga pher he kamyaab ho gay
              • #8 Collapse

                es business main patience hona to bht zarori hai Q k agr market main hmy smj na a ri ho gi to hm market ko s ai se focus b ni kr sakain gy.sb se phle market ko sai se samaj k he market main enter hona sb se behter hai.1 bar market main gy to market main trade kiye bina ana impossible hai.
                • #9 Collapse

                  Ji han dear practice bahut zaroori ha trading k liye agar ham practice k sath kam kryn gy tu hamyn faida hoga.agr ham practice k liye demo account bana lyn aur us p kam kryn tu hamyn trading ki samajh aye gi aur real account p faida hoga aur.
                   
                  • #10 Collapse

                    Yes dear patience kay sat trade karna waqai zarori hota hai hamain chaiay kay trade laga kar phir timr day acha bhala trade ko tab kuch acha faida hamain mil sakta hai or baki kuch support and resistance per kam karain
                     
                    • #11 Collapse

                      g sahi kaha app nay jab bhi ham forex market main enter hon ham ko saber k sath kam karna chaheay aur markeet ko samjh kar kam karna chaheay aur jb tak apko confirmation na mily tab tak app markeet mai enter na hon phir he app save reh sakty hain.
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                        g sahi kaha app nay jab bhi ham forex market main enter hon ham ko saber k sath kam karna chaheay aur markeet ko samjh kar kam karna chaheay aur jb tak apko confirmation na mily tab tak app markeet mai enter na hon phir he app save reh sakty hain.
                        ge bhai hmein apne forex trading mein enter hone ke lie hm ko apne forex trading market ko ache trah se smjhna he aur hm apne forex trading mein market mein sahih trend ko smjhein aur hm apne forex trading mein ache experience aur knowledge se apne trading market ke trend ko smjh kr apne trading se acha profit le skte hien
                        • #13 Collapse

                          Ji dear ap ne theak kaha forex mein patience k sath kam krna chahye.agr ap patience ka sath choro gy to loss mein jao gy.bht log sabar se kam ni lety aur bax time market oposit chali jati ha tu accont khatm ho jata ha is liye sabar se kam krna chahye.
                           
                          • #14 Collapse

                            Han g ye baat apki bilkul thek hai hamain patience sy working krni chaye agar hum patience loss kr k trading kr k hamain 100 % loss he hoga is sy hamara nuksan hoga is liye kaam krty wakat patience sy kaam krna chaye
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Yes dear trading sabar se hi karni chahiy. Lekin me aap sab se ek baat or karta ho or wo ye k trafing bina ptectice sr karni hi nai chahiye. Trading karne sse pehle kisi ache ostad k sath time laga k trading k tmam tareeke samjhe or is k baad sabark sath trading kare.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X