Patience ka sath trading karna zaruri ha traders,,,,
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #46 Collapse

    dear brother aap ki bahat bilkul thek hay kay hamin forx trading main jitna zyzda sabar say kam lain gai hum utna zyzda profit ko earn kar saktain hain or apna account ko wash honay say be bacha saktain hain q kay kuch log jald az jald profit earn kay chakar main apna account wash kar latien hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #47 Collapse

      Forex may ap loog jitna b yahan par paitent ho gay itni he zayda ap ki yahan par deduction ho gi kaam karnay k lye ap is say apna idea bana kar is ko follow karna start karty jayen or apna motive hasil krty jayen yahan par
       
      • #48 Collapse

        Ttadind main loss aur profit Dino ho aktay hain, so is baat ko zehn main rkhtay huay agr ap ko loss ka samba krna pray tobsabar ka muzahira krna chaiay, aur best result k liay apni trading pe focus krna chaiay
        • #49 Collapse

          Patience to hamain a nahi sakti ye to aap ko pata har dafa ham posts kabonus zaia kar daitay hain hamain choay hota hai kay trading per lot size chota rakhain yehe bonus ka rule hai hamain chiay hota hai kay agar h1 per trading kar rahain hain 2 din bad trade close karain
          • #50 Collapse

            Assalam o Alaikum waa rehmatullaha wa barakatuhu (: sab pakistani group members ko. bilkul theek kha app na ka 99 % new trader loss hi krta hain is ki bari waja kam knowledge ha wo demp par zyida practic nahi krta agr krta bhi hain wo free ka pasa hota hain ur bari amount chose krta hain ur jab real mah ata hain to max 100 $ sa start krta hain...
             
            • #51 Collapse

              bhai jaan ap ny bikul theek kaha hai Patience to hamain a nahi sakti ye to aap ko pata har dafa ham posts kabonus zaia kar daitay hain hamain choay hota hai kay trading per lot size chota rakhain yehe bonus ka rule hai hamain chiay hota hai kay kuch tym wait kary bar bar loss sy dar kar treading ko change na kary.
              • #52 Collapse

                Kabhi kabhi aesa hot hai ky ham zyada profit hony per over excited ho jaty hain aur more and more profit ky chakar main kafi zyada loss ker jaty hain aur kabhi kabhi aesa bhi hota hai ky kuch loss hony per bahot ghussa aata hai aur jan bojh ker ham apna account wash ker dety hain but agar patience sy trading ki jaey tou profit bhi hasil hota hai aur market main success bhi hasil hoti hai
                • #53 Collapse

                  Patiance aur apne plan py atmaad to must hai sawal he paida nahe hota ke ap inn doo chezoon ke bagair forex main kabhe kamyaab ho saken patiance trading main must hai
                  • #54 Collapse

                    Bilkul bhai ap ki bat sy mn agree hn k new member aksar pehly trade mn loss karty pr pr unhn himmat sy kam lena hota ha.sb ko chahyei k patience sy kam ly kar agy barhty jayein r kisi b time loss sy dar kar himmat na karein.mehnat karty jayein aik time aye ga k ap profit gain karein gy.
                    • #55 Collapse

                      Forex trading Mein trade karte huye bahut jyada patients se kaam karna padta hai Kyunki Forex trading Mein trade karte huye traders Agar ek choti si bhi mistake karde tu usse traders ko bahut jyada lost ho sakta hai isliye trade certificate full patients se kam kare
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #56 Collapse

                        bhai abhi to apna guzara demo practice pay he hy or acha trader banny k liye experience ki zaroorat hy or wo to apny pass nahin hy aor suna to yehi hy ky pehli trade ma loss hi hota hy but still i am hope full i will do my best and then i will share my wxperince with u guys

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X