Never turn a WINNER into a LOSER
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Never turn a WINNER into a LOSER
    Right now, we will talk about one of the most famous sayings from the world of Forex trading business. Many times you would have heard of that saying, but the point is, what it means?

    Kafi martaba aap sub logon nay perha ya sunaa hoga kay,

    Never turn a winner into a loser!

    Iska matlab kia hay?

    Well, iska sahee matlab yeh hay kay,

    kabhi bhee apni kamyabi ko na-kaami maay tabdeel na honay den, kabhi bhi apni jeet ko khud hee haar may tabdeel na honay den.

    Hmesha logical ya strategy ko mud-e-nazar rakhtay huwey trading karen. Ager aap ko lugta hay kay aap profitable trading ker rhey hen tou phir usay logically close kren na kay apni hee ghalti ki wja sayy apni jeet ko haar may tabdeel kardain.

    Always rememebr, never turn your winner into a loser!

    Kindly sirf serious, mature or topic sayy related comments karen.

    From the original desk of miles ...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    If we follow the rules and plans all the time then we surely become a winner in forex but unfortunately many traders did not work hard and that is why , these traders did not able to change their life and become poor in forex so hard work is essential for us.
     
    • #3 Collapse

      Well said brother. I like your writing. A good trader never let him be loser. A good trader always do practice and try to find new trick that can help one his work.
      • #4 Collapse

        winner bnna hr trader ki khawaish hoti hai.success hona hr business man ki khawaish hoti hai. best trade kr k hi winner bnna asan hai.loser tu ose khte hain jo galtiyan khud kr k apna loss khud krte hain balaeim broker ko krte hain.
        • #5 Collapse

          dear aap ne trader ko achhi suggestion di ha k wo apni winning ka zaroor hayaal rukhain ...lakin akser aesa hi hota ha k hum profit me hotay han ore mazeed profit k laalech me humaari trades loss me cheli jaaati han is liay profit me hi trade ko close ker dena best ha
          • #6 Collapse

            jee bro men apki post se agree karta hun apne bohat achi infromation di he ke kisi bi trader ko apni kamayabi ko kabi bi nakami men change nahi karna chaiye beshak use loss ho lekin wo apni kamayabi ki fikar rakhe aur uske naqami na bana le ye uske liye sai nai hota
            • #7 Collapse

              Yes you're right but mistakes can be made by anyone well educated sophasticated and even by professionals. But the winner is who doesn't make these kind of mistakes or go over it. Forex is not as black as painted.
              • #8 Collapse

                inner bnna hr trader ki khawaish hoti hai.success hona hr business man ki khawaish hoti hai. best trade kr k hi winner bnna asan hai.loser tu ose khte hain jo galtiyan khud kr k apna loss khud krte hain balaeim broker ko k
                 
                • #9 Collapse

                  bhai forex trading main aksar trader apnay haat se apni kamyabi ko nakami main tabdeel kar laitain hain kyun thori se kamyabi kay baad wo trading stratgy ko folow karna chor daitay hain aur over confidence ho kay apna loss kar laitay hain iss liya disciplane trading ko kabbi na chorain
                  • #10 Collapse

                    sir aap ki bat bilkul thek hai bal ka aap ki is post sa ham ko bhi buhat kuch samajh aya hai k hamain apni trade main agar profit ho gya hai tu ham is ko band kar dain greed na karin ho sakta hai aagay ja kar yah profit loss main tabdeel ho jay aur ham apna hath sa hi jiti hue bai har jain
                    • #11 Collapse

                      bilkul issi tarha jis tarha pakistan india say jeeta howa match haar jata hai jab kay usay pata hota hai mai jeet jayoo ga maghar uss ka overconfidance usay harwa deyta hai
                      • #12 Collapse

                        forex trading aik acha online business hi jis main kam ker ke ap achi earning hail ker sakte ho agar ap ko forex trading main kam kerk e achi eaning hail kerni hi to ap ko sub se pehle learn kerna ho ga then hi ap earn ker sakoo gye
                         
                        • #13 Collapse

                          Yes ager hum winner hn tou apni winning ko maintain b rakhna cye ye na ho k kuch dair tou ap winner rehty hn then again overconfidense ki waja se ap loser ban jaty hn so esa nai hona chye hume chye k hum achi tara se market ko laern karn then ic me kam karn.
                          • #14 Collapse

                            meray khyal say ek acha trader he whi hai jo apnay profit ko loss me change nahi honay deta hai.ye ek aesa business hai jiss me hame lalach bhot hoti hai k hum raton rat ameer ho jae lekin ye ghalat hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sir jee mujhe lagta hai k Forex trading business mein koi winner ya loser nahi hota is mein kabhi bhi kuch bhi ho sakta hai janab.Forex trading business mein ager loss ho bhi jata hai to humain upmeed chorni nahi chahye.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X