2 main reasons jis ki wajah se trading market up aur down hoti hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    shukria janab ap ne sab dosto ki bhali k liye ye informetion share ki he our me ap ki bat se agree karta hon . apki is raye se sab dosto ko pata chale ga k kab our kese markeet up down hoti .apki is share ki waja se muje bhi bohat rahnomai mili he
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes dear ap ne berhi solid ore strong reason btaai han k jin se market up ya down hoti ha ,,in k ilwa jab bi kisi country me koi president speech kerta ha us ki weja se bi market me impact aata ha ..ore natural disaaster bi market ki movement ka baais bentay han
      • #18 Collapse

        dear brother ap ny aik bht achi information hmare sath share ki hai mere khayl sy sb ko read krna chahye ta k sb ko pata chaly k market akise ups and down hoti hai
        • #19 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
          Salam to all

          I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

          1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

          2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

          Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
          my dear friend mere khayl se ap ne bilkul thik kaha ha forex market ko up and down kenre ke liye jo do reasion hai aur inke waja se jis mulk mian istarah ki batain hotai hai tu us mulk ke currency kafi buy kerti hai aur isliye market up jati hai aur trader ko earning ka acha moka milta hai dost.
          • #20 Collapse

            Very nice information brother. it's awesome. The first reason you explain is real. I know that the pair movement up/down depends on 2 countries economic condition. And the 2nd is happen for international banks. Many many thanks for the nice information.
            • #21 Collapse

              hay economy aur news pe jasay jis country ki condition hogi wahan ki currency ki yehi movement hogi forex trading is world ka best online business hay this is best kay agar ap mehnat karo seekh lo achay tarikay se so online busi
              • #22 Collapse

                bhai thx apnay hamain ya bataya kay market jin waja say up and down hoty hay.mujay ajj tak ya nahi pata tha.kay news kay elawa is market main itni move kue hoty hay.or mujay apkay is thread ki waja sy pata chla hay.kay ager news na bi hoon to market move is waja say karty hay..
                • #23 Collapse

                  very nice bohat hi informative baat batai hai aap ne. Mujhy 1st reason ziada pasand aai hai or actually aisa hi hota hai jiski waja se currency pairs me movement hoti hai. Jo log ye sochty hain kay un kay order lagany ki waja se market un kay against chali jaati hai un kay liay ye thread bohat important hai or unko clear ho jay ga kay fault market me nahi un kay decision me hai.
                  • #24 Collapse

                    han ga ya bt to ha jasa k forex ak open international market ha or is ma puri dunia ki countries ki governaments or un k banks involves han to jab b kuch changes ati ha in countries ma to us ka direct impact ata ha forex market pa or market up and down hoti ha in factors ki waja sa
                    • #25 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: amughal پيغام ديکھيے
                      Salam to all

                      I am sharing some information of market movement or why it goes up or down. Ye sawal har trader ke mind main ata hai ke iss ki kya wajah hai. Market ki movement ki boaht si reasons hoti hain jis mein se main aap se 2 reasons share kar raha hon.

                      1st reason of market movement is contracts or trading of two countries from each other. Jab aik country kisi doosri country se kuch buying karti hai to wo bohat bari amounts main hoti hain. Iss tarah jo country buy karti hai wo doosri country ko ussi country ki currency main payment karti hai. Lets say ke agar Europe kuch buying karta hai America se country level pe to wo America ko US Dollar main payment karay ga. iss tarah US$ up ho jaye ga aur Europe ka Euro down ho jaye ga.

                      2nd reason of market movement is banks. Bank kisi bhi country main uss ki currency ko up aur down karnay main bohat important role play kartay hain. Aik andazay ke mutabik forex trading ki movement ki 50% wajah banks hain. Kisi bhi country ka Central bank monetary policy ko control karta hai aur foreign ka control ussi ka pass hota hai. Issi tarah jab bhi bank se related koi bhi news ati hai to market ke major up ya phir down ata hai.

                      Please share on that thread if you have any other information related to trading market movement.
                      Jee aap nay sahi say btya forex trading esi market hay upar nechay jany say hum profit gain karty hay aur humay esi movement ko sahi say analysis karna hota hay keh market main kis side ka rujhana hay.
                      • #26 Collapse

                        brother app nay bht achi post ki hai yehe 2 main reasons hain jiss say market up and down hoti hai is ko samjhna bhi bht zaroori hai is k beghair koi chara nhi hai is liye learning zaroori hai
                        • #27 Collapse

                          yes Brother bilkul bank ka tou bohat he bara hath hai is mein , market zaida move bank investment ki waja se he kerti hai , or kuch Hissa in dono k elwa hai Gambler ka b hai jo apni money sirf or sirf is business mein aik khel k tor per invest kerte hai , or jab market ko up kerna hota hai tou yeh invest kerte hai or jab down tou yeh money nikal lete hai.
                          :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
                          :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
                          • #28 Collapse

                            What I think is that market movement is based on one factor supply and demand and it is based on different economic factors. Economic factors can move the price level up and can bring it to down.
                            • #29 Collapse

                              Jitna b invest hota ha us ka asaar market pe parta ha or jb news milti ha k kisi mulk ki economey up ho rhai ha to phr b markte pe asar parta ha asaal me to invester ki he waja se hota ha ye sb to hmian country ki economey ko zehen me rakh na chiye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                yes dear me ap ki bat se 100% agree karta hu aur forex trading market aik broker run karte hain aur wo market ko international market kay trend kay lehaz se market up and down karte hain aur hum market kay trend ko judge kar kay profit earn kar sakte hain.
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X