Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

    jee janb ap ny bilkil sai kaha ha ueh aik digital curncy ha is kam main ap mining kar k aik acha aaahsa wearning kar skty han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

      nahen bit coin mining ab tu faiday main nahen hai kyon kay mining karnay kay lea jo equipment chaye wo boht mahngi hai or wo boht bijli khati hai itnay ka ap ko profit nahen hota jitnay key ap chezain lay letay hain or bijli ka bill ada kar detay hain.
      • #33 Collapse

        Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

        pta nahe main i bary main clear nahe kah sakta k kia bitcoin faida mand ho ga ya nahe . q k instaforex main gold mery khyal main sab es zyda moving atem hai. to is main invest karny k ali hamary pass acha khasa capital hona zaroory hai. qk us ki movement bohat fast hoty hai. or jahan tak mmujhy pta hai bitcoiin is es zyda fast hai. is lai wo relay able nahe hai. baz okat yah bohat high chla jata hai or baz okat yah obaht down a jata . mazeed bat yah k koi controling force hai . jo is ko apny mazy se manage karty hai. is lia yah rely able nahe hai
        • #34 Collapse

          Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

          Bitcoin mining ab itna kahs nahi rahi hai ap ko cheeye bitcoin mining ki jaga ap trading main ayain Bitcoin ki trading ap instaforex mai be kar sakty hain or ap ko bitcoin mining se zaida profit ap ko bitcoin mai trading kar k hasil hoga.
           
          • #35 Collapse

            Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

            dear aj tak mane bitcion main lekin ye hamre liye faidamad hai hume is main menat krni chaiye bitcion ki price aj kal ap ho rhy hai hume is faida udna chaiye hume is main daily market ko fallow krte rehna hota
            • #36 Collapse

              Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

              yes. bitcoin mining main bhot profit ha, magr Pakistan main electricity bill bhot ziyda ha jis ki waja sa Pakistan main bitcoin mining itni profitable ni ha. agr mining station ko solar energy pa run kiya jay to Pakistan main b bitcoin bhot profitable ha. i my opinion bitcoin mining ka liya ant miner ki jaga mining rig use krni chahiya Q ka mining rig ko rapain krna easy ha or is ka part b Pakistan b asani sa mil jata ha.
              • #37 Collapse

                Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                mera thora experience hai 4 saal pehley ka share karta hon jisme mujhe koi faida nahi howa. Ek GPU Rx280x use mein buy kara tha 24000 din mein 14 ghantey chalata tha air condition k saath total 6000rs kuch earning kari hogi 1 month mein aur uske bijli ka bill 5500 aya tha........ sirf 500 rupey ka profit howa hai aur gpu ki koi gurantee nahi kb tak zinda rahey k 24000 ki investment b na pori ho.....
                • #38 Collapse

                  Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                  bilkul days between aajkal faydemand Hai aur isme bahut achchi trading karke achha profit hasil Kiya ja sakta hai kyunki Bitcoin bahut hi acchi currency hai aur new hai isme bahut hi jyada profit Kiya ja sakta hai lekin itna jyada experience hoga utna hi jyada profit after kar sakte hain stop loss take profit ke bagair trading na Karen
                  • #39 Collapse

                    Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                    assalamu alaikum everyone ji bilkul bahut m baat hai ek baat kar kar lenge better between Pakistan mein gaya tha iski bahut ahmiyat hai aur yah future main bhi achcha kam dikha sakta hai ismein log iski trending trade jo hai bahut jyada jyada samajh Rahe Hain is per kam Kiya ja raha hai aur yah ne wali waqt mein iska bahut faydemand hai iski trading bahut faydemand hogi
                    • #40 Collapse

                      Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Mats پيغام ديکھيے
                      AJ kal ya boht bahas talab hai kay bitcoing mining aj kal faida mand hai kay nahen, or ager hai bhi tu bitcoin mining kaisay key jaye or us kay tarekay kya hon gayy. Chalain hum is par bat kartay hain or jantay hain bitcoin mining kay baray main



                      Slam g Apki info mai mazeed izafa krta chalun..!! Bitcoin ki minimg in dino kafi mufeed sabit ho sakti hai, magar risky bhut zyada hai, bitcoin ki trading choty account waly log nhi kren warna us ki movement itni fast hoti hai ky Gold ki trha apka account wash bhi ho skta hai, kuch companies kam kr rhi hain Bitcoin ki mining py , acha time hai invest ka , q ky is k ki keemat din ba din upper jaa rhi hain, lihaza koi achi c trading company dekh ky invest kr skty hain.
                      • #41 Collapse

                        Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                        Bitcoin barhti hui demand or iski mining speed k mutabiq ab bitcoin ko mine krna kafi mushkil kaam hy jisky liey kafi zyada investment or high graphic systems ki zarorat hy. Agr koi investor bitcoin mine krna chahta hy to usy bht hi zyada high power mining rig ki zaroorat hogi. Pakistan mein chunky bitcoin par kaam krny par pabandi hy or yaha bitcoin ki mining qanonan juram hy.
                        • #42 Collapse

                          Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                          Bhout se log bitcoin ki mining kar tu rahy hain tu main ap ko kehta ho ap us kay leye itna karacha karian gy us se behtar hai.ap bitcoin mai trading kar lain. pehlay experience gain kar lain phir ap bitcoin mai trade karain. ap ko mining se kahi zaida profit ho ga. or ap ko cheye kay jab be trade es mai karain pehlay analysis kar kay karain
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                            BitCoin Pakistan may Q illegal hy?
                            AOA! Dosto, Bitcoin jo k dunya k 100+ countries may aik behtareen karobar tasawwar kia jata hy or aisy wakt may jb Corona or lockdown ki wja say sari dunya digital business pr kam kr rhi hy wahi pr Pakistan may ye currency 2018 say banned hy. Q k govt may kuch idaray ye samajhty hain k is currency k legal hony say Pakistan may Money Laundering or Terrorist Financing or barh jaygi. Sath he kuch log samajty hain FATF or Pakistan ki rah may CryptoCurrency ak rukawat hay. LEKIN ye sb galt batain hain jo ap or hum kai Saloo say suntay aa rhy hain.Kya Ap janty hain k BitCoin ki shuruwat $1 say hui 2011 may, or aj iski keemat $10,000 say bhi zyada hy................Mazeed parhain ... https://investsocial.com/ur/showthread.php...y-Q-illegal-hy
                            • #44 Collapse

                              Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                              Bitcoin main minning ka ab woh door nahi raha hai jo pehlay howa karta tha ab tu es mai ap trading kar sakty hain BTCUSD main apjo trades karain gay ap us se kafi zaida profit earn kar sakty hain jitna ap mining mai time lagay gay.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: Kya bitcoing mining aj kal faida mand hai ya nahen !

                                g Nahi. ajkal k dour me bitcoin mining faida mand nahi he... bcaz is ki mining k leye hame kafi zada power energy ki zarurat hoti he... or hamaray mulk me bigli pahlay he kafi mehngi he... 2sra bitcoin mining me bohat time sirf hota he,,, is leye ham is ki mining ki bjaye is ki trading kr k zada earning kar saktu he.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X