ATTENTION!!! PLEASE!!!! Take Profit/Stop Loss ksy options zaror use krain!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Reply

    Dost mein apki bat se agree krta houn forex trading mein humein take profit Ayr stop loss lazmi use krna chahiye aur Jo log stop loss aur take profit nhi use krty un ko bahot zaida loss hi hota hai is lye must use tp sl
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      G bhai Kio nahi jab tak koi bhe trader apni trade mai stop loss aur take profit ko use nahi karta hai wo us time tak aik to professional trader nahi banta hai aur us ka account bhi totally risk pay hota hai jis say loss bartay hai
      • #33 Collapse

        g dear apny boht hi achi bat ki hai k humein apni har trade mein take profit or stop loss ko zrur use karny chahiye or humein chHIYE K hum apni trades ko open trading na karien or humein forex mien trading karty waqt stop loss lazmi lagana chahiye taak humara account wash hony sy bch jaye.
        • #34 Collapse

          Successful trading ky liay zaruri hai ky ap stop loss aur take profit zarur use kia kerain kyun ky aesa ho sakta hai ky ap market ko observe na ker rehy hon aur apki trade kafi profit main ho aur phir turn ho jaey ya phir apka loss itna zyada berh jaey ky apka account hi wash ho jaey aur ap small loss per close hi na ker sakain
          • #35 Collapse

            Shukriya bhai! apna yeh mufeed tajurbah hamaray sath share karnay kay liey. Mujhay bhi taqreeban 2 mahinay ho gaey hain live account par trading kartay hoy. aur main tu filhal real money kay sath yani keh, personal investment say trading kar rha hon. aur TP/SL har trade main use karta hon.
            • #36 Collapse

              jee brother mn aap ke is baat sy mukammal taur py ittefaq krta hn k stop loss apni trading mn lazmi lagana chahye because is sy hum apna sara capital loose krny sy bach jaty hn. ye ik boht he qeemti mashwara h. hum sb ko is par sakhti sy amal krna chahye
              • #37 Collapse

                Take profit ko hamesha auchi amount hasil karnay k lye lagana chiye agar haam ak auchi tp lagaty han tu hamesny is say aucha profit milye ga jis ko ham yahan say insta say easily with draw b lay skty han kanai k.lye
                • #38 Collapse

                  g han bilkul market kabi kabar bahot zeyda dip kar jati hay ya bahot zeyda up ja sakti hay es waja se traders ko take profit or stop loss jesi useful option se faida utana chaye.
                  • #39 Collapse

                    jo log zeda tar monitaring nai kr sgty hy ya un k liya khas hota hy k un ko phr ya laga k monitring nai krni parhti hy our un ko phr koi tention nai hoti hy trade close krny ki kio k jab tp our sl laga hota hy to phr khod hi trade us price pr band ho jati hy our ap ko bvand nai krni parhti hy
                    First LEARN Then You Can Remove The "L"
                    • #40 Collapse

                      kuch Log yahan paaar greedy kaartain haainw o take profit or stop lose use naai kaaartaa is wajha sa wo los emain chala jatain haain maian un ko yahi kahon gaa ka baaai thora profit la lo lakin ap k acapitaal to zayan naai ho gaa stoplose lazmi use karo trade main
                      Ocean Of Movies
                      Office Keys
                      • #41 Collapse

                        bilkul bhai ap na ya bat thek kahe hai kah hamin apni trade mein stop loss or take profit lazmi lagna chahaiya jab haum apni trade mein sl or tp ni lgta tabhe hmra account wash hota hain ya aik greedy ka zomra mein ajata hai jo kah use karna best hai .
                        • #42 Collapse

                          Yes both are very important factors for trading because jb hm trade lgaty hain to kbi short term ki hoti Hai kbi long term ki stop loss or take profit lgane ka ek reason ye bhi hai k hm hr time trade ni dekh sakty aj ki busy life ma to market ki movements ka koi andaza ni lga skta kbi hmary favour m move hoti Hai to kbi against stop loss or take profit lga k hm zayada loss se bach sakty Hain.
                          • #43 Collapse

                            g bhai yeh to basics hain ap sirf tab tak trade open rakehn jab tak valid ho us ke baad out ho jaen nahe to yaqeen rskhen account wash ho ga aur jub tak sstup valid ho tab tak close bhe na karen trade
                            • #44 Collapse

                              aap ne sahi kaha k stop loss and take profit zaroor use karna chaye lekin kuch traders money management ko samajh kar stop loss k bager bhi trade karte hain aisi strategy main lot size capital k hisaab se bohat small hoti hai itni k agar trade loss main bhi jaae to maximum loss se bhi return profit main aane ka wait kia jaa sakta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
                                aap ne sahi kaha k stop loss and take profit zaroor use karna chaye lekin kuch traders money management ko samajh kar stop loss k bager bhi trade karte hain aisi strategy main lot size capital k hisaab se bohat small hoti hai itni k agar trade loss main bhi jaae to maximum loss se bhi return profit main aane ka wait kia jaa sakta hai
                                ge han bhai hmein apne trading mein stop loss ka istemal krna zarore he aur hmein apne trading mein take profit ka istemal krna bhe zarore hota he es trah se hm apne stops ko laga kr apne forex trading mein acha profit hasil krte hien aur hmein apne forex trading mein loss nhe krna he aur hmein apne trading mein ihtiat se work krna he phr hmein kamaybe hasil hote he
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X