Meta trader 4 app main currency ka color red kun hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Meta trader 4 app main currency ka color red kun hota ha
    Meta trader 4 app main currency ka color red kun hota ha or blue color ka kia mean ha
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    aslamualekum bhai jub bhe price ke last pip move positive ho ge to colour blue show ho ga jub last pip movement negative ho ge to color red show ho ga same jase trade ap ke positive ho in profit to blue color hota hai jub red ho ge to ap ko loss ho ga profit blue
    • #3 Collapse

      Bhai Meta 4 may Boss Waqar currency is car colour red Is liye Hota Hai Kyun K is Waqar market down trend pe move kar rahi hoti hai yani market sell Mein ja rahi hoti hai isliye currencies ka colour red Hota Hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        bhai ya har broker ke apni theme hoti hai kesi mein red kesi mein blue hoti hai ya ap agr chahain to in ko change kar skta hain is mein ap ko setting mein ja kar is ke color setting tabdel kar dain bs.
        • #5 Collapse

          Dear forex trading main kisi bhi pair ka ask or bid rate hota hai. Mean purchase or sell rate ka difference hota hai. Or yeehe waja hai hai kay aik blue line jo market hoti hai or red line spread ya comission ya ask rate ko show kar ri hoti hai agar aap buy karain to
          • #6 Collapse

            Red blue ka chakar nahi hota dear ye to bas forex trading kay har broker ki taraf say comission hota hai bas hamain chaiay hota hai kay ham trading karnay say pelay knowledge gain karain forex trading ka. Tab insta forex per trading karain
            • #7 Collapse

              dear freind jiss currency ki markeet jab down ati hai tu wo red show karta hai aur jiss ki price green show ho wo up ki traf sign hota hai iss mai yhi diffrence hota hai.
              • #8 Collapse

                Bhai metatrader 4 main rate jab red hota hai to is ka matlab hai k market rate down ho raha hai or jb rate green hota hai is ka matlab market main is currency ki buying jari hai market oper ki janib move kr rahi hai is k ilawa red kamatlab market main selling ho rahi hain or green ka matlab market main buying ho rahi hai
                • #9 Collapse

                  Dear friends mn ap ki bat sy agree karta hn mery khayal mn b red market k down position ko show karti ha r blue market ki up movement ko show karta ha.
                  • #10 Collapse

                    dear chart key setting me ja kar app colors ko change be kar sakty hey, bearish trend ka color red hi hota hay or bullish ka blew hota hay yahi stander colors hey.
                    • #11 Collapse

                      Dosto red r blue jo 2 lines hoti hn wo i think different time frame ko dekha rahi ha.in dono ka time frame ap khud select karty hn,mostly red 200 hrs r blue 100 hrs ko show karti ha.in k colours ap setting mn ja change b kar sakty hn.
                      • #12 Collapse

                        g han bhai jqn ma ap ki bat se agree hun meta main do color hote hein jb hmri trade profit ma jati ha tu bule color show hota ha jab trade lose main jari rhy hoi tu color red slow hota ha hume is ma soch smaj kr kam krna chaiye ye hamre liye sab se acha business hai
                        • #13 Collapse

                          Members currency pair main jab hum Trading krte hein tu pair jab lose main jati ha tu color red ho jata ha ur jab profit main jati ha tu color bule ho jata ha hume is ma menat krni chaiye ye hamre liye sab se important ha
                          • #14 Collapse

                            Mwry bhai currency ka color chang is leay hota hai jo currently move krti hai up blue down red aor aisy he apki trade profit ma ho to blue aor loss ma ho to red show ho gi aor sath ma minuse likha ayta hai deqr trading sy pehly ap demo ma practice kro best hai
                            Acha kaam achy daam
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Dear mery khayal mein jab apka total account jo hota ha wo plus mein jata ha tu blue ho jata ha aur jab apki trade minus mein jati ha aur apka loss start hota ha tu last pip k sath he coulour red ho jata ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X