Meta trader 4 app main currency ka color red kun hota ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mery bhai currency ka color pehly blue hota hai jub market move shuru krti hai increase in pip will put blur jub market wapis ay to red hoti hai market jesy jesy up move kry gi blue hoti jay gi aor jub bhi last down move ho gi red shape ma ho gi aor little up move blue ho jay gi stay kry gi to bhi blue ho gi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Meta trader 4 main currencies nehi balky available balance profit aur loss ka colour hota hai agar same colour red ho tou mean ky apka itna loss chal raha hai ya ap jo balance withdraw kerwaty hain woh bhi history main red colour main show hota hai baqi values blue main show hoti hain
      • #18 Collapse

        bhai nya color apko broker ke tarf sa milta hain is mein asi ko etens ke bat ni hoti hai ya aik jo blue show karta hai wo aik buy ke candel ko show kart ahin or jo dosra red hoti hai wo sell ko show karti hai .
        • #19 Collapse

          dekhen bhai jan meta trader4 mn currency ka color us waqt red hota hay jab currency ke value down hoti hay . aur jab jab currency ke value up hoti jati hay ya hoti rehti hay to currency ka color blue hota rehta hay. I hope samajh a gaye ho ge
          • #20 Collapse

            Bahi color indicat krnata hai market ka movement up ho rahi ya down red ka matlab hai ka down or blue ka matlab up agr gold use karain tu gold agr up jaya ga tu dollar necha tu gold up hona s color blue or necha hona s red is ka alwa mukhtalf hai categories hr kisi ki
            • #21 Collapse

              Dear brother jab aap meta trader 4 ki application ko used kar rahay hotien Hain tu us main jab be forex market move karti hay tu us ki price main Jo difference ata hay wo color main Nazar ata hay agar market up Jay ge tu won blue ho Jay ge jab down Jay ge tu wo red ho Jay ge
              • #22 Collapse

                Bhai forex member jab bhi market down trend mein ja rahe ho tou currency ka colour red ho jata hai aur jab market up move kar rahe ho tou currency ka colour blue hota hai aur red colour mein aap loss jabke blue colour mein aap profit ki taraf ja rahay hotay hain
                • #23 Collapse

                  Bhai debit main jany waly tamam balance ka colour red hota hai jo balance ap forex market main upload kerty hain woh blue main show hota hai baqi jo us per apko loss hota hai ya jitni amount ap withdraw kerwaty hain woh tam values red main show ho rehi hoti hain
                  • #24 Collapse

                    dear jaha tak baat hai k ap ye keh rahy hai k currency ka color red kun hota hai to ais mai ye hai k jab currency down ja rahe ho to aus ka color red ho jata hai magar jab wohi pair up ja raha ho to aus ka color blue ho jata hai ais mai koi aisi khas baat ni hai k red hai to aus ko sell karna hai kun k ye color to change hota rehta hai.
                    • #25 Collapse

                      Bhai seedhi se bat hy jb market down move kar rahe hoti hy to color red hota hy and jb market up jati hy to color blue hota hy .
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Brother forex trading mein humein meta trade 4 hi use krna chahiye aur trade ke bary mein discus krein taqe acha profit bhi ho jaye aur dosron ko knowledge bhi mily aur pak forum PR color ke bary mein na pochein

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X