Forex man zuada trader money earn kr rhy hain ya money lose
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex man zuada trader money earn kr rhy hain ya money lose
    bhai mujy yah btaye k is forex business man zuada trader money earn kr rhy hain ya money lose kr rhy Han mara yah khyah hai zuada trader loss kr rhy hain aap kua khty hain is bary man
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bahi mari knowledge ka motabiq zayada trade loss kr raha hin os waja jald bazi hai bina socha samja market ki study kia bina trade lagata hain jis waja s loss ka samna karna parta hao zayada profit ka chakar mai loss kr bahtta hain is lia jaldzai mai.trade mat karain
    • #3 Collapse

      Bahi loss bi hota hai or profit bi ya nai hai ka serf loss ho agr trade study kr ka karian tu profit bi ho ga or agr guse kr ka karian gain tu loss ka chances zyada hai is lia loss s pershan na hona chaya balka is s experince gain krna chaya thanks
      • #4 Collapse

        foex main ziada money trader earn krta hai jb trader ko experience hota hai aor trader market main time day ga aor trader market main hard work karay ga aor trading market main mistakes sy aovid krta hai aor trading main good management krta hai phr trader ko forex main losing nhi hoti hai aor trader profit earn krta hai
        • #5 Collapse

          Bilkul dear mn ny b aesy hi suna ha k 90% log is mn loss kar rahy hn uski waja forex k bary mn mukammal jankari na hona,planning ,stragedy r experience na hona.jo log mehnat karty hn wo loss sy bachty hn earn karty hn.
          • #6 Collapse

            Forex Main Jab Bhi aap isme trade Lagate Hain TM Aane Se Pehle iska lot size uska friend acche se watch kar lena chahiye aapko kab aur kis site par Tel Lagana best rahega
            • #7 Collapse

              Bhai forex main agar zyada log earning kerain gy tou forex market sab ko money kahan sy provide kery gi yahan per expert earning kerty hain aur jinka experience kam hota hai woh loss kerty hain isliay ham jo earning kerty hain woh forex hamain provide kerti hai
              • #8 Collapse

                Dear forex member forex market mein zayada log earning kar rahe hain lakin loss bhi zaroor hota hai aur agar sub log sirf earning karne lag jain tou phir yeh business tou na hoa loss bhi hota hai lakin her banday ki koshish hoti hai kay sirf earning hi ho
                • #9 Collapse

                  jo isko samjh ka kar raha ha woh is sa money earn kar raha ha aur jo isko smajh ka nahi kar rha woh is ma money loss kar raha ha is lia agar ap chahta ha ka ap is sa fida uthai aur is ma earning kara to ap isko samjh ka kara taka ap ko is sa benefit hu aur is ap faida hasil kar ska aur is sa paisa kama ska ap
                  • #10 Collapse

                    Sbi apni apni salahiyat ki bina py kam ker rehy hy lekin jo is kam ko janty hy wo is sy bhr por faida otha rehy or achy pesy kama rehy hy jis sy wo apny dosry kam kerty hy
                    • #11 Collapse

                      sir baat ya ha kay ma apko yahi kaho ga kay ziada tarder forex ma money earn kr rahay ho qk kuch log hoty ha ya tarder jin ko loss ho jata ha lakin forex ma jin kay pas experince ha wohi insan hi kamiyab or earning bhi kr sakty ha islay bs apko forex ma mehnat krni chahiye or apko ziada time bhi dena chahiye
                      • #12 Collapse

                        dear jaha tak mujhy pata laga hai k ais market mai zayda tar log loss hi kar rahy hai kun k ais mai jab log aaty hai to wo aik hi din mai ameer hona cahty hai jis k liay wo bari lots laga dety hai aor apna loss kar lety hai ais liay hum ko ais market mai aram se kam karna chaye ta k hum ko ais mai loss na ho.
                        • #13 Collapse

                          Dear brother forex trading main agar zyada log loss Kar rah hotay tu koi be is ko join na Kar rah hota aap nay dekha ho ga roze is main hazaroon log is join Kar rahin Hain or is say profit ko hasil Kar rahien Hain hum tu sirf bonus account Chala rahien Hain jab Kay user you is main directly 8 be Kar rahien hain
                          • #14 Collapse

                            Mere Salman Forex trading Mein Jadavpur traders loss Mein ja rahe hai aur kaam traders profit Mein Jaate Hain kezar Dattatreya Dates syrup profit banate hain aur kaam kar sakte nahi isliye on unko loss ho jata hai
                            FRD 07 TRADING JOURNAL
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Han g dear information k kami ki waja se ham log dekh kar trading nai lagate or loss karwa bethtain hain. kun k ham apne knowledge ka shai istamal nai karte jis k waja se ziada tar ham apni trade ko loss ma le jate hain .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X