Forex ko adhoora chorna chaye?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ko adhoora chorna chaye?
    Dear traders ap sab say maira sawal hay k jo log forex main lose kr jatay hain aur wo forex ko chor jatay hain un k liye aap sab k kia comments hain ? Wo brave hain ya time pass thay please explain my question.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear Main Toh aise traders ko kahunga ke Aise traders loses hote hain Kyunki wo achhi trading nahi kar paate aur parhar Mankar trading Chod Jate Hain S A traders Goa chahiye K trading na Choda balki trading co learn kare
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Forex trading aik business hy aur is business mein profit bhi hy aur loss bhi profit aur loss business ka hisaa han Jo trader new hoty han forex trading business mein aur is ki un ko learning nhi hoti aur wo trading kartay han learning na hone ki waja se wo business ko chor jaty han aur loss se disheart ho kar business ko choor jaty un ko is traha nhi karna cahaiye agr un ko loss ho tu aur ziada mehnat aur hardwork karna cahaiye aur trading ki learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye aik din kaamyaab trader ban saktay han
      • #4 Collapse

        Dear brother Jahan business ki baat ati Hain wahan loss be hota hay forex trading main be hota hay magar kuch jaldi jaldi rich hona chatien Hain jis say wo apna her bar loss karwatien Hain or wo phir forex trading ko chor jatien Hain is main aap jitna saber say Kam layen gain utna zyada profit ho ga
        • #5 Collapse

          Assalamu Alaikum Forex Mein loss or profit Dono hota hai jo log Forex ko Beech Mein Chod Dete Hain Unki apni Marzi hoti hai usko Hum Badal Nahi Sakte toh baat karne ka kya fayda
          • #6 Collapse

            bahi bat ya hai wo log chata hain ka jaldi s profit mila or bohot zyada mila is chakar mai wo loss karta hain bar.bar or is wja s wo tang ah kr forex chor jata hain is lia.chaya aoch samaj kr trading karain stdy kr ka trade karain ta ka loss na ho bonuse ko apna money samja ya nai ka bus laga dia ka dahka jaya kia ho ga or kon pocket s ja raha hain please ya soch chor dain
            • #7 Collapse

              nahi dear hamen kabhi bhi aisa nahi karna chaye k ham forex k business ko adhora chorr den q k forex aik aisa business hai jis main ahista ahista hamen success milti hai tu kabhi bhi himmat har k is business ko mat choren
              • #8 Collapse

                dear forex ko adhora chorne ka mtlb hy ap apne dreams ko adhora choro gy es liye kehre hain ap ko agar start mai seekh k kam karo gy tu ap ko forex ko adhora nhn chorna ho ga aur na he ap es mai loss karo gy lehaza ap ko aage chal kar mazeed behtar learning aur earning karni ho gii...
                • #9 Collapse

                  Agar bar bar loss ho ra ho to phir trading nahi karni chiay kiun kay aapko pata hona chiay kay forex trading main emotional control na ho to trading karnay ka koi faida nahi hai
                  • #10 Collapse

                    Aslam dosto yaha tak mera tayrba h forex ko adhoora nae chorna chaye forex ak bonuse market h market me loss kbi kbi ho jata h is k mtlb ye thori h k is ko chor dyna chahye balky is ashy sy smjna chahye ro is k sath link rakhna chaye hamesha
                    • #11 Collapse

                      koi bhi kam ho us k shru krny sy pehly us k nafa or nuqsan k pehlo ko pehly mad e nazar rakha jata h.us k liye zrori h k aap agr trading kr rhay hn to us k liay aap ko trading k asool pta hn or loss ko front py rakh kr kam krna ho.agr aik bar loss ho jye to us k pehlo ko dhondna chahye
                      • #12 Collapse

                        Mera khayl main kisi v Kam ko adhura chor kr bhagna Wala brave Ni hota or Jo log lose k bad trading chor k bhag jaty uny chaiya k wo kisi experienced trader SA trading k bary main information Len or isky bary main learning krny taky ak ach trader ban sakny
                        • #13 Collapse

                          Agar apko forex trading start kerty hi loss ho jata hai tou aesa bilkul bhi nehi hai ky ap forex trading ker hi nehi sakty forex trading her koi ker sakta hai just forex market main trading ko continue rakhna chahiay kuch loss ky bahd profit hasil hona bhi shuru ho jata hai
                          • #14 Collapse

                            Dear aap ko pata hona chiay kay forex trading aik bot he risky business hai is main agar aap emotional trading karain gay to aap ko waqiay loss ho ga is kay laiay hamain chiay kay agar loss ho ra hai to phir learning karain or money management per ghor karain ta kay agar loss bhi ho to bearable ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              esy traders jo loss bardashat nahi kar sakty or forex business ko chord dety hey mery khayal me esy traders agar proper learning or knowledge hasil kar key trading karen to wo es business me kamyab be ho sakty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X