Dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading price bid wo value ha jahan sy ap n trade open ki ha is ko price bid kehty han chae ap currency pair m karny ya phr metal m trading karny
Dear ap n bilkal tek kaha ha m ap sy agree karta hon k forex trading price bid wo value ha jahan sy ap n trade open ki ha is ko price bid kehty han chae ap currency pair m karny ya phr metal m trading karny
Kisi bhi currency ya commodity ki two prices hoti hain aik bid price aur aik ask price, ask price wo hoti hai jis main ap buy kerty hain aur jab ap sell kerty hian to ap ko bid price per item milti hai is ko ask and bid price kehty hain, ask aur bid price main thora boht farq hamesha hota hia
bid price wo hoti hai jo k selling mein use hoti hai aur is ki values hmaisha ask price ya buy ki values se kam hoti hain jese k pehle zikar hoa k km se km 3 pips is mein hum counter price ko analyze karty hoye apni trading k kisi b pair ko sell karty hian aur agar rrading trend ko achi tra samjhty hain to ye hikmat e imli acha profit deti hai
asalam alikum sir ap ko ma ya batana chata hun ap ny bahot acha sawal kiya ha bid price wo hote ha jis py ap tarad lagaty han is liya tarading lagaty waqat ya zarori yha ky bit price kon se ha or hun kasy lagaty han thanks
Hi mate! comprehensive aur simple definition of Bid is 'The price at which a market-maker or dealer is prepared to buy securities, currencies and commodities or other assets' is called BID. Forex trading main es ko Ask Price bi kaha jata hai. Es price pr ja kr aap koi bi forex market se buy krtay ho.