Trading baghair loss mumkin nahi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    g han dear loss na ho to ham sab log is mai risk k sath trading kary laikin is mai loss ka hona ham sab k liya acha hai q k hamien is mai seekhnay ka moqa milta hai jo k ham sab k liya acha hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      friend ap bilkul sahi ker rhe hen forex men sach men aisa koe signal nahi k jo humen ye bta sake 100% k market yeha se yeha tak jaigi ye bhi sach hai k ache ache trader bhi loss kerte hen lekin wo apne trading k skill se cover bhi jaldi ker lete hen koe bhi signal koe bhi indicator aik andaza he bta sakta hai ho sakta hai wo sahi ho ho sakta hai wo glat bhi hojai forex men bgair trade k tu na loss hoga na he profit aur ye bhi sach hai k jo new trader ye sochte hen k forex boht easy hai aur wo rato rat ameer banjai gay tu aisa momkin nahi hai han ye sach hai k forex men profit kerne ko boht hai lekin ratu rat kuch nahi ho skta
      • #18 Collapse

        trading beghair loss kay mumkin hi nahi hai kiyun asa nahi ho sakta hai kay admi ko forex trading kay business say sirf profit hota rahay or us ko trade main kabhi bhi loss nahi ho it not possible without loss
        • #19 Collapse

          bilkul harna jeetna life ka hisa hai jab tak haray gay nahi tu jeetnay ki umang kaysay peyda ho gi ,har hi trader ko jeet ki taraf lay jati hai
          • #20 Collapse

            dear jis tara forex main profit trading ka ek hisa hai usi tara forex mainlosss be trading ka hi ek hissa hai hamay dono ko apne mind main save kar k rakhna chahiye. or us k mutabik trading karni chahiye.
            • #21 Collapse

              dear ye baat to such hai. business koi bhi ho us me profit or loss sath sath hota hai. agr kisi business me ye 2 no na ho to us ko business kon kahe ga.
              • #22 Collapse

                I believe k har bussiness mein profit or loss mojood hota hai to ye hum pe depend karta hai k hum apni capability or skills se risk ratio kese kam karte hain or profit ratio kese increase karte hain. thats the reson k bar bar experience ki importance btayi jati hai kyunke experience humein loss se bachata hai.
                 
                • #23 Collapse

                  jee sir aap ki bat bikul thek hai main is sa poora itafaq karta hon trading main aap loss kiay bagair trader nahi ban saktay baray sa bary traders bhi loss kartay hain mera khayal main forex koi auto poilet system nahi hai jahan aap ko apna aap hi profit milta rahay
                  • #24 Collapse

                    insaan jo bhe kaam shuru karta hai us ko loss to hota he hai zarur kyun k har nuqsaan se insaan seekhta hai aur nae nae tareeqe bhe aazmata hai aur us ka zehen us kaam main khulta jata hai aur wo seekhta hai, aur trading bhe ek apni tarz ka kaam hai is liye is main bhe loss mumkin hai aur is main koi shak ni hai.
                    • #25 Collapse

                      bhae main to yea nahe kah sakta hoon ku kay asa nahe ho sakta hay sirf loss wo he uthatay haan jo sekhay baghar he kam shoro kar datay haan
                      • #26 Collapse

                        this post reminds me a quotation of Einstein that "Every thing is fair in love and war". i can simply say that "Every thing is possible in Forex trading". u can earn alot of profit at the same end u can go in loss. so give ur best and the rest depends on ALLAH that he give us success in every forex trading.
                        • #27 Collapse

                          g han dear loss k bagair tradeing mumkin nhn hai is mai ap jitna chae kam kary laikin ap ko is mai kam karnay k liya ap ko is mai loss hota hai jo k hamaru liya bhot acha hai
                          • #28 Collapse

                            Trading loss k beghair mumkin nahi ye baat to aap ki 100 feesad durust hai. Loss or profit to forex main sath sath hote rehte hain. Lekin aisa bilkul nahi hai k loss sirf trading se he related hota hai kyun k aap kisi bhi or business ya profession main involve hon to loss ho sakta hai.
                            • #29 Collapse

                              nhi yeh mumkin nhi hai q k loss is kaaam ka hissa hai ager app ko profit milta hai tou loss bhi mil sakta hai is liye app nay bilkull theek bola hai humain is mai lss ko bhi zehen mai rakhna ho ga
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: abdullah2008 پيغام ديکھيے
                                Dosto, bohat saray log aksar yeh sawal kartay hain k kia trading baghair loss k mumkin hay? koi aisa tareeqa batao keh baghair loss k profits mil jaye, koi aisa method jis ki madad say rato raat ameer ho jao wagaira wagaira. Dosto, yeh sab aik jhoot hay, forex koi ameer bannay ki na scheme hay aur na he itna easy hay keh ap asani say is say paisay bana lo, aisi koi bhe trick hay aur na he indicator hay jo ap ko 100% accurate signals day hamesha k lye, jitnay bhe big professional traders hain wo sab bhe loss kartay hain, yeh alag baat hay keh wo dosri jagha say cover kar laytay hain, lihaza ap log bhe apna mind bana lo k aisi na koi strategy hay aur na he koi indicator hay jis ki madad say ap 100% profit he kamao, lihaza mehnat karo, aur apna kaam halal karo.
                                Mery khyal main nahi kyun keh kabhi kbar market humary analysis agaist bhi move kar jati hay aur humy profit ki bijyae loss main jati hay humay koshish karni chahiey keh hum loss ko kam kar kay profit ziada bna kar apni achi avrage profit bnanay main rakhy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X