News k bad trading
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    News k bad trading
    Dear mn ny b suna ha r ap ny b kai dafa suna hoga k news dekh kr trading karo.mn ye poochna chahta hn k jb koi news ati ha to hmn kesy pata chaly ga k ab market kis simt jaye gi.currency buy hogi ya sell.
    Plz koi banda detail sy example dy kr bataye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear jo log news par trading karty hai wo zayda tar ye karty hai k news k time par to trading karty hi hai magar jab news ka asar khtam hota hai to aus k baad bhi wo market ki retracment par bhi kaam karty hai ais liay hum ko ye check karna chaye k market ne kitni moment ki hai.
    • #3 Collapse

      Dear, news her pair le ati ha aur ya pair ka liya bht aham hoti ha aksar dafa apko pata nai hota aur us pair ma trade la lata hain aur news b a jati ha aur apka stoploss hit ho jata ha es liya jis pair ma ap trade krna ja raha hain phly ya check kr lain ka us pair ke koi big fundamental release to nai ha.
      • #4 Collapse

        Bhai jab news aati hain tou woh humain uss currency kay baray mein batati hai kay uss mein kya change aanay wali hai aur currency up jaye gi ya down aur issi cheez ko dekhtay huay aap uss currency ko buy ya sell ki trade laga saktay hain
        • #5 Collapse

          Har anay walai news k uper ap ko is par nazar rakahama hoti ha jab ap is par auchy say nazar rakh laty han tu ap is may perfect person ban skty han is say ap payroll ka data b yahan say hasil kr skty han is may manage b kr skty han
          • #6 Collapse

            Mallika friends in a new user on a senior members se puchna Chahta Hoon ke news kis cheez ki aane par trading Shuru karne chahiye please go see near my badge Mujhe Ishq ke baare mein Bata sake
            • #7 Collapse

              jub new aati hain to es sy jis currency mai jis mai hum ny trading krni hoti hai jis ki wj sy aap us currency k bary mai update ho jaty hain or aap ko trading mai aasani ho skti hai. es k elawa currency ka up and down k bary mai bhi jan skty hain...
              • #8 Collapse

                Assalamu Alaikum friends Mujhe news with Jara ke baare me kuch pata nahi hai please Kisi Ne Hame Bataye Mujhe uske baad mein batayenge hum newsSai Pallavi trading kar sakti hai ki baat nahi karni hoti hai
                • #9 Collapse

                  Yr mujhy news k bary koi khas ni pata k jb news aye to kia karna chahyei r is ka kia asar hota ha .mujhy thora arsa hua ha r mujhy is k bary koi khas information ni.
                  • #10 Collapse

                    Dear jab news ati ha tu market ki movment bahut fast ho jati ha aur agar stop loss na laga ho tu choty account wash hony ka bhi khatra hota ha agar ap k agains news ate ha tu aur kuch traders ko profit bhi ho jata ha
                    • #11 Collapse

                      sir jo log news per trading karty hain..wo news ka wait karty hain..jaisy hi news release hoti hai wo trade ly lety hain..news 3 tarah ki hoti hain.. low impact, high impact and medium impact. trading high impact news per karni chahye..jb high impact news release hoti hai to market bahut fast move karti hai..aur dosri bat humain yeh kasiy pta chaly keh news postive hai ya negative..to ap jasiy hi news release ho news ki website ko check krain waha sy pta chal jata hai keh news kaisi hai
                      • #12 Collapse

                        Jab bhi news aati hay market may movement boht zada ho jati hay aur humay nai ota hota k market kab buy may hi gi ya sell may is luay zada behtar hay k jab bhi kou news ho hum trade ba lagat khass tor par jab bhi fomc news aye hum trade na kary
                        • #13 Collapse

                          market main news ka kafi zada impact hota hai matlib kay is say market ki move kafi zada asar andaz hoti hai is cheez ka kafi zada khial krna hota hai trader ko jub b koi zada bull vali news hoti hai to is waqt main order ko teek side main lagana humy moka daita hai kay is trade say paisa kama lain laikin is main mera ye sub trader ko ik masvara hai kay stop loss ki limit ko market ki fake move say tora Zada set kro meri baat umeed hai trader dosto ko samjh a gai hogi
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forex_lover پيغام ديکھيے
                            dear jo log news par trading karty hai wo zayda tar ye karty hai k news k time par to trading karty hi hai magar jab news ka asar khtam hota hai to aus k baad bhi wo market ki retracment par bhi kaam karty hai ais liay hum ko ye check karna chaye k market ne kitni moment ki hai.
                            bhai main ap ki baat say agree krta ho is main humy news kay time main trade krny say zada ye behter hota hai kay market ki retracement pay trade ko krny say is main risk kum hota hai or is say profit mil saqta hai agar market nay is news effect say kisi niay support ye resistance nahi bana li hoti hai :cool:
                            post ashi lagi ho to thank please
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: News k bad trading

                              Assalamu Alaikum dear friend Hamen chahie ki Ham news ko follow Karen aur news ke bad hi Ham trade open Karen Jab Ham news ko follow Karenge To Ham Ek Achcha profit Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain friends news Jyothi Hain vah ho aap ko ek accha profit Hasil karne mein madad de sakti hain isliye Hamen chahie ki Ham news ke against kabhi bhi trade na Karen is Samay bahut jyada loss hoga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X