Candlestick chart or line chart ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick chart or line chart ?
    Agar hum charts ko compare kare tau candlestick chart ko samajna aor eske mutabik trading karna asaan hai banesbat line chart k q k line chart mai pata nahe chalta k konse time duration mai market up ya down jate hai so yahe waja hai k har trader candlestick chart ko hee use karta hai aapka kya khyal hai es baree mai

    IF YOU LIKE MY POST THEN PLEASE CLICK ON LIKE AND THANKS BUTTON.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai jee ap ne bilkul sahi kaha hay asal main baseline to sirf market ternd btanay kay liye hoti hay jab kay us ke detail to candles bta rahi hoti hein kay real time main market ka kia trend hay aur candle kitni neechay aai hay aur kitna oper gai hay..
    THKS
    • #3 Collapse

      forex trading key terminal me line chart ko asani se samja nahi ja sakta hay, candle stick chart ko ham asani se learn be kar sakty hey or samajny me be hamy asani hoti hay.
      • #4 Collapse

        dear jaha tak baat hai chart ki to ais mai 3 tarha k charts hai magar sab se zayda candle stick chart hi use hota hai kun k ais ko samjhna bahot asan hota hai aor ais mai hum ko market ka trend asani se samjh aa jata hai ais liay ye zayda log use karty hain.
        • #5 Collapse

          Bhai, forex ma 3 type ka chart hota ha . Candle stick chart, line chart , and bar chart , line chart wo hota ha jis ma market ka high air low ko show krta ha. Candlestick chart wo hota ha jo market ke currently move ko btata ha trader es ko read kr ka trade krta hain.
          • #6 Collapse

            Gee bhai aap ne bilkul theek kaha hai kay candle stick ko use karna bahut hi aasaan hai aur iss ko samajhna bhi bahut aasaan hai aur mete trader 4 mein bahut saray log candle stick ko hi use kar kay trading kar rahay hain aur line chart ko kaam log follow kartay hain
            • #7 Collapse

              Candlestick pattern bahot acha hai ky agar apko candles ko read kerna aa jata hai tou ap easily predict ker sakty hain ky next candle kon si bannay wali hai so ap same direction main trade open ker ky required pips tak profit hasil ker sakty hain but line chart main aesa nehi hota
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Candlestick patterns Yadav popular pattern hai Isko bahut jyada log use karte hain aur candlestick pattern se bahut career information Humko milti hai Isko use Karke upmarket ko acche tarike se analyse kar sakte hain or market trend ko bh3 kaise verify kar sakte hain isliye candlestick pattern ko I use Kare Ye Jyada Kaler information Humko deta hai

                اب آن لائن

                Working...
                X