Bearish and Bullish candle
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bearish and Bullish candle
    Bearish candle: down trend ki aisi candle jis main ooper neeche shadow bohat kam hote hain wo mazeed down trend ka signal hoti hai us ki shakal aisi hoti haiClick image for larger version

Name:	bearcandle1.jpg
Views:	1
Size:	1.1 کلوبائٹ
ID:	12461597

    Is candle k banne k baad aap mazeed sell kar sakte hain lekin news time ka khiyal rakh kar.

    Bullcandle: up trend ki aisi candle jis main ooper aor neeche shadow bohat kam hote hain wo mazeed up trend ka signal hoti hai us ki shakal aisi hoti haiClick image for larger version

Name:	bullcandle.jpg
Views:	1
Size:	1.2 کلوبائٹ
ID:	12461598

    Is candle k banne k baad aap mazeed buy kar sakte hain lekin news time ka khiyal rakh kar.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    thank you dear ap ne aik bohat he achi thread write ki hay aur Forex market k trend ko semjne ka aik acha treeqa btaia hay ager hum ap k is treeqe per amel krain to mare khyal main hum Forex se acha profit earn ker sektay hain is se market ka hum achi trah se analysis ker sektay hain.
    • #3 Collapse

      Bht best info di hn apny
      Candles ko smjhna unki shape shooting stars hammers smjhna hr forex trader k leye zruri ha or is forum pr views sharing sy bht bht info milti hn bearish and bullish candles unka style smjhna bht zruri ha..
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Suhail450 پيغام ديکھيے
        Bearish candle: down trend ki aisi candle jis main ooper neeche shadow bohat kam hote hain wo mazeed down trend ka signal hoti hai us ki shakal aisi hoti hai[ATTACH=CONFIG]2966[/ATTACH]

        Is candle k banne k baad aap mazeed sell kar sakte hain lekin news time ka khiyal rakh kar.

        Bullcandle: up trend ki aisi candle jis main ooper aor neeche shadow bohat kam hote hain wo mazeed up trend ka signal hoti hai us ki shakal aisi hoti hai[ATTACH=CONFIG]2967[/ATTACH]

        Is candle k banne k baad aap mazeed buy kar sakte hain lekin news time ka khiyal rakh kar.
        G bilkul aapne sahee explanation kee hai bullish aur bearish candles ke. Aur jab aap 3 ya 4 bullish candles daikhty hain to aapko market ka trend bullish ka ishaara deta hai. Aur ja 4 bearish candels aapko daikhny ko milen ge to us main market down jaany ka signal deti hai.
        • #5 Collapse

          Re: Bearish and Bullish candle

          Forex trading market mein currency fluctuation your price ki fluctuations se jo graph banta hai use hammer candlestick pattern Kahate Hain aur candle mainly 2 types ki hoti hain Ek bullish candlestick Jo ke price ke increase ko show Karti Hain aur bearish candle Jo ke price ke decrease ko show Karti Hain Har candlestick Ke apni interpretation hai agar aap Forex trading market Mein successful Hona Chahte Hain To uske liye aapko candlestick pattern ke bare mein ek acchi information Hona bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki yah market ka basic knowledge hai
          • #6 Collapse

            Re: Bearish and Bullish candle

            ap ko har chart mai 2 option milain gi ik tu bar 2nd candle . ap jab candle ko chose kar laity hian tu us kay bad ap ko pir chose karna hota hai kay kitnay time ki ap ko candle cheye. ap time frame ki madad se aisa kar skaty hain ap chose kar skaty hian kay kay candle ka size kitny time frame kay hisab se ho phir ap per candle daikh skaty hian market ka high low open close sub ap ko pata chal sakta hai.
            • #7 Collapse

              Re: Bearish and Bullish candle

              Candlestick pattern Chart ki khaas baat is mein bn'ny wali candlesticks hoti hain jin ki madad sy ham trading conveniently kar sakte hain. Candlestick pattern chart mein bn'ny wali candlesticks main ki 2 types hoti hain jinko ham bull candle aur bear candles k naam sy jaanty hain. Bull ya bullish candles buying ko show krti hain aur inko green ya blue color sy show kiya jata hai jab k bear ya bearish candles selling ko show kar rahi hoti hain aur inko ham red color sy show karty hain. Aagy in ki mazeed different types hain jin ko samjh kar aap aur Ziyada etimaad k sath trade kar sakte hain.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Bearish and Bullish candle

                bearish ko normal zuban mai woh candle kaha jata hai jis ka roukh sale ki taraf ho yani neechy ja rahi ho market tu us time candle ka color be red ho jata hai es ko bearish candle kehty hia or kaha jata hai kay market down hai ya bearish hai. jab kay ap ki price jis pay trade open hoti hia tu market us sy upar jati hai tu kaha jata hai kay market bullish hai ya candle bullish hai. bullish candle ki picture daikha jaye tu green hoti hai.

                اب آن لائن

                Working...
                X