aik baar indicator apply ho jaye usay remove kia ja sakta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aik baar indicator apply ho jaye usay remove kia ja sakta hay?
    dear members aik baar indicator chart pay apply honay k baad usay ham remove kar saktay hain ya dubara terminal reinstal k baad indicator finish hoga ?pls guide me in this problem.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agr ap ny indicator chart mn lagaya ha r ab al chahty hn k remove ho jaye to ap remove b kar sakty hn.meta trader 4 mn option ha indicator ka jisy ap apply ya remove kar sakty hn.ap indicator ki time setting b change kar sakty bn.behtar ha ap do movong indicator use karein 200 hrs and 100 hrs.aik fast r aik slow.ye ap ko bht help dengy trading mn.
    • #3 Collapse

      g han hum indicator ko remove karsakty hay pak may ye samjhti hon k humy indicator ko remove karny ki bajay is par kam karna cahiay aur is ko shi se samjhna cahiay
      • #4 Collapse

        yes dear agar ap ne indicator lagaya hai to mt4 mai ye sahult hai k jab ap chaye aus ko remove kar sakty hai agar ap koi bhi setting change karty ho to aus ko dobara change kar sakty ho ais mai koi muskil ni hai simlpe right click kary aor ap k samny kafi sari chaezy aa jaye gi waha se ap remove kar sakty hai.
        • #5 Collapse

          G brother hum indicator remove kar saktay hain or usay edit bhi kar saktay hain metabtrader 4 main ye option mojood hain lakin behtar ye ha keh hum pehlay hi soch samajh kay indicator ko use karain
          https://t.me/pump_upp
          • #6 Collapse

            Yes dear hm aik bar Indicator apply krna ka bad isa remove kr sakta han isa remove krna bohat assan ha
            • #7 Collapse

              Dear trading kay dauraan agar aap ne koi indicators use kye hain tou unn ko remove karnay ka option bhi available hota hai aur ussay sirf aap remove hi nahin kar saktay balkay agar aap uss mein koi changing karna chahtay hain tou woh bhi kar saktay hain
              • #8 Collapse

                G Bhai jan app asani kay sath koi bhi indicator jo laga ho uce apnay chart say hata sakty hain - chart say indiactor hatanay kay liye zarori hay kay app Charts > Indicator List main jayein Charts oper menu main show ho rha hoga - ic k elawa app chart par right click kar kay bhi jasktay hain ya simply Ctrl + I press kar dyein
                • #9 Collapse

                  Dear ap jo bhi indicator lagaty hain kisi bhi time p remove kar sakty hain jab chahyn ap edit bhi kar sakty hain jo bhi setting jis time change karni ho kar sakty hain simple ap ne right click karna ha aur kafi cheezyn ap k samny open hi jayn gi agy ap ne setting mein selection karni ha
                  • #10 Collapse

                    G han apny jo bhi indicators set kia hua hota hai apny chart main tou jahan sy apny set kia hai wahan sy hi ap remove bhi ker sakty hain yeah tou koi issue nehi hai ap just indicators walii sign per click kerain aur aik box same indicator ky samny show ho ga jisy ap remove kerna chahty hain select kerain aur delete ka button press ker dain
                    • #11 Collapse

                      dear MT4 terminal key chart se indicator ko remove karny key ley app ko chart key upar right click kar key indicator list me jana ho ga, indicator list se app jo be indicator remove karna chahty hey app es ko remove kar skty hey.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        G han dear ap ki bat thek hai indicotor ko remove kr sakte hein jahan se hum ne indicotor ko set kiya hita hai wahan se hum is ko remove kr sakte hein hume is main menat k sath kam krna chaiye

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X