Currency Chart Candle Sticks
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency Chart Candle Sticks
    Forex trading Mein Candle sticks ki kitni type hain aur apko koi us ke baary mein knowledge tu please discuss krein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading main candle ki 12 main types hain. aur candles ko learn karna market k technical analysis bahut zaruri hai.. candles humain bahut strong signal deti hai.. humain Forex main kamyabi k liye candles ko achi tarah learn karna chahye.. hum price action trading ko learn kar k acha profit earn kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Market analysis karne ke liye Hum candlestick pattern ko use karte hain agar aap currency Spa trading karna chahte hain Yahan Par bhi candlestick pattern use hota hai jo aapko bahut correct aur powerful signal deta hai jo aapki trading me aapki bahut jyada help karta hai aur forex market to analyse karna bahut Aasan ho jata hai
      • #4 Collapse

        Dear mein iss ka baray mein koi zayada knowledge tou nahin rakhta lakin mera khayal mein tou iss ki char qismain hain jin kay mukhtalif naam hain aur iss se zayada tou mein nahin janta haan agar mujhay kuch pata chalngaya tou forum pe zaroor discuss karain gay
        • #5 Collapse

          Dear mery knowledge k mutabiq canndle sticks ki 12 types hn r har candle different smily indication deti ha.market ko analysis krny k lye candle sticks ko samjhna bht zaroori ha.candle sticks hmn batati hn k ab sellers r buyers mn kon jeety ga.
          • #6 Collapse

            Bahi candle sticks a pattern apko investing.com se learn krna chahiye woh ap ko is ke baary mein bahot achi information mil jaye is lye wahan pr trade krein taqay apki trade bhi achi ho jaye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Bahi Jan chart patterns ki bahot zaida type hain apko wohi chart follow krna chahiye his mein apko candle ki smj aa jaye mein tu h1 chart use krta houn apko bhi advice krta houn ap bhi use krein

              اب آن لائن

              Working...
              X