Metatrader 4 vs Metatrader 5
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Metatrader 4 vs Metatrader 5
    Assalam-O-Alaikum

    Dosto aaj main ap ko Metatrader 4 aur Metatrader 5 main kya fark hai us ka bary main baton ga
    1-Dear MT4 main jab ap account login karty hai to ap ko server selct karna hota hai lakn MT5 main surf ak server hota hai jas say ap ka account login ho jata hai.
    2-Chart & Timeframe MT4 main 9 Timeframe hoty hai jab ka MT5 main 21 Timeframe honty hai
    3-Fundamental Analysis Mt4 main fundamental analysis ka koi tab nai hota jas say ap news trading kar sakty ho lkan MT5 main fundamental analysis ka tab bi hota hai jas ko ap dak kar news trading bi kar sakty hai
    4-Indicators & Analytics Objacts MT4 main 30 inbuilt indicators and 33 analytical objacts hai aur jab ka MT5 main 38 inbuilt indicators 22 analytical objacts aur 46 graphical objacts pravide karta hai
    5-Orders MT4 main 2 orders lag sakty hai ya ap buy kar saktya hai ya pher sell kar sakty hai MT5 main bi same hai lakn agher pending orders ki bat kary to MT4 main hum 4 pending order laga sakty hai lakn MT5 main hum 6 pending lag sakty hai stop oreder and Trailing stop ka 2 order lag sakty hai lkan MT5 pay ap 2 stop oreder laga sakty hai jab ka Trailing stop MT5 pay ap use ni kar sakty
    6-Expert Advisor MT4 ka EA MQL language main hoaty hai jab ka MT5 ka EA C++ language main hotay hai jo easy kam karty hai
    7-Interface MT4 aur MT5 ka interface same hota hai koi khas fark ni hota
    8-Hedging MT4 main her trah ki heding kar sakty hai lkan MT5 pay heding allow ni hai ap MT5 pay heding ni kar sakty
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dost app nay acha knowledge mt5 k lehaz say share kia hai but humeray bonus account hoty hain jin ka server mt5 main available nahe hai us k leay hum mt4 k 9 time frames ko he use ker k technical analysis ker k to forex main trade ker k ache earning ker lety hain

    اب آن لائن

    Working...
    X