importance of indicators in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    dear trading me indicators ka aik important role ha jo huamin market ki movement ore tren ko show kertay han lakin humain sirf indicator per hi trust nai kerna chaahiay .aap forex news ko bi study kerain ore analysis ko bi..ore phir indicator ki movement ko daikhtay huay trading kerain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      agar ap forex trading main achi earning kerna chete hain to ap ko sub se pehle achi learning kerni ho gi ap ko indicators ko use kerna ho ga then hi ap achi earning hasil ker ke apne future ko secure ker sako gye
      • #33 Collapse

        forex ke chart main indicator lagte hai jo ke market ke bare main batate hai indicators ka proper use kiya jaye tou apko kafi faida ho sakta hai forex main isleye.waisy tou indicators per depend nahi kere zayada kyun ke ye sirf tools he asal trading hote hai dimag se.thanks
        • #34 Collapse

          yes dear trading ke doran indicators hamere liye bhot helpfull aur important hote hain kiun ke isse hamen market ko analyiz karne aur uski movement ka andaza hota hai lekin hamen indicators ko follow to zaror karna chaye par is ke uper depended nai rehna chaye kiun ke har jaga yeh indicators kam nai karte aur hamen apne mind aur strategy bana ke trading karni parti hai
          • #35 Collapse

            mere a andazze ke mutbiq koi indicator aur koi robot apko losss se nahy bacha sakta sirf 1 he choice apke sath he profit ko maintaine aur hasil karne ke lye o he succesfuly trader bana
             
            • #36 Collapse

              Indicators are our helpful friends in forex trading. we need indicators for making a safe and secure trades. I always use some indicators in my trades. I think it's very important to use them in every trades.
              • #37 Collapse

                jee haan indicators Aap ko market trend batatay hain Magar indicators ko un K rules K Sath or un K rules k mutabik valid Time Frame par he use Karnay Say wo ap Ko Acha result Detay hain... There Are a lot of indicators have been Already Discuss in,MT4 And MT5 indicators portion,or Sath Sath Ap forex ki Taleem Walay section Main bhi indicators Ko Deeply Study kar saktay hain.
                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                • #38 Collapse

                  Forex trading mai indicators bhout acha role play karty hian or indicators ka use karna Forex k aik important tool ko istamal kar k Forex k baray main mazeed knowledge or experience hasil karne k brabar hai.Indicators se hum market ka trend or apni short and long term trades ko prepare kar sakty hain or hum anay walay hours or days k baray main market ka trend find kar sakty hian.Ik acha successful trader indicators ko apni strategy ka hisa banata hai or jaha woh baqi analysis se help leta hai tu woh indicator ko b use kar k market k trend ko samjany ki koshish karta hai.
                  Humaray Behtareen Jawab Ky Mukablay Mai Hisa Lain
                  • #39 Collapse

                    g han brother ager hm indicator ko use krain to hm bohat he ache earning ker sktey hain ager hm sirf moving average ko he use kra lian to hm market ko daikh keh bohat ache trade open kr sktey hain aur achey poinst hasil kr sktey hain jis keh sath hmain trend ko bhu smjhney main mdud milti hey
                    • #40 Collapse

                      Meray khayal main forex trading main indicators bahoot faida daitee hain q keh is say humain market key ups and donws ka pata halta hai aur isi ki wajah say humain khoob faida hota hai
                      • #41 Collapse

                        indicators ka istamaal ek achi option hai jis k zareea hum ko market ka kisi had tak idea ho jaataa ha jis se hum apni planning kar saktey hai magar is k liye hum ko us indicator pe achi working karni parhe gi us ko samajhne k liye magar phir b in pe 100% trust nahi karnaa
                        • #42 Collapse

                          Aslam-o-alaikum to all of you dear friend's, han indicators bohut he zada ahmiyat ke hamil hotay hain forex main ager aap sab ko enko perna ajay tou aapki trade main bohut he zada change ajay ga.
                          • #43 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: funnybunny پيغام ديکھيے
                            forex trading me indicators boht eham role play krty hen , ya ap ko marktet k trend k bary me btaty hen ..indicators ka sahi use ap ko acha profit day skta hai ..
                            Baat to ap ki sahi hay bhai keh indicators ki zaroorat to parti hay market ko samajhnay k lye, agar indicators na hongay to market ko samajhnay may bohat mushkil hoti hay, kyo keh indicator ki waja say koi calculation nahi karna parti.
                            • #44 Collapse

                              gee mre bhai forex bohat acha busineess hy forex me indicator bohat important role play krtaa hy kyu ke ye indicator ap ko forex market ke baary me maloomat detaa hy aur trading me ap ke help krta hy js se ap kaafi profit haasil kr skty hy es lye forex pe indicator bohat imprtant hy
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Anyone give you a very good data. I do think each of our onlinecommunity is suficient pertaining to mastering i realoy vertainly not experience various other message boards. I think it does not takeideal online community inside foreign currency tradign entire world for individuals. Cheers.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X