mearning if bullish trend
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #631 Collapse

    Forex trading mein bluish trend ka matlab hy k market ki movement upward hy matlab ye k market mein us waqt buyers ka zor hota aur market mein trading buy py ziada ho rahi hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #632 Collapse

      Dear main ne is trading k bare main apse suna hai aur ye bahot hi achi information hai yeni k jo bhi trade ap lagate hain wo active time main profit ki taraf jaen ge to bulish ho ga active matlab jab market urooj pe ho
      • #633 Collapse

        Han G Bullish ka matlab hota hai keh, Buyers market main tezi say enter ho rhay hain. dosri taraf, Bearish ka matlab hot hai keh market neechay ki taraf ja rhi hai aur Sellers tezi say market main enter ho rhay hain aur market ko nechay ki taraf dakhail rhay hain.
        • #634 Collapse

          Market me jub pesy ke value bhar jati hay or market me buy rate bhar jata h es condition ko bullies trade kahty hein tab buy entry lgany pr kafi profit hota hay
          • #635 Collapse

            HAN g friends jab forex market upward movement karti ha or lagatar up hi jati ha tu is ko bullish trend hain is main buy ki trading hoti ha aur trader na apna chance dikh kay buy ki lagan hoti ha is tara ki balke conditions ko bhi judge krana parta ha.
            • #636 Collapse

              G haan ! bullish trend ka yehi matlab hai kay us trend ki timing main us pair ki movement buy ki taraf jaye gi kiun kay us main seller bohat kam hoty hain aur buyer ziada ho jaty hain,General bullish trend ka yehi matlab hai kay market upar ki tarf jae gi.
              • #637 Collapse

                jee Han bhai jb market up jati hai to bullish candle bnati hai jb lgtar market bullish candle bna rhi hoti hai to buy k luy thek hoti hai hum buy kr k profit earn kr skty hain
                • #638 Collapse

                  Agar matket may bulish trend chall raha ho tu ap ko chiye k is may khud ko zayda involve na karye is may just buy b ap laga skty han or is may ap sell b laga skty han is may ap ko dono side say earning hasil ho sktinha
                   
                  • #639 Collapse

                    Bullish Ka Meaning Ye hai Ke Trade Upward Move kare Gi to Is Ka Matalb Ap Ko Trade Buy karni chahiye aor price uper jaye gi prince us ki ziad aho gi bullish ka matalb.
                    • #640 Collapse

                      Bullish trend ka mtlb hai k up yani oper moment jb bhe forex mn market up hoti tu ham ziada tar buy krty hain aor as ka mtlb k ab marketpup hoge market k up honey ko ham bullish trend kahty hain
                      • #641 Collapse

                        Forex trading mai 2 type k trend hotay hai ik ko bullish trend kehtay hai aor dosray ko bearish trend kehtay hai jab ik pair oper ki traf travel karti hai aos ko hum bullish kehtay hai aor jab koi currency pair ya metAl etc down ki taraf travel karti hai tau os ko hum bearish trend kehtay hai aab ye aap par depend karta hai k aap kis tarha trend ko analyze karty ho ao kis tarha trade ko laytay ho .
                        • #642 Collapse

                          yes trends m ye nai k ap 1hrs ka time frame open kr k dykhyn r ap ko pta chl jaey aysa nai hy balky minimum 1 din waly time frame m ap ko trends ka pta chlta hy r es sy oper waly sb time frames m asal trends ka ta chlta hy.
                          • #643 Collapse

                            jee dosto bullish trend ka matlab really yahi h k market mn boht rush h aur market oper ke tarf bhaag kr ja rahi h , to is surat mn traders hamesha buy ke trade he lagaty hn q k trend yak tarfa hota h aur is surat mn aksar profit he hota h
                            • #644 Collapse

                              G dear bilkal ma ap ki bat se agree krta hun jab market ma up ra rhy hoti ha os ko him bullish khete hein hume is ma experience k sath kam krna chaiye ye hamre liye sab se important ha
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #645 Collapse

                                hamain trend ko use kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar k run karein gay aur rules ko follow kar k hi hum market main profit hasil karein gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur is k sary trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur profit hasil kar k earning kareing ay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X