control on emotions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex trading main kamyabi ke lia apne emotions per kabo pana buhat zarori hay agra aap apne emotion per kabo nahi pate to phir aap har trade per hi lose karo ge aur forex se aap ka dilchaspi hatam ho jai gi
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      forex trading mein emotion khas tor par greed ke bhi boht importance hen real investment mein gree ek aisa emotion he jo apko failure ki taraf le gta he
      • #33 Collapse

        I think my dear friend emotions aik aisi problem hai ke jis ki waja se ap forex trading mein apni money ko loss kar dete hai aur zeyada tar trader emotions aur greed ki waja se hi loss karte hai to hume apnay emotions per control karna chahiye ..
        • #34 Collapse

          in my opinion that,
          emotion control our trading position.. we fall down on greed because of emotion.. so we should control it..
          • #35 Collapse

            emotions ki trading main koi bhi jaga nahin hai.yahan market ki movement ko predict karny kay liey hum apny skills use karty hain or earn karty hain.jo loog emotional ho jaaty hain,un ko loss ka samna karna parta hai.
             
            • #36 Collapse

              han sahi kaha hay ap nay Forex main greed ki koi gunjaish nahi hay.greed jahan bhi kia jaey loss hi hota hay is liay Forex main hamain greed say bachna chahiay ta kay ham apnay loss say bach saken.is kay alawa greed ko control karna bhi Forex trading man bohot hi zarori hay.
              • #37 Collapse

                laalach to kisi kaam main main bhe aa jae to usey nuqsaan he deti hai aur apni emotions ko control karna to bohot zaruri hai kyun k is kaam main loss bhe ho sakta hai aur insaan ko ye samajhna chahye aur laalach se to bilkul bachna chahye thora magar suthra.
                • #38 Collapse

                  Forex main agar hum apne emotions ko achi trha sey control karne main kamiyab ho jatey hain to phir hamen is main koi mushkil nahin hoti hey aur phir hum easily yahan par work kar saktey hain aur yahan se achi income hasil kar saktey hain.
                   
                  • #39 Collapse

                    maujhe samjh ni ata business mein emotion kun a jate hain.waise mere kam krte howe koi emotion ni ate main emotion ko dermiyan mein nae ni deti.mere emotion hamesha control mein rhta hain. jo k forex mein bohut zaruri hai.
                    • #40 Collapse

                      je han app ko apne emtion par control rkahna hoga aru app es main successful be tub hoge jub app ko es main control hoga aur ap es mai ek successful trdr ban sakte ho es traha se
                      • #41 Collapse

                        is main Koi Shak nahin K Greed or emotions par Control na Rakhnay say aap Ko Frex Trading Main loss Ka Samna karnaa partaa ha,bilkul inititalStudy level par hammain greed Or Emotions Ko control main Rakhnay k baray Main Batayaa jataa hai, Main ye Samajhtaa hon K Achaa Trader Kabhi Bhi greed nahin kartaa market Main Jaisay he Targeted profit hasil ho jye us Say zyada Ka lalach nahin Kartaa
                         
                        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                        • #42 Collapse

                          g han hm ney ager forex main kamyab hona hey to sub sey pehley hmain apney kuc rules bna lainey chahiey jis mian sub sey pehle bat yeh hey keh hmain greed ni kerni hoti na he aoney emotions peh control khon achaiey q keh jub bhe hum in ko chortey hian loss ker bethtey hain to hmian apni trading peh focus kerna chaiey
                          • #43 Collapse

                            main Samajhta hon K aam toor par anay walay new traders buhaat zyada greed i mean lalach Kartay hain...in my views Forex is a learn to Earn Buisness... aap jitnaa zyadaa learn karaain gy utnaa he zyadaa earn karain Gy... its A basic key of Forex Trading
                             
                            Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
                            • #44 Collapse

                              mera mana hai or kehana hai ke koi bhi businiss ho hume yahan apne lye best karne ke lye apne emotions ko ache se control karna na chye ku ke ose hum yahan kafi achi tarha success karskte hain ....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                jab aap apni trading me confident ho jaen gay tu phir emotions se automatically jan chut jay gi kiun kay apko pata hoga kay ap ne apny is order me selected volume jo kay lga hoa hai is se ziada nahi lagana or aap pre planning kar kay jo profit ka target hai apny aap ko usi per agree kar lety hain. Is liay khud ko emotional trading se bachaen.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X