Mt4 main kisi bhe chart ki default setting ka kia faida hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mt4 main kisi bhe chart ki default setting ka kia faida hai.
    Trading fellows last days main mujhey aik ache cheez mt4 k related pata chali jo app k sath share karooun ga jes ka boht faida hai koin k aksar humery pc ki window main virus aa jta hai to humean pher say mt4 ki sab setting pher say kerni parti han us ka asaaan hal ye hai k app EURUSD ka pair lain our us k oper jo sab indicators our setting app sab pairs pay kerty hian wo ker lain our pher right click ker k us template ko save ker lain pher jo bhe pair app oopen kerty jain gay us pay wo auto pay indicators our setting hoti jeay ge app ko alag say kisi pair pay nahe kerna parey ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul ap ne bohat information ki cheez share ki ha yehi faida ha k agar hum usko as a template bana len hum dubara chart mei upload krk apna wohi indicator ko use kar saktay hain humay dubara se koi b setting ni krna hogi agar hum software dubara b install karain tou
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      ap nay bhae kafi acha knowledge humery sath mt4 ki default setting kerny ka share kai hai ager mujhey kabhe chart main issue eay our main mt4 ko re install karoun to pher indicators our moving averages ki setting her aik chart pay her currency our commodity pair k oper ja k mujhey pher say kerna parta tha but app nay mera ye issue aik acha thread our informative laga k masla hal ker deaya hai

      اب آن لائن

      Working...
      X