importance of mistakes in trading .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    forex tradinfg mai mistake ki sab se bara faida ye hai k jab ap is mai kam karty hai to ap ko is mai mistake ko ignorr karna chae hai jab ap is mai kam karty hai to ap is mai bhot zaida mehnat karni parti hai jo k ap k liya acha hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Brother koi b kam ho kisi b qisam ko insan us ko tab he seekh pata hai jab insan per apne tajurbe kerta ho , or jab kuch na kuch mistake ker jata hai tou us ko samjh ati hai k mujay yeh nai kerne chaiye tha istarah wo apni mistake ko khtam kerta jata hai or step by step stair ko cherhta jata hai jab tammam mistake khatam ho jati hai tou wo successful ho jata hai.
      :cool:!! Join Pak-Forex Forum !! Learn & Earn !! $0.20 Bonus Per Post !!:cool:
      :cool:!! Monthly Bonus Limit $200 !!:cool:
      • #33 Collapse

        is Main koi shak nahin K duniya K har buisness Main loss or profit hotaa hai Aksar log loss hotay Sath he Forex ko bby keh Detay hain... Main Samajhtaa hon K Loss Ki Sab Say bari waja mukamaal knowledge Ka na honaa hai... infact hum ye jantay hain K forex is A Learn to earn buisness
        Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
        • #34 Collapse

          Important to know the mistakes and look for errors that were the cause of the loss and learn from it well and learn from the loss well and work to address mistakes
           
          • #35 Collapse

            Mistakes during the task and errors can learn from them and that is important to review the mistakes demo account and learn from them well and be the start to make a profit
             
            • #36 Collapse

              aik expert person to forex trading me galti kar hi nai sakta lekin insan to sy kabhi kabhar galtian ho b jati he or forex trading me har galti or loss apko kuch na kuch sikha k jaty hen tak ham aynda loss sy bach sakyn ...
              • #37 Collapse

                Forex trading me mistakes hojati hy or mistakes se hi hum sikhtey hy or mistake se humey sikhney ka moqa milta hy or hum profit gain kartey hy.
                 
                • #38 Collapse

                  friend kesi bhi kam men insan galti ker k he sekhta hai ap sahi keh rhe ho k galtio se exprience milta hai aur humen future men kafi smajh ajati hai forex business ki aur jaha tak learning ki bat hai tu wo boht he zaroori hai forex trading men learning k bgair tu kabhi koe bhi acha trader nahi ban skta
                  • #39 Collapse

                    treding mai mistake karna aam bat hai ek tarrakki yafta insan wohi hota hai jo apni ghaltion ko khud dhndhe or unko tik kare istarhan insan ko apne weak points ka pata chalta hai or wo inko control karta hai
                    • #40 Collapse

                      Insaan galtiyon se hi kuch sekhta hai lekin forex me kabhi kabhi choti si galti hi bara loss ka sabab banti hai is liye zaroori hai ke bande khhob practice ke baad hi forex me qadam rakhe
                      • #41 Collapse

                        ji han app ki mistak app ko boht kuch sheeka dati hia aor wo kuch baate bi samja dati hia.par app ko trading ki problam apne dosoto se shere karne chaye ya par app ko forex forum ma baatye shere karne chaye take app ki galti se doseoo ko bi faida hoo
                        • #42 Collapse

                          yes my brother ap ne theek kaha hy humari mistake huma bht bara sabaq da jati hy or hum phr wo mistake nhi karte he or in mistake se huma bht acha experience b ho jata hy or phr hum wo ki howe galti ko dobara nhi karte he market ma jald bazi mat karo sakon se order lagwo tak k koi galt order na laga ap se or phr se wo galti na karo jo ap ne pahle ki ho
                          • #43 Collapse

                            jab log is kam m atey hain to paise le kr ate hai apne paise inwast krta hai aur agr usse loss hojae to usse per exprience hojata hai k agay kese trading krni hai ya nh . . .
                             
                            • #44 Collapse

                              han g janab ap ny sahi kaha kyun forex py kam karny ko bhot bhot sara experince ki or bhot sara knowledge ki zarort hai is leye ap zayada sy zaayda is ko study karo tak ap sy mistakes na hon kyun ap apni ghaltiyun sy hi sekhty ho or jo ghalti ap sy phly hoi hon kosshish karo k dubara asa ghati nahi ho
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                g ha bhai experience hum ko tab hi milta hay.jab hum is business main apna time lagaty hai.or hum ko is business main loss hota hay main to ya samajta hoon kay is business main loss kay bad hi profit hay.kue jab loss hota hay to us time hamain pata chalta hay kay hamari trading main kaya mis take hay...

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X