control your emotions and stay focused
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    If you want earn always and you want become a expert trader so then you will control on your emotions.. because if you will never control on your emotions so then you can not earn money and even you will fall down in the market and loss all money..
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      I believe k forex trading karte hue humein chaiye ke hum apne emotions pe controll rakhen kyunke emotions forex trader k dushman hain or agar ao ek successfull forex trader banna chahte ho to ap apne emotions matlab: greed ,fear or impatience ko control mein rakhen.
       
      • #33 Collapse

        forex trading main agar app log chaty ho k app logo ko is main loss nahee ho or app is main ek success full trader be ban jawo tu app logo ko is maiun koch batwo ka kiyal karna hogah . ek tu app logo ko is main apni emotion ko be cantrol karna hogha or dosra app logo ko is main lalach ko be apni ander sdi nikalna hogha tu app is main ek success full trader ban sakyty ho
         
        • #34 Collapse

          Yes my dear friend. App drust farma rahe hain.. Humain trade krte waqt emotional nahi hona chahey.. Aor na hi jald bazi main koi ghalt faisla krna chahey.. balky apney trad per focus krna chahey..
          • #35 Collapse

            je han aap bilkul theek kehte hain hamain apne emotions ko control main rakhna chahiay aur kisi b soorat main emotions ko apne upper haavi nahi hone dena chahiay. emotions k sath trading main hamain kabhi b faida nahi ho sakta.
            • #36 Collapse

              dear ager apko forex main loss ho raha ho to please app apna emotion ko sambhal kar rakhay or us cheez ko follow kary k apne konsi ghalti ki hai or kis waja se apko loss ka face karna par raha hai.
              • #37 Collapse

                forex trading ke andar emotions ko control krna bhot zaida important hai kiun ke agar hum apne emotions ko control nai karpayenge to hum kabhi bhi profit hasil nai karsakte aur loss ka natija samne ayega aur sat ke sat apni learning pe focus karen ke ap ne jo knowledge gain ki hai usko use kar ke ap tarding karsakte hain ya nai aur demo account pe practice bhi lazmi hai aur trading karte waqt kabhi bhi jaldbazi ka muzahira nai karna chaye
                • #38 Collapse

                  Trading main agar aap full concentration say kaam karo gay to he earn kar sako gay.is kaam main chooti c mistake ki waja say bhi big loss ho sakta hai.is leiy mistakes nahin karni chahien or concentration say kaam karna chaheiy.
                   
                  • #39 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: N79 پيغام ديکھيے
                    Trading main agar aap full concentration say kaam karo gay to he earn kar sako gay.is kaam main chooti c mistake ki waja say bhi big loss ho sakta hai.is leiy mistakes nahin karni chahien or concentration say kaam karna chaheiy.
                    haan aap ne aik he line me bohat acha forex ko describe kiya hai dost hum ko emotional kabhi nahi hona chahiye bas aik baar isko achey se seekh kar is ko join karna chahiye phir hum kabhi is me loose nahi kar sakty .
                     
                    • #40 Collapse

                      forex aik business he jis main emotions kp contrll rakhna parta he warna ap is main fail ho jao gey our kamyab bi ho pao gey main to un kahun ga ke is main ager ap kamyb hona chahtey ho to apney emotions ko control kro
                      • #41 Collapse

                        Control of the passion and focus an important task in trading and important to concentrate well in trading and not to rush to learn and gain good experience for trading well
                        • #42 Collapse

                          dear app nay thek kaha hy hamy forex trading may apny emotion and greed par control karna chahiye hamy forex trading may emotional ho kar koi bi kadam nahi uthana chahiye kiyu kay ak choti si galti say bi hamy big loss ho sakta hy is liye trading boh
                          • #43 Collapse

                            g hay dear as forex bsiness me humay apnay jazbat ko countrol me raknay chw or twja sirf apni trading per he daney chw qk as tara say hum aik achay trader ban saktay hay
                             
                            • #44 Collapse

                              forex main bht c aise cheezein hain jin main ap ko khas khas khayal rkhna parta hai jaise k apne emotions pr control karna ana chahye or greed ko avoid krna ana chahye jb tk hum apne emotions pr control nhi karna seekhein or greed ko avoid nhi karein gay tu ye hmare liye harmfull ho skta hai
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                emotion hamper our trading in the forex market. so we must control our emotion to focus on the market at the time of trading in the forex market.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X