Aik trade per khabi b apny capital kay 5% say ziada invest na karin
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Aik trade per khabi b apny capital kay 5% say ziada invest na karin
    Trading kay doran traders Greed ke waja say ziada bari lot size ke trade laga daite hain aur ager iss trade mai in loss ho jiye tu
    Iss ke waja say aik tu in ko financial loss ka samna karna parhta hai aur dosra iss loss ke waja say baad mai b trading stress ke nazar ho jate hai aur woh achy decision nai lay sakty hain.
    Aur ager baad mai woh achi trading kar b lain tu recovery mai kafi time lag jata hai.

    Iss liye traders ko chiye ke woh yeh simple rule follow Karin ke aik trade mai apny total capital kay five percent say ziada ke trade nai karne hai. Iss rule say app ke money management bohot behtar ho jiye ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے

    Main apki baat sy total agree nahi krta ham 5% risk pai trade krain gy to hamain loss to kum hoga laikin is sy honay wala profit bhi bohat he kum hoga is liye agar ham forex tradong sy earning krna chahry hain to is k liye zroori hai k ham risk ki percentage ko ziada krain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
      Main apki baat sy total agree nahi krta ham 5% risk pai trade krain gy to hamain loss to kum hoga laikin is sy honay wala profit bhi bohat he kum hoga is liye agar ham forex tradong sy earning krna chahry hain to is k liye zroori hai k ham risk ki percentage ko ziada krain
      brother thanks for sharing your very useful thoughts , G app ke baat small account kay hisab say 100 durust hai ager account mai total 50 dollars hon tu phir 5 percent ka risk laay kar trading karna aur profit earn karna app wali baat hai mushkil ho jata hai. Lakin 100 - 200 dollars aur iss say ziada capital waly accounts per yeh bohot useful rehy aur risk ko kafi kam ho jiye ga.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
        Trading kay doran traders Greed ke waja say ziada bari lot size ke trade laga daite hain aur ager iss trade mai in loss ho jiye tu
        Iss ke waja say aik tu in ko financial loss ka samna karna parhta hai aur dosra iss loss ke waja say baad mai b trading stress ke nazar ho jate hai aur woh achy decision nai lay sakty hain.
        Aur ager baad mai woh achi trading kar b lain tu recovery mai kafi time lag jata hai.

        Iss liye traders ko chiye ke woh yeh simple rule follow Karin ke aik trade mai apny total capital kay five percent say ziada ke trade nai karne hai. Iss rule say app ke money management bohot behtar ho jiye ge.
        Mere Khayal Mein Toh aapne risk bahut hai kam Bata diya hai agar traders Itni risked trade Karenge toh unko Jo profit hoga woh na hone ke barabar hoga
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          G ha dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai k hum agar ais market mai kamyab hona chaty hai to hum ko to hum ko apny account par 5% se zayda risk na ley agar hum ais mai risk kam lety hai to humra account kabi bhi wash ni ho ga kun k hum ko jab loss 5% se zayda ni ho ga to account safe hi rahy ga.

          اب آن لائن

          Working...
          X