Agar ik pair ko ik sath buy aor sell kar deya jaee ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Agar ik pair ko ik sath buy aor sell kar deya jaee ?
    Agar kese pair ko ik sath buy aor sell kar deya jaee tou esko hum hedging kehtay hai jab aap on the spot buy aor sell lagate hai tao apko loss nahe hota es say ik trade jab loss mai jata hai tou dosra profit mai so ye aksar apko confuse kar daita hai kiu k apko es say koi khas paida nahe hota situation same he rehte hai lehaza maire mutabik same time par sell aor buy say behtar hai k ik he decision leya jaee buy ya sell ka.
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai jub ap same buy and sell karty ho to ap 2 trades ka spread pay karty ho aur faida nahe hota haan hedging strategy hai us main hotabyeh hai ek long term trade hoty hai aur ek short term same pair py wo theek hai
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
      Agar kese pair ko ik sath buy aor sell kar deya jaee tou esko hum hedging kehtay hai jab aap on the spot buy aor sell lagate hai tao apko loss nahe hota es say ik trade jab loss mai jata hai tou dosra profit mai so ye aksar apko confuse kar daita hai kiu k apko es say koi khas paida nahe hota situation same he rehte hai lehaza maire mutabik same time par sell aor buy say behtar hai k ik he decision leya jaee buy ya sell ka.
      Agar ham aik he pair pai buy or sell aik sath lga dain gy to uako hedging kehty hain hedging krny sy hamain market k trend ka pta chlta hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Aisa karny se koi loss ya profit nai hoga lekin pehli bar jo loss hota hai wo ho ga is tareqay ko hedging kehte hein wesay is ka aik faida ho skta hai agr ap same trade par buy ya sell krte ho aik ap ke haq main move kre ga aur second against .Profit wala ka profit save kar lein aur loss wale ka recover hony ka time dey den
        • #5 Collapse

          Bhai ik sath sell or buy kren gy to faida ni ho ga us k liy mery khyal se sell or buy ik sorat me kr skty hyn k dono ki ratio change ho tab hi mery mutabik kuch faida ho ga or isi chez ko hedging khty hyn or esa krny se hm market trend ka b sahi andaza lga skty hyn
          • #6 Collapse

            Bhai jee same pair mian do tarde buy aur sell lagany se ap jis maqsad kay liye trade laga rahy hien wo hasil nai ho sakta hamar profit bhi same rahy ga ur loss bhi same overall bhi ham normal rahin gay is kaam se behtar hay kay do differendt pairs main trade lagai jaye ta kay ek profit earn ho saky awal to ye kay ek waqat main sirf ek tarde hi lagani chahiye..
            THKS
            • #7 Collapse

              aik he pair ko dost app aik sath buy our sell ker dain gay to ye hedging jo jeay ge mean app trade main enter he na hoon ager us tarha hoty hain to pher bhe matlab meri nazar main yahi ho ga k app forex market main enter he nahe hoey hain
              • #8 Collapse

                Yes dear hedging strategy tb use krni chye jub market aik range ma ho ya ap ko loss ho chuka ho aor marlet against he ja rahi ho to apko hedging krni chye jesy jesy market door jay opposite trade close kren aor profit add krty jain.
                Acha kaam achy daam
                • #9 Collapse

                  Dear ap ny bilkul sahe kaha hai aksar log yahe karty hai bilky mai khud b aisa he karti houn laken es ka khas faida nai hota bilky agar aik tarf loss hotabhaibto dosri tarf faida hota hai es liye agar aik tarf sahe dekh kar tread lgai jaye to ye zayada behtr ho ga.
                  • #10 Collapse

                    sir aek pair pay buy or sell laga to sakty ha lakin ya forex rules k ma ha k apka account banned bhi ho sakta ha phir hamay asa nai krna chahiye apko aek hi cureecny ma just buy ya phir sell ma lagni chahiye lakin dono sath lgaty ha to profit ma apko time lag jata ha islay apko buy ki ya sell ki aek trade lagani chahiye
                    • #11 Collapse

                      han bilkal agr hum pair ko sell be kren ur buy be tu mere id ko hum hedging bolte hein agr eik dafa hamra account hedging main chala jayein tu account ko save krna bohat muskil hota hai hume is main soch samj kr kam krna chaiye
                      • #12 Collapse

                        Hi, you are absolutely right! bahut sare log forex market main hedging kartay hain lakin ye osi waqt hi hota hai jab investor confuse aur Panic ho aur Market ko 100% analyze na kr pa rha ho. Bahut dafa aisa krnay se Profit to ho jata hai lakin mere khayal se ye sahis tareeqa nahi skilled investor ke liay.
                        • #13 Collapse

                          Dear aik hi pair ko aik hi time mein buy krny ya sell krny ko hedging strategy kehty hain aur ye strategy sirf hedging krny waaly traders hi use krty hain aur short term ya long term trading mein iska koi khaas faida nhi hota keun k jb aik pair ko sell aur buy krein gy to dono aik doosry k opposite chalein gy jiska koi faida nhi
                          • #14 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                            Agar kese pair ko ik sath buy aor sell kar deya jaee tou esko hum hedging kehtay hai jab aap on the spot buy aor sell lagate hai tao apko loss nahe hota es say ik trade jab loss mai jata hai tou dosra profit mai so ye aksar apko confuse kar daita hai kiu k apko es say koi khas paida nahe hota situation same he rehte hai lehaza maire mutabik same time par sell aor buy say behtar hai k ik he decision leya jaee buy ya sell ka.
                            Agar Hum trade karte huye Ek Hi Pyar Mein buy or sell equity Laga De Tu Ye achha Hota Hai Is Se Hum market ka trend dekh sakte hain aur ye traders ki ek both achi strategy hoti hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              I think this is common sense. Agr Ap ik sath buy aur sell krty hain to jitna Ap ko faida o rha a utna he loss o rha a to ik he kashti m paoo rkhy.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X