forex k sath othr business krna faida mand
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k sath othr business krna faida mand
    dear meri ye advise hai app ko k app forex per he depend na rahin kun k ye boht he risky business hai app sath sath koi or bhi kam karin kun k ager app ko forex mai loss ho jata hai tu app ko ziada tention na ho other sources say app ko income ajayge...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    jee ha sir ham kar sakty ha koi bhi masla nai ha lakin ma apko yahi kaho ga k apko koi bhi bussniess kry lakin usko pora time dena chahiye bhot say log mane daky ha k wo forex say earning krky bussniess bhi sath sath start kiye hoye ha to apko bhi same asay hi krna chahiye takay ap kamiyab ho saky
    • #3 Collapse

      Yes of course forex trading per he depends nahi karna chiay hamain sat sat other business main bhi involve raina chiay or apnay Annaylis say bonus account per trading karni chiay ta kay hamain bonus account ko save karnay ki adat par jay.
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
        dear meri ye advise hai app ko k app forex per he depend na rahin kun k ye boht he risky business hai app sath sath koi or bhi kam karin kun k ager app ko forex mai loss ho jata hai tu app ko ziada tention na ho other sources say app ko income ajayge...
        Ye baat aap ki bilkul theek hai agar Forex trading ke saath Hum Koi Aur Bhi kaam karte hain two Forex trading karne ka maza hai aaj Aata Hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Bilkul trader forex ke sath aur bhi business shru kar skte hein is ke ley un ko apna time table bnana ho ga aur aik khas time har aik business ko dena ho ga agr kisi trader main yeh salahiat hai tu wo sb kar skta hai is main kisi kisam ki koi momaniat nai hai .Lekin aisa har trader nai kar skta koun is ke ley bahat mehnat ki zarorat hoti hai aur yeh kam log hi hoty hein jo itna tough time bardashat kar sakein
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
            dear meri ye advise hai app ko k app forex per he depend na rahin kun k ye boht he risky business hai app sath sath koi or bhi kam karin kun k ager app ko forex mai loss ho jata hai tu app ko ziada tention na ho other sources say app ko income ajayge...
            Forex trading ke saath Agar Hamara Koi Aur Bhi kaam ho toh hum Jyada acchi life Guzar sakte hain Kyunki Forex trading Hai Kaisa business hai Jisne Hame loss on a aur Hamara account was your name a time nahi lagta
            • #7 Collapse

              Re: forex k sath othr business krna faida mand

              Assalamu Alikum

              Insaan ki kosish hoti hai kay wo zayda say zayda aisy businesses kary jis say usy bhot zyada fayda ho, ak he waqat main ak say zayda businesses ko run karna ak muskil task hai es, main aap apni health ka bilkul b kayal nahi rakh paaty, es liye ager hum sirf forex kay kaam ko he full concentration kay sath kar liya karein to yaqeen manein humein forex kay sath he koi karobaar karny ki zarort he nahi pary kuyn kay jitna hum 2 ya 3 karobaar say kamein gay forex humein apnay pas say un kay equal day saqta hai.

              Thanks
              • #8 Collapse

                Re: forex k sath othr business krna faida mand

                ji han aap Forex ke alava fiverr se bhi acche kha se paise Kama sakte hain aur yah bhi ke aap bhi interest aur dusri websites per kam Karke acchi earning kar sakte hain Forex to bus platform mohiya karta hai Baki Sab knowledge Banakar aur experience Ke Bina per kam Kiya Ja sakta hai
                Do it before other will do!
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: forex k sath othr business krna faida mand

                  ksi dusray business me b hard work kr k kamyab hoa ja skta hai mgr forex business me mehnat ki ho to kamyabi achi hasil ho gi.hmain thoray time me achi learning kr k earning ki traf ana chye.tb he es business me hm dair tk kamyab ho skty hain.es liye demo account ko use krain or learn krain.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X