Fulfil your need, not greed
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Well, hum sub ko esa he kerna chhaye kyn kay trading ki aik famous saying hay, never turn your winner into a loser, so hmen bhee esa he kerna chhaye, ager hum profitable trading ker rhey hen tou hmen hurgiz bhee greed factor ki trf tawuujaa nahee deni chhaye.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yes ap ko forex trading main apni need ko fuufill kerna chiye na ky greed kerny sy ap ko loss ho jata hai aur nedds be puri nahe hoti balky ulta loss ho jata hai forex main
      • #18 Collapse

        dost forex trading aik ahsa bussiness ha jis main app apni trading kay zahrihay achi earning kar saktay hain aur apni needs ko bahsaani pohra kar saktay hain lakin needs ko lalich se bachain kyun lalich ka end buhaat bura hota ha
        • #19 Collapse

          dear meray hayyaal me jo bi trader kum profit per committed hotay han wo hamaish kaamyaab rahtay han ziaada ki laalech ziada loss hi kerti ha is liay apni need ko poora kerain ore greed se bechain
          • #20 Collapse

            Agar hum Forex par sanjeedgi say kam karty rahain tu hum acha bonus hasil kar sakty hain or is bonus say hum apni needs ko poora kar sakty hain, agar hum trading main greed karain gaye tu humy loss ho jaye ga or hum apny monthly bonus say b hath dhu bethain geye, so humy greed say avoid karna chahyie.
            • #21 Collapse

              bohat acha topic hai, market se jab hum aik din me apna target achieve kar lety hain tu na tu humen ziada lalach karna chahaiy or na hi mazeed profit ko expect karna chahaiy is se humaari effort zaya hoti hain. Humen jitna mil jay wo kafi samjhna chahaiy. Market me daily positions banti hain or hum rozana in positions ki base pe trading kar sakty hain is liay aik din em aik target rakhen or usko achieve kar kay dobara order mat lagaen.
              • #22 Collapse

                ham ko is msain full time dain aho ga iss main tub he ham ko is msain eanring ho gi is sliye ha mko iss main lalich nain karni ho gi k jiss sya ha mko iss main loss ho
                • #23 Collapse

                  Jee han humein kabhi bhi lalach nhi krni chhaahye lalach humein or zada nuksaan ki taraf leey jati hai is se bach kr he hum kamyab ban skty hain
                  • #24 Collapse

                    ap ki bat theeek ha aor ap ny bht hi achi bat ki ha. tumam traders ko is bat ka khyal rkhna cahe. to trader bht hi achi trah trader kr k profit kma skty hian.
                    • #25 Collapse

                      I agree k humein apni need fulfill karne ke baad apna trade stop kar dena chaiye misaal ke tor pe agar ek trader ne trade karte hue apna daily target achive kar liya hai uske baad bhi wo lalach ki waja se trade close nhn karta to wo achive kiya hua target bhi loose kar sakta hai .
                       
                      • #26 Collapse

                        gee haan dear forex main hamay kabhi kabhi loss ka be samna karna parta hai lazmi hi nai k ap ko har bar profit hi milay apko kabhi khabi loss ka be samna karna par sakta hai.
                        • #27 Collapse

                          bilkul sahi kaha appnay aik aik trader ki pori koshish yeh hotii hai kay woh apni wishes ko pora kar sakay lakin uss need ko pora karnay kay liyay experience,knowledge ka hona bohat zarori hai na kay lalach
                          • #28 Collapse

                            yes apni need he puri karni hoti hain sab ne bas ye puri ki jay forex se yehi acha hay forex business duniya ka best business hay agar ap kay paas behtar knowledge ho aur ap interst se achi learning karain ap kay pas best skills hon ap achi tarah kamyabi hasil kar saktay hain success milay gi eskay liye mehnat chaiye
                            • #29 Collapse

                              G hai humein forex trading se sirf apny experience k mutabik he profit earn karna chahiye or utna he profit earn karna chahiye jis se humari basic zaroriat puri ho saky agar hum apny experience se ziada or zaroriat se ziada profit earn karny ka sochy gay wo lalach hoga or lalach trading me hamesha nuqsan he deta a raha hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                                Agar aap ko forex main trade kerne k baad itna profit mil jata hai jo aap ki financial needs ko fulfil kerne k liye kafi hai to mere khayal main aap ko iss se zyada ki greed main apna time, paise ya dimagh waste nahi kerna chahiye.
                                jee Aap theek keh Rahay hain magar 200$ K Capital par eek new bie itnaa achaa earn nahin KAr saktaa... Main Samajhtaa hon K Forex Trading Ek proper buisness hai or yahan bhi dosray Buisnesses ki Tarah Aap jitna Capital invest Karo gy utnaa he profit earn Karo Gy... magar pehlay Sekhnaa zaroori hai
                                Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X