Who lefts behind
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Mere khayal mein jo traders proreper tarining k beghair jald bazi mein trading start kar dety hain ya phir wo trader jo trading k wakat mently disturb hoty hain ya phir wo jo lalach karty hain wo peechy reh jaty hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      dekhe jo log kamyab hai forex mein wo kabi bi aj apne luck ki waja se kamyab nhn hai unho ne is kam ko seekhne ke lye efforts ki hai hum log yeh samajhte hai ke yeh business luck pe chal raha hai lekin aisa bilkul bi nhn hai agr ap history check kre is kam ki tu bi ap ko idea ho jayega luck ap ka gambling mein kam ata hai business mein luck itna importance nhn rakhta hai
      • #18 Collapse

        Jee mein yeh kehna chata ho kea yeh log forex ko left iss liea kartea hea ku kea kam knowledge aur learning ki kami ki waja sea aur phr us kea bad un ki knowledge kea bad un ka luch kam ata hea meri nazar mein .
        • #19 Collapse

          my dear brother quch dost aese hote he jo forex k bara ma knowledge to rakte he chale ate he forex pe luck azmane mare un dostn se request hy plz aese mat kya karn forex ak bht riski business hy agr ap forex ko theek se analysis kar k market ko watch kar or demo pe khub practice kar jab tk nhi seeko ga tb tak forex ap k hat ma nhi ane wala pahle forex ko seeko bad ma join karn realy account
          • #20 Collapse

            there are many that has entered the forex market and have left but who are we that are remaining in the forex market. we that are ready to endure the conditions of the market are the ones that are coping with the forex.
            • #21 Collapse

              han kiun ke is business ka koi kisi pal bhi bharosa nahi hota ke kab aap ko loss de jaye is lye is business ko jitna deeply hum seekh sakty hain hum ko seekhna chahiye or is ko learn kar ke he is me joining deni chahiye .
              • #22 Collapse

                gee mre bhai jo log forex busineess ka knowledge nae rakhty wo log wese he trading start kr dety aur na he learning aur naa he practis krty hy es lye un ko lose ho jata hy js ke wja se wo log forex ko chor dety hy hmy esa nae krna chahye blky trading sekh kr he trading start krny chahye
                • #23 Collapse

                  bro mera mana hai ke es yohi log chorte hain jo apne ap ko kamzur samjhte hain or wo ye nhi samjhte ke its a good businiss or hum yahan se kafi earn karskte hain agar humre pas pori knowldege hai forex markit ki....
                  • #24 Collapse

                    jo log jald dil bardashta ho jaty han wo kabhi b kisio b work ko chor sakty han , iss lye kamyabi hasil karne k lye kam karna zarorory he , mahnat ka phal zaror milta hy , aap mahnat karn skills ure full knowledge hasil karn aap kamyab han
                    • #25 Collapse

                      Forex trading me luck wagaira sub fazool hai luck par depend he nhi karna chahiye. Forex trading me trader ko khud par confidence hona chahiye or apny experience par confidence hona chahiye. or agar trader loss hasil kare to us ko chahiye k wo trading ko quit na kare balky apni mistakes and weak points ko finish kare or un se faida hasil kare trading me loss ki waja se bhi traders ko trading k bare me kafi kuch seekhny ko milta hai.
                      • #26 Collapse

                        kuch bad luck bhe hoti ho or kuch kam elam bhe or wesy bhe peechy humesha woi insaan reh jata hai jo himmat haar jata hai kisi bhi field mein woi nsaan kamyaab hai jo sakht mehnat krta hai mera nai khayal forex ko quite krna chahiye ku kh aisi moqa bar bar nahi milta or ups and down is a part of life.
                        • #27 Collapse

                          mare kahyal se boss wo log forex ko samjte nahi hia aor wo demo account par pritics nahi kart is lya on ko loss hi loss hota hia.koe bi kam hoi pahly app ko sheekna zarrori hota hia phir work karna hota hia
                          • #28 Collapse

                            aap nay theek kaha.kush loog disappointed ho jaaty hain or mostly loss he is ki waja hooti hai.is liey main to ye he kehna chahoon ga kay sabhi dost forex ko learn kar lain or phir is kay bad he invest karain to earn kar sakty hain.
                            • #29 Collapse

                              yes dear boht se log forex me loss k bahd dobaara forex ki terf nai aatay jis ki main weja ye hoti ha k wo less knowledge ore experiance se real trading shiru kertay ha jis se unain start me hi loss hota ha ore disheart ho ker tradiong chhorh detay han
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                bhai jo log is business me new new hoty hain and is ko learn kiye bina is me joining dete hain un ko definitely is business me loss he hota hai or 90 % log is me loss khaty hain kiun ke un ko yeh nahi ata hai .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X