Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1771 Collapse

    g bhai app ki bat thek hai k ham ko emotion mai akar decisions nahi lainy chahieay iss say hamri trading ko bohut ziada nuksan ho sakta hai emotions main ki gai trade kabhe bhe success nahi hoti iss leiay trading hamesha fresh mind k sath karin aur makreet par proper analsys kar k kam kairn phir he ap ko success mil saky ge warna app iss mai nuksan he karin gay.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1772 Collapse

      Aslmkm brother sahe kaha jo kam hm thanday demagh se krte he usm hm khud relax hoty he or hme koe problem nh hoty trading m b esa he emotions ko side m rakh kr he trading krne chaeye wrna jald bazy m leya gaya decission sahe nh hota forex ek esa bussiness he jisko hme fresh demagh se krna prta he
      • #1773 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
        Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
        Ji Bhai aap ki baat bilkul theek hai trailers ko chahiye ke emotional hokar kabhi bhi trade Na Kare Varna vo acchi trading nahi kar Sakenge aur accha decision bhi nahi le Sakenge
        • #1774 Collapse

          Dear brother forex trading main kabhi bhi imotionly hl kar trade na lagain bal k kafi soch samagh k trade lagain imotionly trade kabhi bhi kameyab nahi hoty bak k as say ap ka nksan hota hy
          • #1775 Collapse

            emotion say dicision achy nai lay hoty hain so hamain is k bary main hard work karni ho gi tab hi hum run karein gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy say perform kar sakty hain so hamain is k bary main analsye karni ho gi tab hi hum achy say perform karny k kabil ho sakty hain
            • #1776 Collapse

              markt main emotion ko kabo main rakh k hi hum run karein gay aur is forex main up aur down ko dekhna ho ga tab hi hum achi trade karein gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum achy say perform karein gay aur hamain is forex main knowldge acha ho ga tab hi hum run karein gay
              • #1777 Collapse

                emtoion k kabo main rakh k hi hum achi trade kar skaty hain aur ye ak boht hi best buisenss hai is main hard work kari ho gi tab hi hum real main achy say perofmr karien gay aur market main rules ko follow karien gay tab hi hum real main achy say profit hasil karein gay it is best job
                • #1778 Collapse

                  is forex main apny emotion ko kabo main rakh k hi hum achy say markt main perform karein gay aur hamain is k bary main planing karni ho gi tab hi hum real main achy say market main knowldge hasil karein gay tab hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain it is best
                  • #1779 Collapse

                    g bilkuk hmy forex trading m apni emotion py qabo rakh k treding krni chahiy q k forex trading m emotion ki koi jgah nhi es liy such Smjh k market ko jaged krna chahiy r sbr sy kam lena chahiy emotion m a k bri lot nhi lgani chahiy q k km profit best hy loss face krny sy es liy sbr sy km len q k forex nam hi sbr ka hy.
                    • #1780 Collapse

                      mera bhi hama kabhi bhi galit decission nahi lena chiya hama apna dosto or muktalif jago se poch ya phar kar decission klana chiya warna hama bohat baar loss ka samna karna phar sakhta ha kabhi b eemotional ho kar dicision na lena or lalach mat karna ok mera bhi
                      • #1781 Collapse

                        bhai ap ke baat thek ha hum ko emotional ho kar decisions nahi lana chahya jis sa hum galat dicisons la sakhta ha or hum problem ma aia sakhta ha emotional hona wala kabi kamyab nahi ho sakhta emotional ho kar hum galat trading kar sakhta ha jis sa hum ko loss ho ga ok ap trading karta waqt kabhi emotional na ho
                        • #1782 Collapse

                          han g forex main loss ki aik bary waja yah hai k ham bejain apny mistake ko understand kary kr ham emotional ho jaty hai or loss ho jata hai. is lai dear lazmi hai k agr ham forex se regualr inocme hasil karna chahty hai to her order se pahly achi traha confirm kar k market ka trend kiss janab ja raha hai kia market hamray strategy k mutabik a b rahy hai ya nahe hamain chahain k ham her cheeze ko confirm kar lai bad main apny ap per kabo paty huy us order ko place karin taky ham profit earn kar skain
                          • #1783 Collapse

                            g haan bhai jaan ham ko emotional main a k decision nahi lena nahi chiy hai q k ham as main galat decision bhi li sakte hain agar ham ne as main ghalat decision lya tu ham ko as main loss bhi ho sakta hai
                            • #1784 Collapse

                              is forex main plane kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum run karein gay tab hi hum run karein gay aur planing karein gay tab hi hum run karein gay aur is forex main knowldge hasil karein gay tab hi hum real main profit hasil kar k hi hum achi trade karein gay tab hi hum sucess hon gay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1785 Collapse

                                Forex trading Ek Aisa business hai Jisme our emotions ko bilkul side pe Karke kaam Karenge do aap ka kaam bilkul sahi chalega aap agar gusse mein hai pareshan hai ya koi aur Baja hai ki Jiski baad aap se Itna kaam nahi kar sakte Ya bimar Hai to aap ko rest Karni chahiye aur jab tak aap bilkul fit na ho aap trading Na Kare Kyunki trading na karne se to aap ko profit nahi hoga lekin Aisi Surat mein agar aap trading Karenge to aap ko nuksaan Jarur hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X