Emotional ho k decisions na lain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Yes dear you are saying right because emotions are our enemy we should always control our emotions and avoid greed. trading krne sy pehle market trend ko dekhen news aur technical analysis ko dekhen aur trading mein kabhi bhi jald bazi sy kam na lein aur hmesha over trading sy avoid kren to yaqeenan ap hmesha successful rahen gay aur es tara bahot sa profit earn kr skte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
      Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sences main hon tabhi apni forex trade se related decision lain
      yes dear ap nay bilkul theek kaha hai k forex mai trade kartay wakay hamen koyi b dicision emotional ho nai lena chahye q k is halat mai ham yai nai decide kar patay kham kya soch rahay hain or kiya nai , bal k jo b dicision layen usay soch samajh kar or fully comfortable ho kar layn
       
      • #18 Collapse

        dost forex trading main emotions ko control karna trader kay liya buhaat zaroori ha kyun kay trading main trader ko apnay zain ko use karna chaiya aur market kay halaat kay motabiq har cheese ko daikh kar deceion karna chaaiya iss tar bahtaar faisila kiya ja sakta ha
        • #19 Collapse

          dear emtion hi trading me traders ko losss detay han jab aap ka aik defa loss hota ha to traders us ko recover kernay k liay emotional ho ker trading kertay han jis se loss hota ha
          • #20 Collapse

            Emotional ho ker decisions lene se kayi pr problrms create hoti hain kyun k emotions main aap ki samajhne or sochne ki ability khatam ho jat hai or aap jald bazi main koi bhi sahi ya galat faisla ker laite hain. So jab aap apni sence
            • #21 Collapse

              forex trading thandy damag sy krni chahiye soach samaj ker tab he app ik achy business man ban sakty hain forex trading main mery khaiyaal main emotions use kerny sy loss k chances zayada hoty hain ku k app emotions sy zyada invest kerty hain or in case of loss apka account balance end hojata ha
               
              • #22 Collapse

                iss market mein loss sb se zeyada un ko hota hai jo greed krte hain aur apne emotions pe control nahi kr pate aur loss kr jate hain iss market mein kaam krne ke liye hmain apne emotions pe control karna buht zarori hai
                • #23 Collapse

                  haan dear bilkul sahi emotional ho kar trading na kary kue k app us waqat apna loss be kar skaty hai or loss koi be karna nahi chahta, es liye app jo be decision laina chahye to please souch samaj kar laye tah k loss na kar saky.
                  • #24 Collapse

                    aksar log forex may loss ki waja se emotional hojaty han or wo galat decision laylaitay han misaal k tor per koi trading may loss hony ki waja se sochta ha yar ya work theek ni many itni mahnat se ya work seekha or is per investment ki or itni mahnat k baad mujhay kya milaa sirf loss lakin mairay dosto forex may to loss hona ek aam se baat ha ap ko himmat ni haarni chahheyaa q k kuch pany k leya kuch khona bhe parta ha.
                    • #25 Collapse

                      brother forex mein emotional hokar decision lena matlab apney hi paoon pey khukhari marna hai kiyun k forex aik unprdictable market is mein market mein sabar ki bohut ziyada zaroorat hoti hai ta k app sahi se tading kar sakien aur achey decision lekar profit kar sakien....
                      • #26 Collapse

                        yes my friend app nay bilkul thek kaha hy ham jitna ziada hard work kary gay hamy utna hi ziada faida ho ga kiyu kay ham jitna ziada hard work kary gay hamy utna hi ziada knowledge and experience hasil ho ga and ham trade bi achi kar saky gay.
                         
                        • #27 Collapse

                          emotions apky business ko loss main lay jtay hain forex trading main bilkul emotions sy kaam nhi lena chahiye apko cool mind ho k trading kerni chahiye forex trading main emotions losses ka chance hoty hain
                             
                          • #28 Collapse

                            orex trading main ana to intahai asan hai jab demo trading ki jati hai to pher hamain ye mehsoos hota hay kay ye business bohat he zeada asan hay aur baithay baithay he munafa mil jata hay mager jab ham isay chorna chahtay hain to pher ham say ye chora nahe jata
                             
                            • #29 Collapse

                              forex trading main emotions apko just loss main lay jaty hain appny agar acha business man ban na ha to apko trading without emotions kerni hogi other wise ap loss main jaingy ik achi trading cool mind or active fresh mind ho k kerni chaihiye
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Aik acha trader kabhi bhee emotional nahee hota hay ager aap emotional ho rhey hen tou iska matlab hoga kay abhee bohat kuch hay hamaray seekhnay k liye jo hum nay abhee tak nahee seekha hay, ager hum nay seekha hota tou hum kabhi bhee emotional nahee hotay. So, emotions say doore rehna ka behtreen tareeka
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X