Wise trader learn with mistakes
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2326 Collapse

    Re: Wise trader learn with mistakes

    hamain acha trader baany k liye learning kar k h hum sucss ho sakty hain, so hamain apni mistakesa ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain, so hamain market main bi trade kar k hi hum run kar skaty hain, so hamain market main run karein gay,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2327 Collapse

      Re: Wise trader learn with mistakes

      hamain apni mistakes ko avoid ka rk hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi, so hamain market main bi emotionko kabo main rakh k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain market main bi trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain is say loss km ho saky ga,
      • #2328 Collapse

        Re: Wise trader learn with mistakes

        mistakes ko avoid kar k hi hum achy say trade kar k hi hum run kars katy hain, so hamain si forex main plaing kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain is forex main kam kar k hi hum achy say trade kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum suss ho sakty hain,
        • #2329 Collapse

          Re: Wise trader learn with mistakes

          hamain market main mistakes ko avoid kar k hi hum achi trade kar k hi hum run kar skaty hain, so hamain is forex main learn kar k hi hum kam kar skaty hain, so hamain is forex main emotion ko kabo main rakh k hi hum achy say trade karny k kabil hon gay,
          • #2330 Collapse

            Re: Wise trader learn with mistakes

            Asslamo Alakum weelcome to pak forex forum dear friends ap n achi bat ki hai k jo akl mund trader hai wo apni glti se sekhta hai learn krta hai sekhta hai jes se us ko kmyyabi mltio hai trade p profit mlta hai
            • #2331 Collapse

              Re: Wise trader learn with mistakes

              haman market main apny emotio ko kabo main rakh k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain, so hamain is forx main apni mistakes ko avoid kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty hain, so hamain market main bi trade kars katy hain, so hamain faida ho saky gas
              • #2332 Collapse

                Re: Wise trader learn with mistakes

                Ji han han yah Baat bilkul theek hai ki Insan Hamesha apni galtiyon Se Hi hi sakta hai aur Aksar voice trading mein main bahut se Logon se mistakes Ho Jaati Hai Aur Hamen apni UN mistakes ko Khud Hi clear karna chahie
                • #2333 Collapse

                  Re: Wise trader learn with mistakes

                  hamain market main apni mistakes ko avoid kar k hi hum suss ho sakty hain, so hamain is forex main bi trnd ko use kar k hi hum suss ho sakty hain, so hamain demo main practice kar k hi hum real main bi trade karny k kabil ho sakty hain, so hamain is forex main bi trend ko use karien gay,
                  • #2334 Collapse

                    Re: Wise trader learn with mistakes

                    Absolutely right dost jo wise aqal mand or expert traders hoty hun na wo apnay loses say kabi b ni ghabraty bal k apnay loses say learn karnay ki koshish karty hyn or na e apni mistakes ko repeat karty hyn bal k wo apni mistakes ko learn kar k next un say avoid karty hyn
                    • #2335 Collapse

                      Re: Wise trader learn with mistakes

                      hamain market main planing kar k hi hum achy say trae kar skaty hain, aur apni mistakes ko km rakh k hi hum achy say trade kar skaty hain, so hamain market main bi demo main practice kar k hi hum achy say trade karny main bi koi prblm na ho saky gi,
                      • #2336 Collapse

                        Re: Wise trader learn with mistakes

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: staruit پيغام ديکھيے
                        Most of us use to start blame others, such as forex situation, its rules and regulation or our luck after having an unexpected loss. However wise trader always analyzes his own mistakes and learn a useful lesson form them to not repeat in future.
                        Acche traders kabhi bhi apni mistakes ko Bar Bar repeat Nahin Karte vah apni mistake se learn karte hain aur pure drive Karte Hain ke future mein Aisi mistakes nagan J K jinki vajah se unko pahle loss Hua Hai
                        • #2337 Collapse

                          Re: Wise trader learn with mistakes

                          hamain mistakes ko avoid kar k hi hum achy say trade kar skaty hai, so hamain learn kar k hi hum achy say trade karny k kabil ho sakty han, so hamain market main bi demo main pracice kar k hi hum real main bi trade kar k hi hum suss ho sakty hain, so hamain earn karein gay,
                          • #2338 Collapse

                            Re: Wise trader learn with mistakes

                            Wise trader wo hota hay jo dosron ki mistake say hi seekhta hay. aur wo average trader hota hay jo apni mistake say seekhta hay. que kay nuksan honay kay bad to har trader hi care kerta hay lakin maza tab hay jab trader loss honay say phelay hi apnay account ko protect keray khud ki trading skills ko increase ker kay aur forex ko learn ker kay.
                            • #2339 Collapse

                              Re: Wise trader learn with mistakes

                              wa g wa kia bat ki ha jab kamal hi ker dia ha belkul asy hi insan apni galtion say hi seekta ha asy hi forex ma trading k doran ap say jab kabi koi mistake ho jay to us not kia kery or dobara na kery ki kosis kery ise liy to demo accouny per ptactic kerwai jati ha k ap live account per kam say kam mistake kery .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2340 Collapse

                                assalam o alaikum guys, Trading mein mistakes se murad un ghalat faislon ya ghalat tajurbon se hai jo traders karte hain aur jo keh unko financial markets mein nuqsan ya nuqsan ki moqa se mehroom kar dete hain. Ye ghalatian shamil ho sakti hain. yeh mistakes mudarjazyl reasons ki wajah se darpesh hoskti hyn: Emotional trading: Ye tab hota hai jab traders apni trading decisions ko aik sochi samjhi strategy ki bajaye apni emosiyon jaise khauf ya lalach per mabni bana dete hain. Lack of discipline: Woh traders jo discipline ke baghair trading karte hain, apne trading plan ya apni risk management rules ko follow nahi karte, jis se be-dhang aur bay-basirana trading decisions lete hain. Overtrading: Ye tab hota hai jab traders aik excessive risk aur potential losses ki taraf jate hue ziyada frequently ya ziyada capital se trading karte hain. Failure to manage risk: Traders jo risk ko theek se manage nahi karte, stop-loss orders ya position sizing strategies ka istemal nahi karte, aik waqt mein bari nuqsan utha sakte hain. Lack of knowledge: Woh traders jo market conditions, trading strategies, ya financial instruments ke bare mein sufficient knowledge ke baghair markets mein enter karte hain, ghalat faislon ki taraf jate hue nuqsan uthane ke liye tayyar hote hain. TRADER SHOULD NEVER REPEAT THE MISTAKES: traders ko chahiye ke woh mistakes ko repeat na karein. Agar aik trader ne kisi mistake se nuqsan uthaya hai to usko samajhna chahiye ke woh ghalat faisla tha aur woh us ghalat faisley ko repeat nahi karna chahiye. Traders ko apni trading history ko regularly analyze karna chahiye aur un ghalat faislon ko identify karna chahiye jo keh unko nuqsan pohanchate hain. Unko un mistakes se bachne ke liye trading plan aur risk management rules ko improve karna chahiye. Traders ko trading mein discipline aur patience rakhna chahiye aur apne trading decisions ko emotions se free rakhna chahiye. Unko apne trading strategies ko barqarar rakhna chahiye aur mustaqil tor per apni knowledge ko barhate rehna chahiye. WISE TRADER LEARNS WITH MISTAKES: aik wise trader hamesha apni mistakes se seekhta hua trade karta hai. Yehi tarika hai jis se successful traders bante hain. Agar koi trader apni mistakes se kuch nahi seekhta aur woh mistakes ko baar baar karta raha to uska trading career nuqsan uthane ka khatra hai. Wise traders apni mistakes se seekhte hain aur unhe dubara na karte huye trading strategies aur risk management rules ko improve karte hain. Woh apni trading history ko analyze karte hain aur apni performance ko evaluate karte hain. Agar koi mistake hui hai to unko identify karte hain aur unse seekh lete hain. Yehi tarika hai jis se traders apni trading skills ko improve kar sakte hain aur long-term success achieve kar sakte hain. Lekin yeh zaroori hai ke traders apni mistakes ko analyze aur improve karne ke sath sath discipline aur patience bhi maintain karein.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X