kuch log khty hain k forex hram hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kuch log khty hain k forex hram hai ?
    helo dear mai app say pochna chhta hun k kuch log kehty hain k forex aik hram hai mgermai khta hun k forex halal hai app ki iss par kia ray hai please zror share kareay ga kun ye business hai aur business hlal he hota hai iss leay mai isko halal manta hun.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
    helo dear mai app say pochna chhta hun k kuch log kehty hain k forex aik hram hai mgermai khta hun k forex halal hai app ki iss par kia ray hai please zror share kareay ga kun ye business hai aur business hlal he hota hai iss leay mai isko halal manta hun.
    Main bhi bahut Sare logo ko kaise suna hai ke Forex Islam Mein jaiz nahi hai Jab Ke main bahut Sare Aalam ki videos daikhi Hain wo forex trading ko thek lehty Hain is liye forex bilkul jaiz hai
    • #3 Collapse

      Dear jaisy ap ne baat ki hai forex trading ki k ye haram hai to ap logo ki baton mai na aye kun k ais mai ye hai k hun agar ais mai kaam sekh k start karty hain to ye bilkul halal hi kun k jo log ais ko sekhy baghair ais mai kaam start kr dety hai aor jaisy jowoa khelty hai ais tarha ais mai trading karty hain to aun k liay ye haram keh sakty hai.
      • #4 Collapse

        mere khayal sy asa kuch nahin hay forex haram nai hay agar hum aik hud main profit bana k nikal lain tu is main kuch galat aur hjaram nahin hay baki ALLAH HUMAIN HARAM SY BACHAE
        • #5 Collapse

          Dear ap k is sawal ka jawb mery pass nahi ha kyun k main koi mufti nahi hon jo koi fatwa dy sakon lekin ham forex mein mehnat krty hain aur time dety hain post karty hain ya investment karty hain tu haram hona tu nahi chahye phor bhi ap kisi aalim se masla poch lyn
          • #6 Collapse

            dost ap ka acha question hai but app us mian mehnat ker rahy hain our ap aik trade open kerty hain kia app ko us pay pata hota hai k kitni fix earning ap krean gay ya forex app ko fix profit he day raha hai app ko us main loss bhe hota hai to mean bank system nahe hai to app us main apni mehnat say earning ko increase ker sagty hain
            • #7 Collapse

              Main ne khud aik mufti sahab se fatwa lia hoa hai aur un ke diye hoay fatwa ke mutabiq agar aap forex trading main swap free account open kartay hain tu phir aap ka business 100 feesad halal ho jata hai aur ap befikar ho kar trading kar saktay hain.
              • #8 Collapse

                Dear forex haram nahi hay kyun k haram wo chease hay jo baghar kisi mehnat k aap ko milti hay jasay joowa k pasay aap easy mil jatay hain aap ko kohi efort nahi karni pharaty hay jab k forex main aap pura month post sa bounes hasal karty hain per us sa trade kartay hain
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                  helo dear mai app say pochna chhta hun k kuch log kehty hain k forex aik hram hai mgermai khta hun k forex halal hai app ki iss par kia ray hai please zror share kareay ga kun ye business hai aur business hlal he hota hai iss leay mai isko halal manta hun.
                  Forex trading aik billul halal business hai islam main forex trading krna jaiz hai bs ham un cheezon pai trade na krain jo islam main haram hain ya ohr jin pai hamain interest pai krna hita hai
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    dear forex member it is very clear ke forex aik halal profession hy haram ni ,jis karobar main profit loss na ho fixing ho only profit hi ho us ko ap sood yani haram keh sakty ho lkn forex main aisa ni hy,jis karobar main interest ho wo islam ki ro se haram hy jub ke forex main koi interest ni hy
                    Signature removed by moderator
                    • #11 Collapse

                      hamen aisey logon sa ittefaq nahen hey . q k ye log un parh or la ilm hen . in ko business ka ilm bhi nahen hey. forex trading aik mukammal business hey is ko haram kehney ko samjhaney ki zaroorat hey.
                      • #12 Collapse

                        Ni..log Galt kehty Han ku keh yahan loss bhi ho skta hai..to jahan profit ka sath loss ho wahan Haram ni hai...es Lia AP Aram sa Kam Karan..
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          nhe asa bilkul b nhe hain forex bikul haram nhe hain qk yaha aap apni money invest kar dete hain or apni really money say aaap buying selling karte hain jaab k yah aapko free main koi kuch nhe deta hain yaha apko losss b hota hain jo k sab ko pata hain k islam main b yahi hain k jis chez main profit loss ho vo chez haram nhe hain jesa k kal he mujhy 50usd ka loss hova hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X